Jis tarah 1 machar ko marne se
tum shikari nahin ban jao gey
.
.
.
.
.
Theek usi tarah 2 - 3 SMS karney se
tum bhikari nahin ban jao gey
Hindi Insult SMS
Hindi Insult SMS / Text Messages
Par madari rouz na laye to kya karun.
Dil se tera khayal na jaye to kya karun,
Tu hi bata tu yaad aaye to kya karun,
Hasrat yehi hai k ek nazar dekh lun tujhe,
Par madari rouz na laye to kya karun.
aap k chehre pe udaasi aankhon mei nami hai....
aap k chehre pe udaasi aankhon mei nami hai....
aap k chehre pe udaaaaaaasi aankhon mei nami hai....
NATIONAL NAMAK istamal karo aap mein IODINE ki kami hai!
Aqal kia hoti hai?
Main nay pocha AQAL kia hoti hai?
Aasman ne kaha: Bohut buland hoti hai
Sagar ne kaha: bohut gehri hoti hai,
Aap ne kaha:
AQAL
Hain, woh kia hoti hai? :-)
Suraj kehdun usme to Aag hai
Mein tumko Chand kehdu magar usme Daag hai,
Suraj kehdun usme to Aag hai,
Socha Tumko Bandar keh Dun...
Magar us kambakhat me Bhi Dimaag hai.
Jab say tumhain jana hai,
Jab say tumhain jana hai,
Jab say tumhain paya hai,
Her dua main tera hi naam aaya hai,
Taa kay pochon rab say,
.
.
.
.
Yeh kaisa namoona banaya hai?
Bari fursat mein banaya hoga
Log kehte hain k khuda ney aapko
badi fursat mein banaya hoga.... "
simple c baat hai,
faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Bas ek hi khayal aata hai
Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai
.
.
.
.
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!