Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
Jeene ke liye tera armaan hi kafi hai,
Dil ke qalam se likhi yeh dastaan hi kafi hai,
Teer ki kya zaroorat e-janam,
Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
Jeene ke liye tera armaan hi kafi hai,
Dil ke qalam se likhi yeh dastaan hi kafi hai,
Teer ki kya zaroorat e-janam,
Qatal karne ke liye teri muskaan hi kafi hai
Aik pagal dosre pagal se:
Latifa kisey kehtey hain
Dosra pagal: Latif ki B.V ko
Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai,
Koi aankhon aankhon mein mulakat kar leta hai,
Mushkil hota hai jawab dena,
Jab koi khamosh rehkar bhi sawal kar leta hai
Chand lamho ki zindagi hai,
Nafraton se jiya nahi karte,
Lagta hai dushmano se guzarish karni padegi,
Kyunki aap to ab sms kiya nahi karte.
zindagi ka asli mukam abhi baki hai,
hamare iradon ki imtihan abhi baqi hai,
abhi to naapi hai muthi bhar zameen,
aage sara asman baki hai...
Kaam kaam kaam
10 to 5 tak kaam
uske baad ek shaam
ush shaam mein aapke liye ek pyara sa jaam
ush jaam se aap hamesha k liye jaam
to bhool jao kaam
Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hai ke unse pyar kiya karte hain.
Khuda ne taqdeer mein 1 tuta taara nahi likha,
Aur ek hum hai ke chand ki aarzu kiya karte hain!
Royengi ye aankhein muskuraane ke baad,
Aayegi raat din dhal jaane ke baad,
Tum kabhi naa ruthnaa mujhse ae yaar,
Shayad ye zindagi hi na ruth jaaye,
Tumhare rooth jaane ke baad.
Dedicated to STEVE JOBS
A for apple.
B for bada apple.
C for chhota apple.
D for dusra apple.
E for ek aur apple.
F for fokat ka apple.
G for gol apple.
H for hazar apple.
I for itney saarey apple?
J for jaao nahi khaana hai apple.
K for kaise nahi khaayengey apple.
L for lena padhega tumko apple.
M for mujhe nahi chahiye itne apple.
N for naa nahi kehtey kyun key yeh hai apple.
O for Oh to tumne khaa daale yeh saare apple.
P for pet bhar Ke khaao apple.
Q for qismat mein nahi hoti hai sabke, yeh apple.
R for roz khaao tum apple.
S for sehetmand rahoge agar khaaogey tum apple.
T for tumko nahi milengey itney achey apple.
U for udhaar ke nahi hai yeh apple.
V for very tasty hai yeh apple.
W for waste na karo time aur khaalo jaldi se apple.
X for X'mas mein bhi khane padenge apple.
Y for yoon na chehra phero dekhkey apple
Z for zaroor dil bhar gaya hoga khake itne saare apple..........Â..
Hum aap ko kabhi khoney nahin denge,
Juda hona chaha to bhi hone nahin denge,
Chandni raton mein aye gi meri yaad,
Meri yaad ke woh pal aap ko sone nahin denge.
PIZZA always confuses us:
It comes in Square box,
When u open it's Round,
When u start eating it's Triangle
Life is also like Pizza..
Looks something,
Appears something
&
Tastes something...)
Attachment is not when two people chat day & night
Attachment is not when two people can’t live without each other
Attachment is not when two people can’t stay away from each other for a moment
But when the HR sends an email to you with subject as
"Increment letter" and the attached file is missing..
That’s when you realize the true meaning of Attachment !!