Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay.

Door reh ker bhi hum unko bhula nahin saktay,
Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay,
Ek faasla hum ko bana ker rakhna hai apni mohabbat me,
Kia hai majboori humari yeh bhi bata nahin saktay!