Kuch log bohut yaad aate hain
posted in Ghazal SMS |
Jub yad ka album kholon to,
Kuch log bohut yad ate hain,
Main guzre dinon ka sochon to,
Kuch log bohut yaad ate hain,
Ab jane kis nagri main,
Soay pare hain muddat se,
Main raat gaye tuk jaogon to,
Kuch log bohut yaad aate hain
Kuch batein theen pholon jesi,
Kuch khushbo jese lehje thy,
Mein sheher-e-chaman mein tehlon to,
Kuch log bohut yaad aate hain
Wo pal bhar ki narazgiyan,
Aur maan bhi jana pal bhar main,
Ab khud se jub bhi rothon to,
Kuch log bohut yaad aate hain
Similar SMS:
- Mujhe tum yaad aate ho Zamanay k sawalon ko main huns k taal du faraz, Lakin nami ankhon ki kehti...
- Yaad aate hai to zara kho lete hai Yaad aate hai to zara kho lete hai Aansu ankho me uter aye to zara...
- Aaj kajal jo lagaya to bohut yaad aaya aj khoya hua ik dost bohat yaad hai acha guzra hua waqt bohat yad aya...
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain...
- Palkon me qaid kuch sapne hain Palkon me qaid kuch sapne hain... kuch begane kuch apne hain... na jane kya KASHISH...
- Hum tum ko KITNA YAAD kertay hain Her khushi main tumhari bat kartay hain, Tum salamat raho yeh faryad kartay hain, Ab...
- Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai, K ab Ye Lafz Bhi Ruswa bohut Hai, Udasi...
- Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain, Pehle dil phir zindagi say jur jatay...
- TUMHAARI YAAD KAY JAB ZAKHAM BHARNAY LAGTAY HAIN Tumhaari yaad kay jab zakham bharney lagtey hain Kisi bahaaney tumko yaad karney lagtey hain...
- Na to yaado ko yaad rakhte hain Na to yaado ko yaad rakhte hain Na hi sapno ko saath rakhte hain Hum...
- Kuch khone ko pyar kehte hain Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain, jhuki nigah ko iqrar kehte hain, sirf paane...
- Palkon par aasoo chor jate hain Kuch meethe pal yaad aate hain, Palko par ansu chor jate hain, Kal koi aur...


(4 votes, average: 3.75 out of 5)