You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Log har manzil ko mushkil samajhte hai
Log har manzil ko mushkil samajhte hai
Log har manzil ko mushkil samajhte hai,
ham har mushkil ko manzil samajhte hai.
Bada fark hai log aur hamare nazarie me,
log dil ko dard aur ham dard ko dil samajhte hai..
Related SMS
- Aap to manzil ko mushkil samajhtay hain
- Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai
- Mushkil hota hai jawab dena
- Apni Manzil Pe Pohanchna
- Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi
- Dil ke armano ki manzil hai teri dosti
- Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay.
- Dil main he mere Dard-e-bhutto
- Dard Ka Tajir...
- Woh namak zakhmon pay lagaye toh kya hua
- Kya khamoshi ko bhi zuban dena zaroori hai.
- Aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
- Kuch door hamare saath chalo
- Is dard-e-dil ko zamana kya jane,
- Dil ka dard dikhayain kis ko
- Us dil say pyar karo jo tumhein dard day
- Ishq tanhayi hai mehfil nahi,
- Muje dard-e-ishq ka maza malum hai
- Mehfil ko rula daitay
- Tumhain koi yaad karta hay
- Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon
- To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay
- Na rootha karo
- Muskura do zara khuda ke vaste,
- Mohabbat Baraye Naam
- Waqt guzarta raha par sanse thami si thi
- Bhule hai woh kuch iss qadar humein
- Hum nibhayenge dosti marte dum tak
- Zindagi Roz Nayyi Raah Dikhaati Kiun Hai...
- Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye
- SMS ban ke chala ja tu Gulab
- Kanch ka dil chupain kahan
- Thora socha hai humne...
Aap to manzil ko mushkil samajhtay hain Hum aap ko apni manzil samajhtay hain, Bara farq hay aap k aur hamaray nazariye main aap humain sapna aur hum aap ko apna samajhtay hain
Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai, wo kya jane ki dil me chupa rakha hai, dekhe na koi usay meri aankho mein, isliye palkon ko hum nay jhuka rakha hai.
Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai, Koi aankhon aankhon mein mulakat kar leta hai, Mushkil hota hai jawab dena, Jab koi khamosh rehkar bhi sawal kar leta hai
Apni Manzil Pe Pohanchna Kisi Moa'jzey Se Kam Nahi 'Faraz' Raah-Guzar Pathar K Hain Aur Hum-Safar Seeshey Ka ... !!!
Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi Aap Jese Dost Jabse Mile Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Zarurat Nahi
Zindagi ke tufano ka sahil hai teri dosti, Dil ke armano ki manzil hai teri dosti, Zindagi ban jaye jannat agar, Maut ane tak sath rahe teri yeh dosti.
Door reh ker bhi hum unko bhula nahin saktay, Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay, Ek faasla hum ko bana ker rakhna hai apni mohabbat me, Kia hai majboori humari yeh bhi bata nahin saktay!
Dil main he mere Dard-e-bhutto "Dard-e-bhutto" "Dard-e-bhutto" Wo hasina wo nilam pari,, hui thi wo election main khari,, na jane kahan se goli chal pari,, hamare lia ho gayi mushkil khari,, Dil main hay mere ""Dard-e-Bhutto"" ""Dard-e-Bhutto"" ha koi muqabla karne wala
Kon Tole Ga Hiroon Mein Ab Hamare Ansoo Faraz ? Woh Jo Ik Dard Ka Tajir Tha DukaN Choor Geya...
Hamare zakhmon ki waja bhi woh hai... hamare zakhmon ki dawa bhi woh hai, Woh namak zakhmon pay lagaye toh kya hua, mohabbat karnay ki saza hi woh hai.....
Aapki muskan hamari kamzori hai, Keh na pana humari majboori hai, Aap kyun nahi samajhte is khamoshi ko, Kya khamoshi ko bhi zuban dena zaroori hai.
