You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Ankh Masruf e Nazara thi
Ankh Masruf e Nazara thi






Ankh Masruf e Nazara thi to Hm khush thy Faraz
Tum ney Kia Zulm Kia Dil mein Thikana Ker K
Related SMS
- Hai husn ka purkaif nazara teri aankhe!
- Maut tak vo nazara yaad rehta hai
- Wo shakhs mujhe yaad ata hai
- Hum apni rooh ...
- Dard Ka Tajir...
- 1 nafrat hi nahi dard ka sabab
- Ujalay apni yaadon k......
- apane sivaa hamaare na hone kaa Gam kise
- Udaasi ka .....
- kitne nadaan thy toufan ko kinara samjha
- Sun liya hum ne
- Bachpan Ka Zamana Hota Tha
- Hum chat par charhe patang urane ke bahane
- Tu Ne Jo Chonk Kar Her Simth Nigah Ki Hogi
- Merey Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi
- Fursat se sochta hay usay
- Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath
- kahin tanha na kar de...
- TERE YAAD
- Ham pe sitam karnay ko zamana nikla
- Khushi ki muddat
- Guftago k fun main mahir ho
- Is dafa to barishein rukti nahin faraz
- Khush fehmi k silsilay
- Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi
- Mere dil ki talashiyaan
- Her ada aus ki pasad thi apni
- Safaid libas use bohut pasand tha
- Mujhe tum yaad aate ho
- 1 nigah se qatal hotay hain log
- Apni Manzil Pe Pohanchna
- Bheegi Ankhein
- Wo aur kia daikhay
Hai husn ka purkaif nazara teri aankhe! gar chand mera dil, to sitara teri aankhe! jab jab bhi padhun inko mohabbat ki nazar se. Lagti hain ek taza shumara teri aankhen.
Mohabbat ko mohabbat ka ishara yaad rehta hai, har pyar ko apna pyar yaad rehta hai, wo pal jo yaar ki bahon me guzarta hai, maut tak vo nazara yaad rehta hai
Itna Tasalsul to meri sanson mein b nai FARAZ jis rawani se wo shakhs mujhe yaad ata hai
Hum apni rooh tere jism mein he chhor aye Faraz.... Tujhy galay se lagana tu ek bahana tha...
Kon Tole Ga Hiroon Mein Ab Hamare Ansoo Faraz ? Woh Jo Ik Dard Ka Tajir Tha DukaN Choor Geya...
Aik nafrat hee nahi duniya mein dard ka sabab Faraz... MOHABBAT bhi sakoon walon ko bari takleef deti hain.
humara DIL saweeray ka sunehra jaam ho jaye chiraghon ki tarah ankhein jalein aur shaam ho jaye kabhie tow asmaan se chand utray jaam ho jaye tumharay naam ki ek khoobsurat shaam ho jaye ajab halaat thay yun dil ka soda ho geya akhir mohabbat ki haveeli jis tarah nelaam ho jaye sumandar k safar […]
apane sivaa hamaare na hone kaa Gam kise apani talaash mein to ham hi ham hain dosto sab kuchh sahi 'Faraz' par itanaa zaruur hai duniyaa main aise log bahut kam hain dosto
Thaka Gaya Hai Musalsal Safar Udaasi Ka Aur Abb Bhi Hai Mairey Shaaney Pey Sar Udaasi Ka Woh Kon Keemiyaa-gar Tha Ke Jo Bikheir Gaya Terey Gulaab Say Chehrey Pey Zar Udaasi Ka Merey Wajood Ke Khalvat-kadey Mein Koi To Tha Jo Rakh Gaya Hai Diya Taaq Per Udaasi Ka Main Tujh Say Kaisey Kahoon […]
kitne nadaan thy toufan ko kinara samjha kitne bejan saharon ko sahara samjha, kitnay anjaan thy wo log jo sahil pe thy, hamain doobta dekha or nazara samjha
Sun liya hum ne faisla tera Aur sun ker udaas ho baithey Zehan chup chaap ankh khaali Jaisey hum kianaat kho baithey
Bachpan Ka Zamana Hota Tha, Khushio.N Ka Khazana Hota Tha. Chahat Chaand Ko Paane Ki, Dil Titli Ka Deewana Hota Tha. Rone Ki Wajha Na Hoti Thi, Hasne Ka Bahana Hota Tha. Khaber Na Thai Kuch Subho Ki, Na Shamo Ka Thikana Hota Tha. Daadi Ki Kahani Hoti Thi, Pariuon Ka Fasana Hota Tha. Daadi […]
Hum chat par charhe patang urane ke bahane, Wo bhi chat par aayi kapde sukhane ke bahane, Uske mummy ne jo dekha ye haseen nazara, Jhadu le aayi wo bandar bhagane ke bahane.
