Band aankhon main sab apna nazar aata hai.

Band aankhon main sab apna nazar aata hai.
Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai.
Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya.
Raat ke andhero me mera sath chorne walo me,
Mera apna saya nazar aata hai.