SMS / Text Messages

Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho

Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho,
Aap ki har khuwahish haqiqat me manzoor ho,
ho jayain jo aap humse khafa,
khuda na kare humse kabhi aisa qasoor ho‚¦

Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte

Sitam Karo Na Karo Hum Gila Nahi Karte,
Veerano Me Kabhi Phool Khila Nahi Karte,

Magar Itna Yaad Rakhna ,
Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte

Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata

Ghamo Mein Rone Walo Ko Hasaya Nahi Jata,
‚ Lehroon Say Pani Ko Hataya Nahi Jata,

Banne waley Ban Jate Hai Apne,
Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata

Dost akser yunhi ban jatay hain

Dost akser yunhi ban jatay hain
Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain.
Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain.
Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain

Har Ladki ko tera intezaar hai

Funny Rakhi SMS revealing that all those girls waiting eagerly for the reader are not admirers — they want to tie a rakhi thread.

Har Ladki tere liye bekarar hai,
Har Ladki ko tera intezaar hai,

Ye tera koi kamaal nahi,
Kuch din baad “RAKSHA BANDHAN” ka tyohar hai!

Band aankhon main sab apna nazar aata hai.

Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai.
Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya.
Raat ke andhero me mera sath chorne walo me,
Mera apna saya nazar aata hai.