SMS4Smile.com

Urdu Eid SMS Messages & greetings for Eid Mubarak {Funny / Free and Latest}

Hindi Eid SMS / Text Messages


Shuvecha rasi rasi … eid mubarak

Shuvecha rasi rasi,
goru na khashi

Tikka na jhal fry,
NTV na Channel i

Relax na busy,
Djuce na easy

Shari na shart
Wishing from heart…

EID MUBARAK!!!!!!

posted in Hindi Eid SMS

Khushion se bhari

khushion se bhari
phoolon se dhaki
khusbboan me basi,
rango se saji,
taroon me chupi,
supnon me dhali,
aur shabnam se dhuli
EID Mubarak
2 u & all ur family.

posted in Hindi Eid SMS

Markaz-e-hilal committee ne dekh lia

Mubarak ho
Markze Rohatay Hilal Kameti ne
mujhe dekh leya hai.
Kal EID HO Gi…
Eid Mubarak

posted in Hindi Eid SMS

Mera chand to tu hi hay

Teri JAN, meri JAN, meri jaan to tu hi hay,
Log dekhain EID ka CHAND, mera CHAND to tu hi hay

posted in Hindi Eid SMS

Eid ka din hay aaj to galay mil lay zaalim

Eid ka din hay aaj to galay mil lay zaalim,
Rasm-e-duhniya bhi hay, moqa bhi hay, dastoor bhi hay!

posted in Hindi Eid SMS

Deepak mein agar noor na hota

deepak mein agar noor na hota
tanha dil youn majboor na hota

mein app ko “EID MUBARAK” kehne zaroor ata
agar app ka ghar itna door na hota
EID MUBARAK

posted in Hindi Eid SMS

Bari khushi say kehtay EID MUBARAK

Kash hum ek SMS hoty
bas aik click mey aap ky paas hoty
mana k aap hamy delete kar detay
laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty
or bari khushi say kehtay EID MUBARAK

posted in Hindi Eid SMS

Eid ho chuki hai…

Eid ho chuki hai…
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
Keypad dabanay se badbu(smell) nahi jayegi,
chup chaap nahanay jao..:p
[==-EiD MuBaRaK-==]

posted in Hindi Eid SMS

Eid K din aj aao mil k karain yeh hi wada

Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maf hum logo ki sari Nafarmani,
Eid K din aj aao mil k karain yeh hi wada,
Khuda ki hi rahon main hum chalain gay sada.

Sare Musalmanon ko EID MUBARAK.

posted in Hindi Eid SMS

Ramzan may na milsakey

Ramzan may na milsakey,
Eid may nazrein he milaa Loo…
Haath milaney se kya hoga.?
Seedha galey he lagaa Loo…

HaPPY EiD MubArAk

posted in Hindi Eid SMS



 Page 2 of 7 « 1  2  3  4  5 » ...  Last »