You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Hum zindagi bher k liyay soo jayenge
Hum zindagi bher k liyay soo jayenge
Suna hai wo keh kar gaye hai ke ab to hum,
Sirf tumhare khuwaboon main hi aayenge,
Koi keh day unse k wo wada kar lay,
Hum Zindgi bher k liye soo jayenge.
Related SMS
- Ye waqt lamhe guzar jayenge
- Teri ankhon say bhi aansoo nikal jayenge
- Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge
- Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe
- Sirf tere liyay rabta rakhon
- Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay,
- Hasrat-e-Zindagi Thi Woh Shart-e-Zindagi To Nahi.
- aap to anmol ho hamare liyay
- Kashish dil ko dharkanay k liyay kafi hai
- Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai
- Zindagi dene vale marta chod gye,
- Aana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja
- Kuchh adhuri khuwahishon ka silsila hai zindagi
- Phele mai or tum the ab hum ho gaye
- Zindagi jee ker kia karain
- Ghum rahega ke zindagi kam hai
- Zindagi zakhmo se bhari hai
- Aye Zindagi tu mujh se dagha naa kar
- Hans kar gum bholana zindagi hai
- Woh zindagi kia jis main pyar na ho
- Hasna zindagi ki zarorut hai
- Zindagi kehta hai mujhey...
- mere zindagi kya dosra naam hoo tum,
- Zindagi aap jaisay doston ki amanat hai
- Zindagi ko ek rangin kalpana samjho
- Tujh bin zindagi ka tasawar hi nahi hai
- Zindagi ki raho pe jab aage jaoge
- Sooni zindagi me halchal mehsoos hui
- Zindagi mohtaj nahi manzilon ki
- Zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai
- Zindagi chahiye mohabbat main
- Ye bhi na socha kaise guzregi zindagi
- Bin tery meri zindagi baynaam si
Ye waqt lamhe guzar jayenge, zindgi Me Kuch kho kar Kuch payenge. aaj hum qareeb hain kal dur ho jayenge, per vada raha roz apki yadon me zaroor ayenge.
Teri bewafai ko us wafa k saath nibhayenge, K teri ankhon say bhi aansoo nikal jayenge, Yeh wada hai k hum tujhe us mod tak layenge, Jahan hum apna dard teri aankhon say chalka kay dekhayenge.
Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge, kaun jane ke hum kidhar jayenge, hum apki parchayi hain yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge
Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe, Door rehkar bhi chahenge tumhe, Agar dost banker raas na aaye, To ajnabee banker bhi yaad aayenge tumhe.
Laho main rang ki tarah basa hay tera khayal Main kis tarah teri yaadon say fasla rakhon... Kisi bhi shakhs say koi gharz nahi mujh ko Main sirf teray liyay sub say raabta rakhon...
Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay, Wo inkaar bhi kartay hain iqrar k liyay, Ajeeb hotay hai yeh ishq karne waalay, Aankhain bhi band kartay hain to sirf deedaar k liyay.
Woh Jo Badli To Rubaro Badal Gaye Hum Bhi. Mohabbat Ki Thi Usey Bandagi To Nahi.. Faqt Zindagi To Hai Kat Jaye Gi Us k bagher.. Hasrat-e-Zindagi Thi Woh Shart-e-Zindagi To Nahi.
Kitne aziz ho aap ye batain kaisay, hamari sadgi aapko dikhain kaisay, aap to anmol ho hamare liyay, chand lafzo ke sms se apko samjhayain kaisay?
Kashish dil ko‚ dharkanay k liyay kafi hai uski yaad hi mujhey rulanay k liyaykafi hai usko neend shayad hi aati hogi par uske sang bite pal mujhe sulanay k liyay kafi hain
Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai Tumhaari in ankho mai sada ke liye bas jana chahty hai Chahty is dil ki, na jaane humse kaya kaya chahati hai Najar bhar tumhe dekh kar, Tum per mar jana chahty hai!!!!
Zindagi dene vale marta chod gye, apnapan jitane vale tanha chod gye, jab padi zarurat hume apne humsafar ki vo saath chalne vale apna rasta hi mod gaye ...
Haalat pay meri hasnay hasaney aaja, jhooti hi sahi par sachi ansoon bhane aaja khuwab ko kiya sajana,woh toh bhikar gaye ana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja!