Tu Ne Jo Chonk Kar Her Simth Nigah Ki Hogi Mere Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi Ye Jo Moti Baraste Hey, Teri Yaad Mein Aksser Badloon Ne Meri Aankhon Ko Dua Di Hogi Jhilmillati Hooye Ek Baat Jo Sochi Mene MeMoN Ne Jaake Ussay Zaroor Bata Di Hogi Ziker Aaya Jo Kabhi Mera Uss […]
Tu Ne Jo Chonk Kar Her Jagha Nigah Ki Hogi Mere Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi Ye Jo Moti Baraste Hey, Teri Yaad Mein Aksser Badloon Ne Meri Aankhon Ko Dua Di Hogi Jhilmillati Hooye Ek Baat Jo Sochi Mene Yaser Ne Jaake Ussay Zaroor Bata Di Hogi Zikir Aaya Jo Kabhi Mera Uss […]
Wo tu milta hay mujhse mehdood se lamhon me Faraz Yeh DIL hay kitni fursat se sochta hay usay
Hum say bichar kay us ka takabbur bikhar gaya faraz Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath
Kahin tanha na kar dey tujhe munfarid rehne ka shok FARAZ... jab din dhalay to kisi se haal-e-dil keh diya kar.
Chandani raat me our bhi shiddat se aaye gi us ki yaad Behtar hai faraz so jana sham se pehle.
jis ko apna samjha wo hi begana nikla, ham pe sitam karnay ko zamana nikla. zulm karnay ki jis nay intaha kar de, wo apna shinasa purana nikla.
Meri khushi ki mudat itni he Faraz Guzar jati he mere muskurani se pahle
Mana k tum Guftago k fun main mahir ho Faraz. Wafa kay lafz pay atko to humhain yaad kar lena
Is dafa to barishein rukti nahin faraz, Hum ne ansu kia piye k saray mosam ro paray
Khush fehmi kay silsilay itne daraaz hain.. Har eent sochti hai dewaar mujh sey hai..
Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi, Zindagi mein ab teri Ibadat ke siva kuch nahi, Mein Tohfe mein tujhe kya pesh karu, Mere daman mein kaanton ke siva kuch nahi.
Apne Siwa batao tumhein Kuch MiLa Hai FARAZ .. Hazar bar leen hain tumne mere dil ki talashiyaan
Daikhna mujhe aur dair talak daikhty rehna, Phir tasawur main khud se sharmaty rehna, Her ada aus ki pasad thi apni, Sharmana ghabrana khud ko chupaty rehna, Aaj taqdeer ke zulm ki intaha hai nashtar, Bichar gaya, socha jisy apnaaye rehna
safed libas use bohot pasand ta mere jism par " Faraz " aaj me kafan me lipta hon to phir wo roti kyon he .
Zamanay k sawalon ko main huns k taal du faraz, Lakin nami ankhon ki kehti hai "mujhe tum yaad aate ho"
Tumhari ek nigah se qatal hotay hain log Faraz,...! Ek nazar hm ko bhi dekh lo k tm bin zindagy achi nahi lagti....!
Apni Manzil Pe Pohanchna Kisi Moa'jzey Se Kam Nahi 'Faraz' Raah-Guzar Pathar K Hain Aur Hum-Safar Seeshey Ka ... !!!
Saleeqa ho agar Bheegi ANKHON ko parrehnay ka FARAZ To behtay howe AANSU bhi aksar baat kerte hain
Tere siwa bhi kai rung Khush nazar thay magar Jo tujh ko dekh chuka ho Wo aur kia dekhey ... !!!