Nigahain nigahon se mila kar to dekho
posted in Poetry SMS |
Nigahain nigahon se mila kar to dekho,
naye logo se rishta bana kar to dekho,
hasratain dil me dabane se kya faida,
apne hoton ko hila kar to dekho,
asmaan simat jayega tumhare agosh me,
chahat ki bahen phaila kar to dekho
Similar SMS / Text messages
- Hasraton ki nigahon pe sakth pehra hai.
- Logo ki nigahon se dard chupana parta hai
- Nigahain mila kar kiya dil ko zakhmi,
- Mujhey chain mila?
- Abhi sath hai to bat kar lia karo
- Aap paas raho ya door
- Agar zuban pey sharm-o-haya ka pehra tha To
