Poetry SMS / Text Messages

Kia kahon tumhain?
khuwab kahon to bikhar jaoge!
dil kahon to toot jaoge!
Lo, tumhara naam zindagi rakh deti hon..!
Maut se pehle hamara sath na chor paoge...!!

Pyar se tab tak pyar na karo

Pyar se tab tak pyar na karo
Jab tak pyar aap se pyar na karey

Jab pyar aap se pyar kare
Tab pyar se itna pyar karo
k
Pyar kisi or se pyar na kare

Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayi

Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayi,
mujhe apne pairon mein zanjeer nazar aayi.

Jitne aansoo bahaye teri yaad mein,
har aansoo mein tasveer teri nazar aayi.....

Palkon par aasoo chor jate hain

Kuch meethe pal yaad aate hain,
Palko par ansu chor jate hain,

Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana,
Dosti ke rishtey zindagi bhar kaam aate hain.

Har waqt tum ko yaad karta hu

Har waqt tum ko yaad karta hu,
Ha main tumsein pyaar karta hu,

Kyun tum mujhse khafa ho,
Main tumhi pai to marta hu.
I love you

Zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai

Tum bin zindagi sooni si lagti hai,
Har pal adhoori si lagti hai,

Ab to in sansoon ko apni sansoon se jor do,
Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai.

Teri ankhon say bhi aansoo nikal jayenge

Teri bewafai ko us wafa k saath nibhayenge,
K teri ankhon say bhi aansoo nikal jayenge,

Yeh wada hai k hum tujhe us mod tak layenge,
Jahan hum apna dard teri aankhon say chalka kay dekhayenge.

Aaj aap k paas aaney ko G karta hai

Tamam gham bhool janey ko G karta hai aaj,
Muskuranay ko G karta hai,

Bohut G liiye sahare aap ki yadoon k,
Aaj aap k paas aaney ko G karta hai

Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain

Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain

Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya !
Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.

Har subah naye kafile me sawaar hota hu.

Har subah naye kafile me sawaar hota hun.
Har dopahar naye dardse najre chaar hota hun.

Shaam ko gahrati hai darde yaari..
Phir nayi subah ka intzar karta hun.

Hum dilse yad ayenge

Ap lakh bhula k dekh lo
hum dilse yad ayenge

honge apke bade chahne wale
hum sabse badhke chahenge

ap pani p p k thak jana
hum hichkian ban ban ke ayenge.