SMS / Text Messages

Naya islmai saal mubarak

Aap sab ko dill ki gehraiyon say
nikli hoi bay shumar duaon k sath
"NAYA ISLAMI SAAL" mubarak ho.
Allah is naye saal ko aap sab k liye rehmaton,
barkaton,
khushyon,
kamiyabion,
khair-o-afiat,
hifazat,
aman,
sukoon aur tamam tar naik khuwahishat
ki takmeel ka saal bana day aur donon
jehan ki sari naymatain ata farmaye
aur hamisha,hamisha k liye razi ho jaye.
Ameen, Summa ameen.

Advance happy new year

Aaj
ki
duniya
bohat
advance
hai

Isi
advance
duniya
ki
advance
technology
mein
rehnay
wale

1 advance
banday
ki taraf
se aap ko

Advance "happy new year"

Naya saal aaya hai chalo

Purana saal sabse ho raha hai door,
Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor,
Purane yaadein sochkar udaas na ho tum,
Naya saal aaya hai chalo...
DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!