SMS / Text Messages

Aap apna Inbox khali rakhna

Kadam kadam pe hawao se talukh rakhna,
Dosti ke naam pe dosti ka asra rakhna.

Hamari dosti ki khusbu zarur aayegi.
Aap apna INBOX khali rakhna.

Haqiqat samjho ya afsana

Haqiqat samjho ya afsana;
Begana kaho ya deewana;

Suno mere dil ka fasana;
Teri dosti hai mere jeene ka bahana.

Zindagi mohtaj nahi manzilon ki

Zindagi mohtaj nahi manzilon ki,
Waqt har manzil dikha deta hai.

Marta nahi koi kisi se juda hoke,
Waqt sabko jina sikha deta hai.

Happy Slow Arrival of Winter

The taste of Oranges
The walk in Frost
The Golden sunlight
The beauty of Autumn colors
The magic of wet red leaves...
"Happy Slow Arrival of Winter"

Sirf chahne se mulakat nahi hoti

Sirf chahne se mulakat nahi hoti,
Suraj k saath kabhi raat nahi hoti,

Hum jise chahete hai jaan se bhi ziyadah,
Saamne hote hain, par baat nahi hoti.

Umeed nahi fir bi jiye jate hai.

Umeed nahi fir bi jiye jate hai..
khali hai bottle fir bi piye jate hai.,

Himmat to dekho hamari...
Response aata nehi fir bhi sms kiye jate hai....

Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe

Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe,
Door rehkar bhi chahenge tumhe,

Agar dost banker raas na aaye,
To ajnabee banker bhi yaad aayenge tumhe.

Zaruri to nahi jine k liye sahara ho

Zaruri to nahi jine ke liye sahara ho,
Zaruri to nahi hum jinke hain who humara ho,

Kuch kashtiya dub bhi jaya karti hai,
Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho.

khush insan

Duniya me 3 insan khush hote hai
1 jise sacha pyar milta hai
Dusra jise achha yaar milta hai
teesra jise mera msg baar baar milta hai
Kyu aa gai na (smile)

Zubaan se naam lete hain

Zubaan se naam lete hain,
Aankhon se aansu chalak jaate hain.

Kabhi hazaro baatein kiya karte the,
Aaj ek baat ke liye taras jaate hai.

New Generation

Miss ne nursery class k bchay se kaha
1 se 10 tk gino main tumhen kiss krun gi
Bacha bola:
Agr me 1 se 1000 tak ginu to koi pakage hai?

Is duniya mein dost kam milenge

Is duniya mein dost kam milenge,
is duniya mein gham hi gham milenge,

jahan duniya nazar phair legi,
us mod per dost tumhe hum milenge.