Badal-badal kay
posted in Poetry SMS |
Un dostoan se milna yaaroan sambhal-sambhal ke
Jeete hain zindagi jo Chehre Badal-badal ke.
Mat poochh usse zaalim chehre pe salvatein kyun,
Kaati ho jisne raatein, karvat badal-badal ke.
Similar SMS:
- Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin
- Waqt aane par wafadar badal jate hain.
- badalta nahi pyar kabhi magar…
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Raaz-e-dil na sunana kisi ko Saqib