Aaj rootha hua ek dost yaad aya, acha guzra hua kuch waqt yad aya, jo mere dard ko sine me chupa leta tha, aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
Kuch door hamare saath chalo Hum dil ki kahani kehdein ge Samjhe na tum jisse aankhon se Woh baat zubaani kehdein ge Jo pyar karein ge jaanein ge Har baat hamari maanein ge Jo jaley na hon khudh ulfat mein Woh aag ko paani kehdein ge Jab pyaas jawan ho jaye gi Ehsaas ki manzil […]
Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane
paas aa k sab hi dur chale jate hai, hum akailay hain akele hi reh jate hai, Dil ka dard dikhayain kis ko? jab marham lagane wale hi dard de jate hai.
Us dil say pyar karo jo tumhein dard day, Per us dil ko kabhi dard na do jo tumhain pyar karay, Q k tum duniya k liyay koi aik ho, Per kisi aik k liyay sari DUNIYA ho.
Ishq tanhayi hai mehfil nahi, Pyaar ruswai hai saahil nahi, Jo samajhte hai ishq ko mehfil, Wo ishq ke qabil nahi.
Muje dard-e-ishq ka maza malum hai, Dard-e-dil ki inteha malum hai, Zindgi bhar muskrane ki dua na dena, Mujhe pal bhar muskrane ki saza malum hai.
Dil ka dard dil main dabaye rakha, Koi na mila aisa jis pay duniya luta daitay, Sab nay diya dhooka kis kis ko bhula daite, Dil ka dard dil main dabaye rakha, Bayan kia hota to mehfil ko rula daitay
Usy ye baat samjhao tumhain koi yad karta hai, kabhi to milne ajao tmhy koi yad karta hai. Hamare sheher se jab tm gye thy hum ne na roka, hamare dil se mat jao tmhy koi yaad karta hai. Tumhare naam ki har shay wahin mojud hai lekin, kabhi khud bi chale aao tumhe koi […]
Zindagi hai nadaan isliyay chup hoon, Dard hi dard subah-o-shaam isliyay chup hoon, Keh doun zamanay say dastaan apni, Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon.
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay, Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay, Tarah tarah say wafa aazmayee jaati hay, Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin, To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay, Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay Hamari chiz hum hi say chupai jaati […]
Na rutha karo, kaha hum ne hazar bar usay Shaid who jaan chuka tha hamare dil ki baat.
Muskura do zara khuda ke vaste, sama-e-mahefil mai roshni kam hai, tum hamare nahi to kya ghum hai, hum tumhare to haiN ye kya kam hai?
Baray-e-naam sahi koi meharbaan to he, Hamare sar pe Bhi hone ko Aasamaan to he Teri faraakhdili ko duaen deta hun, Mere labon pe tere lams ka nishaan to he Ye aur bat k vo ab yahan nahi rahta, Magr ye us ka basaya hua makaan to he Alavaa is k na kuch aur parda […]
Waqt guzarta raha par sanse thami si thi, muskura rahe they hum, par ankho me nami si thi, saath hamare ye jahan tha sara, par na jaane kyu tumhari kami si thi
Bhule hai woh kuch iss qadar humein, Ki unhe samjhana bhi mushkil ho gaya, Kya pata koi khata ho gayi humse, Ya koi aur unke Zyada qareeb ho gaya.
Hum nibhayenge dosti marte dum tak, hum hasayenge tumko gham se khushi tak, aye dost kabhi humse naraz na hona, saath rehna hamare akhiri dum tak
Meri Qismat Main Andhere Hi Muqaddar Hain Agar Jane Hasrat Ki Shaam Aas Jalaati Kiun Hai Khatam Kar De Ye Safar Jab Koi Manzil Hi Nahi Zindagi Roz Nayyi Raah Dikhaati Kiun Hai...
Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye, hamse koi rusva na ho jaye, badi mushkil se koi apna bana hai, darte hai ki milne se pehle hi koi juda na ho jaye.
SMS ban ke chala ja tu Gulab, hogi sachi dosti to aye ga jawab, agar na aaye to tu mat hona udas, tu samajah lena hamare liye waqt nahin hai unke pass
Bojhal dil, bojhal qadam, Sochtay hain k jain kahan Jub sub derwazay hon band, Apni manzil pa'ain kahan Sang'raizon k dais main, Kanch ka dil chupain kahan
Thora socha hai humne ... thora jaana hai humne... Mushkil se magar pehchana hai humne... Koi aap jaisa na tha na hoga... isliye dost aapko mana hai humney