You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » wade kisise irade kise se,
wade kisise irade kise se,
wade kisise irade kise se,
anhe kise se nigahe kisi se,
ab yaar tumhra bharosa hi kya,
jo adhe hamare adhe kisi ke.
Related SMS
- Kise ki khatir mohabbet ki intiha kar do
- apane sivaa hamaare na hone kaa Gam kise
- Kisi na kisi pe kisi ko aetbar ho jata hai,
- Yeh na thi hamari qismat k wisaal-e-yaar hota
- Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye
- Kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye
- Woh namak zakhmon pay lagaye toh kya hua
- Gir kar kabhi himat na harna
- Khamosh se rehne lage ho
- Kisi na kisipe aitbar ho jata hai
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Apna Ho Kar Bhi
- Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne
- Kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume.
- tere gali me tere deed ki khatir
- Kya Fayada Kisi ko chahane ka ?
- Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai.
- Dard kia hota hai btayein gein kisi roz
- Tumhain koi yaad karta hay
- Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki
- Kaash k Duniya aisi ho…..
- Kisi pey mar mitne wale hum na thay
- Dard Ka Tajir...
- Na rootha karo
- Muskura do zara khuda ke vaste,
- Mohabbat Baraye Naam
- Waqt guzarta raha par sanse thami si thi
- Hum nibhayenge dosti marte dum tak
- Kyu humain kisi ki talash hoti hai
- Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna
- Dil k zakham kisi ko dikha na sako ge
- Us ajnabi ka yun na intzaar karo
- Jitna bhi kisi ko apna bana lo
Kise ki khatir mohabbet ki intiha kar do Per itna bhi nahi kay usay Khuda kar do Mat chaho kise ko tot kar itnay kay Kay usay apni wafaoun say hi bay wafa kar do
apane sivaa hamaare na hone kaa Gam kise apani talaash mein to ham hi ham hain dosto sab kuchh sahi 'Faraz' par itanaa zaruur hai duniyaa main aise log bahut kam hain dosto
Kisi na kisi pe kisi ko aetbar ho jata hai, ajnabi koi shaks yaar ho jata hai, khubiyon se nahi hoti mohabbat bhi sadaa, khamiyon se bhi aksar pyaar ho jata hai
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota ... ager or jeete rehte tu yehi intazar hota kahoon kiss se main k kia hai ... shab-e-ghum bori bala hai mujhe kia bora tha marna .. ager aek baar hota yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota .. koei mere dil se poche tere teer […]
Khuda ke Ghar say Kuch Gadhey farar hogaye kuch to pakray gayai kuch hamare yaar hogaye
Kisi k sapnay kisi kay armaan ban jayen, Kisi ki hansi kisi ki muskaan ban jaye, Bay panah pyaar kehtay hain usey, Jab kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye,
Hamare zakhmon ki waja bhi woh hai... hamare zakhmon ki dawa bhi woh hai, Woh namak zakhmon pay lagaye toh kya hua, mohabbat karnay ki saza hi woh hai.....
Mushkilen dil k irade aazmayen gi Nigahon se khuwabon k parde hataye gi Gir kar kabhi himat na harna Yehi thokren tumhain zindagi main chalna sikhayen gi
Khamosh se rehne lage ho, intezar kisika karne lage ho, yakinan kisise hui hai mohabbat, tabhi bina baat muskurane lage ho...
Kisi na kisipe aitbar ho jata hai, Ajnabi koi shaks yaar ho jata hai, Khubiyo se nhi hoti mohabat hamesha, Khamiyo se b aksar pyarho jata hai
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
kisi ki Awaaz k liye Dil tarasta hai kisi k Intzaar men Dil Tarapta hai Kya kahein is Dil_E_NADAN ko Jo apna ho kar b kisi or k liye Dharkta hai..
Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne, Khud bula ker phir sataya hai kisi ne, Jab tak jali hai shama jalta raha parwana, Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne Armaan mere raiza raiza hogaye hain, Yun kil k aangan say giraya hai kisi ne, Aag lagi hai dasht main koi kiya bhujaye […]
kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume. kisi ke dil ko dukhana na aaya hume. kisi ke liye tadpna to seekh liya par apne liye kisi ko tadpana na aaya hume.
hum to tere har baat bhol chuky the jane kiyo log tere yaad dilane aye tere gali me tere deed ki khatir hum kise our se milne k bahane aye
Kya Fayada Kisi ko chahane ka ? Kya Fayada Kisi ki yadon me aansu bhane ka ? jo samjhe na kisi ke dil mein basa pyaar.. kya fayada uske pyaar meindil ko tadpane ka
Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai. Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai. Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se. Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai.
Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Kamal ki ghazal tum ko sunaein gein kisi roz Thi unki zid k mai jaun unko manane Mujko yeh veham tha vo bulayein gein kisi roz kabi b maine to socha b nahi tha Vo itna mere dil ko dukhaein gein kisi roz Har roz aieene sey […]
Usy ye baat samjhao tumhain koi yad karta hai, kabhi to milne ajao tmhy koi yad karta hai. Hamare sheher se jab tm gye thy hum ne na roka, hamare dil se mat jao tmhy koi yaad karta hai. Tumhare naam ki har shay wahin mojud hai lekin, kabhi khud bi chale aao tumhe koi […]
Maat roko iss behte dard ko, Saza hai ye kisi ke intzar ki, Keh lo inhe ashk ya diwangi, Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki.
Koi dukh na ho koi ghum na ho, Koi aankh kabhi num na ho, Koi dil kisi ka tore na, Koi sath kisi ka chore na, Bas piyar ki nadiyan behti ho, Kaash k Duniya aisi ho€¦..
Kisi ki chahat pe zinda rehne wale hum na the, kisi pey mar mitne wale hum na thay, aadat si par gayi tumhe yaad karne ki, warna kisi ko yaad karne wale hum na thay.
Kon Tole Ga Hiroon Mein Ab Hamare Ansoo Faraz ? Woh Jo Ik Dard Ka Tajir Tha DukaN Choor Geya...
Na rutha karo, kaha hum ne hazar bar usay Shaid who jaan chuka tha hamare dil ki baat.
Muskura do zara khuda ke vaste, sama-e-mahefil mai roshni kam hai, tum hamare nahi to kya ghum hai, hum tumhare to haiN ye kya kam hai?
Baray-e-naam sahi koi meharbaan to he, Hamare sar pe Bhi hone ko Aasamaan to he Teri faraakhdili ko duaen deta hun, Mere labon pe tere lams ka nishaan to he Ye aur bat k vo ab yahan nahi rahta, Magr ye us ka basaya hua makaan to he Alavaa is k na kuch aur parda […]
Waqt guzarta raha par sanse thami si thi, muskura rahe they hum, par ankho me nami si thi, saath hamare ye jahan tha sara, par na jaane kyu tumhari kami si thi
Hum nibhayenge dosti marte dum tak, hum hasayenge tumko gham se khushi tak, aye dost kabhi humse naraz na hona, saath rehna hamare akhiri dum tak
Kyu humain kisi ki talash hoti hai, Kyu dil ko kisi ki aas hoti hai, Chand ko dekho wo bhi tanha hai, Jabki chandni ki har raat uski mulakat hoti hai,.....
Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna, Kabhi kisi ka aitbaar na karna, Tham ke khanjar apne hi hathon mein, Baydardi se apney dil par vaar na karna.
Dil k zakham kisi ko dikha na sako ge, Dil mein jo he kisi ko bata na sako ge, Karoo ge jawani me jo girlfriend pe kharche, Budhape tak udhar chuka na sako gay:p
Us ajnabi ka yun na intzaar karo, Is aashiq dil ka na aitbaar karo, Roj nikla kare kisi ki yaad me ansu, Itna kabhi kisi se na pyaar karo
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi, Wafa kar lo chahe jitni,behwafai hi milegi Jitna bhi kisi ko apna bana lo, Jab aankh khulegi tanhai hi milegi