Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne
posted in Ghazal SMS |
Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne,
Khud bula ker phir sataya hai kisi ne,
Jab tak jali hai shama jalta raha parwana,
Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne
Armaan mere raiza raiza hogaye hain,
Yun kil k aangan say giraya hai kisi ne,
Aag lagi hai dasht main koi kiya bhujaye ga,
Dil is tarah say aaj jalaya hai kisi ne,
Dil rota hai raat bhar yaad kar k kisi ko,
Is tarhan ulfat main zakham khaya hai kisi ne,
Sangdil jo tha aaj woh bhi ro parha
Us ko bhi tarpaya hai kisi ne,
Similar SMS:
- Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh ko
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha… mazak kia tha
- Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya
- Sirf tere liyay rabta rakhon
- Bewaja kisi ko sataya nahi karte