SMS4Smile

by sms4smile


Advertisement

Mushkilon ko karta Jo aasan hai

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (3 votes, average: 2.67 out of 5)
Loading ... Loading ...
posted in Ghazal SMS |

Mushkilon ko karta Jo aasan hai,
WO asal me hi to ek insan hai !

Gham se ghabara ke Jo himmat chhod de,
Buzdili ki uski to pahchan hai !

Zindagi hai ek dariya dard ka,
Dard se khele wahi insan hai !

Khushali me sab yaha jee lete hai,
Ghum me jeena to alag ek shan hai !

Ham bana saktey hain khud takdeer ko,
Gham ham hi me josh ka elan hai !

Kahte hain eh waqt hai ek dhup chhaon,
Feer bhala kyon aadami hairan hai !

Khud ko Jo samjhe ki ham kamzor hain,
WO bahut nadan hai anjan hai !!

Similar SMS:

  1. Aaj aap k paas aaney ko G karta hai Tamam gham bhool janey ko G karta hai aaj, Muskuranay ko G karta hai, Bohut...
  2. Bhulana tumhain na aasan ho ga Bhulana tumhain na aasan ho ga, Jo bhulay tumhain wo nadaan ho ga, Aap to...
  3. Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi Mohabbat ka Imtihaan aasan nahi, Pyaar sirf paane kaa naam nahi, Muddatein beet jaati hai...
  4. Har waqt tum ko yaad karta hu Har waqt tum ko yaad karta hu, Ha main tumsein pyaar karta hu, Kyun tum...
  5. K lab jab bhi kholta meri guftugu karta Kash koi aisa ahal-e-dil hota jo meri arzu karta, Khoo jati agar main kahin, to...
  6. Kion karta hai tu ghuroor apne aap pe itna Ae chand tu bhool jayega apne aap ko, Jab sunay ga dastaan mere pyaar ki,...
  7. Dil karta he band krwa doon sim tere Lab pe ati hai Dua ban k tamanna meri, Dil karta he band krwa doon...
  8. Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon Main apna aj apna kal thumara nam karta hoon, main apne javen ka her aik...
  9. Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke saath har koi...
  10. Hum to pagal hain Rat gehri hai dar bhi saktey hain Hum jo kehtey hain kar bhi saktey hain...
  11. Najaney log dil kaisey tod detey hain.... Log apna bana k chor detey hain, Apno se rishta tod k ghairon se jod...
  12. Shaam e Gham Ki Qasam Shaam e Gham Ki Qasam Aaj GhamgEen Hain Hum Aa Bhe Jaa Aa Bhe ja...

Advertisement