SMS4Smile.com

Latest SMS / text messages & jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday & adult]

Samandar to samandar hai, kabhi bola nahin kertay

posted in Ghazal SMS |

Khamosh lehje mere hamdam kabhi bola nahin kertay,
Dard-o-gham ko her kisi k samnay khola nahin kertay,

Mohabbat to mohabbat hai,
Bari anmol hoti hai,

Mohabbat ko tarazu main kabhi tola nahin kertay,
Mere khamosh rehne per koi ilzam mat dena,

Samandar to samandar hai, kabhi bola nahin kertay,

Similar SMS:

  1. Jo rehtay hain sada dil mein unhein dhonda nahin kertay
  2. Har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka
  3. Hum khud pe gharur nahi kertay
  4. Mohabbat hum bhi kertay hain
  5. Jub teri dhun main jiya kertay thay