Her ada aus ki pasad thi apni
posted in Poetry SMS |
Daikhna mujhe aur dair talak daikhty rehna,
Phir tasawur main khud se sharmaty rehna,
Her ada aus ki pasad thi apni,
Sharmana ghabrana khud ko chupaty rehna,
Aaj taqdeer ke zulm ki intaha hai nashtar,
Bichar gaya, socha jisy apnaaye rehna
Similar SMS:
- Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya
- Ham pe sitam karnay ko zamana nikla
- Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya
- Door jate howe logoo ko bulate rehna.
- Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya….