Jis ka hisaab na ho sakay utnay dard paaye
posted in Poetry SMS |
Tumharay pyaar main ham nay bohot zakham khaye,
Jis ka hisaab na ho sakay utnay dard paaye,
Phir bhi tere pyar ki qasam kha k kehta hon,
Hamaray lab pay tumhare liye sirf pyaar aaye
Similar SMS / Text messages
- Dheere dheere se ab tere pyaar ka dard kam hua
- Apnay pyar ko chupana chaha, per chupa na sakay
- Paani k bulbule sa hai mera pyar
- Kisi or ko daikh k muskura na sakay
- Hum kisi aur k na ho sakain gay
- Wo khush naseeb hain k unhe auron ka pyar mila
- Bikhray ashkon k moti bana na sakay,