Kuchh adhuri khwahishon ka silsila hai zindagi, Manzilon se ek musalsal fasala hai zindagi ! Mere darwaze pe dastak de ke chhup Jane ka khel, Kab talak khelegi eh kya bachpana hai zindagi ! Tere afsane to mai sunta raha Hun baraha, Naam kya tune kabhi mera suna hai zindagi ! Zinda Hun doston ki […]
Phele mai or tum the ab hum ho gaye wo mere zakhmo ka marham ho gaye.. jab se unse meri shana sayi howi wo mera sarmaya ghum ho gaye wo sar-e-gulshan sanwer kar agaya or sab hi pholo ke sar kham(open) ho gaye dekhiye matlab mera kuch or tha ap to ase hi bharam ho […]
Lay k hum dosron ki hansi kia karain jo apni nahin woh khushi kia karain Tanha jeenay say behtar hay mar jayain hum, Jub saath tum nahin to zindagi jee ker kia karain
Chiraaghon ko aur teez kar lo, Kyun ki roshini kam hai, Tamaam umar kar lenge intzaar tera, phir bhi ghum rahega ke zindagi kam hai.
Zindagi zakhmo se bhari hai, waqt ko marham banaana seekhlo! Haarna to hai hi maut ke saamnay, filhaal zindagi se jeetna seekh lo!
Aye Zindagi tu mujh se dagha naa kar, Mein Zinda rahu yeh dua naa kar, Koi dekhta hai meri jaan ko to hoti hai jalan, Aye Hawa tu bhi usse chua naa kar.
Hasna zindagi hai, has kar gum bholana zindagi hai, jeet kar hanse to kya hanse, haar kar khushiyan manaana zindagi hai
Woh zindagi kia jis main pyar na ho, Woh pyar hi kia jis main yadain na hon, Woh yadain hi kia kis main tum na ho, Woh tum hi kia jis main hum na hon,
Zindagi me her dum hastey raho, Hasna zindagi ki zarorut hai, Zindagi ko is andaz mei jiyo k, Aap ko dekh ker log kahen "wo dekho" zindagi kitni khubsoorut hai
Zindagi kehta hai mujhey Mera chahne wala . . . Kya usay Mera aitbaar nahi hai . . . (KIRAN ASGHAR)
mere zindagi kya dosra naam hoo tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum tera saat chale ge asman ban kar.
Dil ki hasti bikhar gayai hoti, Aur rooh k zakham bhar gayai hotay, Zindagi aap jaisay doston ki amanat hai, Warna hum tou kab k mar gayai hotay...
Zindagi ko ek rangin kalpana samjho, Subah ko sach raat ko sapna samjho, Bhulana chahte ho sabhi ghamon ko to, Zindagi main mujhe apna samjho..
Tujh bin zindagi ka tasawar hi nahi hai , Tere sang ho zindagi aisa bhi koi scene nahi hai, Iss dunya mein, tum he sab say haseen ho mein aur kahon jhot kitna, ke tum ko yaqeen ho
Zindagi ki raho pe jab aage jaoge, Peeche ek saya tum hardam paoge, Mud k dekhoge to tanhai hogi, Agar mahsoos karoge to humko paoge.
Sooni zindagi me halchal mehsoos hui, bejan dil me dharkan mehsos hui, janey kion aaj aisa laga, shayad tumhari kami mehsoos hui.
Zindagi mohtaj nahi manzilon ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi koi kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.
Tum bin zindagi sooni si lagti hai, Har pal adhoori si lagti hai, Ab to in sansoon ko apni sansoon se jor do, Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai.
Zindagi chahiye mohabbat main, ye ghari doo ghari ki baat nahi,, aap say koi bhi nahi pehlay‚¦ aap k baad koi zaat nahi‚¦.!!
Sahil per khare khare humne shaam kardi, Apna dil or duniya aap k naam kar di, Ye bhi na socha kaise guzregi zindagi, Bina soche samjhe her khushi aap k nam kar di
Mery wajood se lipti khushbo tere naam ki hai Meray dil me basi her ek dharken tery naam ki hai Itna yaqeen ker lay meray hamnasheen Bin tery meri zindagi baynaam si hai