Teeri nazron say oojhal ho jayain gay hum.
Teeri nazron say oojhal hoo jayain gay hum,
Door fizaoon mai kaheen khoo jayaingay hum.
Meeri yaadon say lipat ker roo gay tum..,
Jub zameen oorh k soo jayain gay hum.
Teeri nazron say oojhal hoo jayain gay hum,
Door fizaoon mai kaheen khoo jayaingay hum.
Meeri yaadon say lipat ker roo gay tum..,
Jub zameen oorh k soo jayain gay hum.
Tum To Abhi Se Mubtila-e-Khof-o-Hijr Ho..
Tum Chorr Do.. Tum Se Nahi Hogi Ye Mohabbat..!!
Meri chahtoun pe shikwey, teray Raabtoun main waqfey
Haan yehe nishaaniyaan hain, k tu door ho rahaa hay!!!!!
Us ki aadat wohi har baat adhori karna
aur phir baat ka mafhoom badaltay rehna
Janay kis umar mein jaye gi yeh aadat us ki
Roothna mujh se, to auron se ulajhtay rehna
Sitting quietly and suddenly remembering the old promise — you once said you loved me too.
Iqrar Kiya Tha Tumny Bhe, Ky Mjhe Tumsy Muhabbat Hai ...!
Lo !! Bethey Bithaye Ajj Humein, Wo Baat Puraani Yaad Ai ...!
Whenever you Miss someone..
Look at The Sky..
Although you might not See the Person There..
But Feel Happy that you Two Are Under the Same Sky.
Jahan sawal k badlay sawal hota hay...
Wahin mohabbaton ka zawal hota hay.
Kisi ko apna banana hunar hi sahih....
kisi ka bun k rehna kamaal hota hay..!
Tumhare Naam Kar Di Hai Yeh Puri Zindagi Apni,,
Bhale Ab Jaan Hi Jaye....Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
Insaan ki fitrat ko samajhtay hain parinday,
Jitna bhi mohabbat se bulao nahin aatay.
kahan talaash karo gay, tum mujh jaisa shakhs
jo tumharay sitam bhi sahay aur tum se mohabbat bhi karay
Dosti Ka Dawa Krne Wale Kuch Aise Log Bhi Hein Wasi…
Jinhein Hum Azeez tou Hein Mgr Apni Masrofiat K Baad….
Puranay Raabton Ko Phir, Naye Waaday Ki Khwaish Hai
Zara Ek Baar Phir Keh Do, K Muhabbat Mar Nahi Sakti