Diwali ek khusiyon ka taivhaar hai,
Andhere se ujaale ki aur barkaraar hai,
Har koi andhere ko ujaala karne ke liye taiyaar hai,
Lekin jo saavdhani rakhe, wahi samajhdaar hai.
Koi waqt ka toh koi khusiyon kaa talabgaar hai.
Nazre bhicha kar baitha hai, bas aane ka intezaar hai
Aa jaaye toh paalo isse,
Phir naa kehnaa agle saal kaa intezaar hai.
Diwali SMS greetings / wishes messages n quotes 4 Happy Deepawali
Diwali SMS / Text Messages
Deepawali ke subh awasar pe yaad aapki aaye
Deepawali ke subh awasar pe yaad aapki aaye,
Shabd shabd jhod kar deta tumhe badhai.
Diwali Mubarak
Unki yaad liye ye diwali to aaye
Diwali aai, khushiya laye
Bichda tha jinke saath bachpan mein,
Phuljadiyan unki yaad laaye.
Kya hua agar saath nahi aaj unke
Unki yaad liye ye diwali to aaye.
¢â‚¬Å“Happy Dipawali¢â‚¬Â
Deepawali mein deepo ka didar
Deepawali mein deepo ka didar
Khusiyo ke sath mubarak hazaar.
¢â‚¬Å“Happy Diwali¢â‚¬Â
Diwali aaye, rangi rangoli
Diwali aaye, rangi rangoli,
deep jalaye, Dhoom Dhadaka,
chhoda phataka, jali Phuljadiyan,
Sabko Bhaye¢â‚¬Â¦
¢â‚¬Å“Happy Diwali¢â‚¬Â
Deep jalte jagmagate rahen
Deep jalte jagmagate rahe,
Hum aapko aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai,
Dua hai hamari,
Aap chand ki tarah zagmagate rahe.
¢â‚¬Å“Happy Diwali¢â‚¬Â
Diwali Parva hai Khushio ka
Diwali Parva hai Khushio ka,
Ujalo ka, Laxmi ka.... Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho...
Happy 2007Diwali
Aap sab hi ko diwali ki badhai
Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi,
Dhoom machao, mauj manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai.
Happy Diwali
Safalta Kadam Chumti rahe,
Safalta Kadam Chumti rahe,
Khushi Aaspas ghumti rahe,
Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye,
Mubarak Ho Aapko, DIWALI ka Tyohar
Makai ki Roti, Nimbu ka Aachar,
Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar,
Chand Ki Chandi, Apno ka Pyar,
Mubarak Ho Aapko, DIWALI ka Tyohar
Mubarak ho aap ko ye diwali 2014
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai,
sitaro ne gagan se salam bheja hai,
Mubarak ho apko ye "DIWALI 2014"
Humne tahe dil se yeh paigam bheja hai.
Wishing u super-duper, jhakas diwali
Apun wishing u a wonderful,
super-duper,
zabardast,
xtra-badhiya,
xtra special
ekdum mast n dhinchak,
bole to ekdum Jhakaas
"HAPPY DiWALi"