SMS4Smile

by sms4smile


Advertisement

Jo guzar gia woh guzar gia

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (8 votes, average: 3.25 out of 5)
Loading ... Loading ...
posted in Ghazal SMS |

usey yaad ker k na dil dukha, jo guzar gia wo guzar gia,
kahan lout ker koi ayai ga, jo guzar gia wo guzar gia,

Nayai subah hay, nayai shaab hay, naya shahar hay, naya naam hai,
Woh chala gaya usay bhool jaa, jo guzar gia woh guzar gia,

Koi ayai ga koi jayai ga, koi jayai ga koi ayai ga,
Suno raston ki sada, jo guzar gaya wo guzar gia,

Teray paas tera habai hay, jo nahin mila woh naseeb hay,
Koi phool kehta hai muskura, jo guzar gaia woh guzar gia,

Mujhey pat jharon ki kahanian na suna suna kay udaas ker,
Nayai mausamon ka pata bata, jo guzar gia wo guzar gia,

Yahan aetbar-o-yaqeen hai, yeh haqiqaton ki zameen hay,
Zara dair ka koi khuwab tha, jo guzar gia wo guzar gia

Similar SMS:

  1. Neend aati nahin aur raat guzar jati hai Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai, Pyaas bujhti nahin ki barsaat guzar jati hai....
  2. Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo Lamha lamha waqt guzar jayega, Rooh ka daman bhi sath chod jayega, Abhi waqt hai...
  3. kal anjaan ban kar paas se guzar gai kabhi wo hum pe jaan dia karti thi jo kehtay they wo maan lia karti...
  4. Ye waqt lamhe guzar jayenge Ye waqt lamhe guzar jayenge, zindgi Me Kuch kho kar Kuch payenge. aaj hum qareeb...
  5. Her hud guzar chuki hay Her hud guzar chuki hay mari tujh say piyar ki Zindagi mangi hay ager aur,...
  6. Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya Yeh kaun muskura kar idhar say guzar gaya, Bay noor rastoon main ujala bikhar gaya,...
  7. Meray hath uthay meray lub hilay, Meray hath uthay Meray lub hilay Meray dil se Yeh awaz uthi Teray honton Ki...
  8. Meray paon main zanjeer nazar ayai Jub jab aap say milnay ki umid nazar ayai, Meray paon main zanjeer nazar ayai,...
  9. Naa jaane Ashq se Aankhon Naa jaane Ashq se Aankhon mein kyun hain aaye hue, Guzar gaya hai Zamana tujhe...
  10. Acha wohe raha jo in ko nibha gaya Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main goya jasay hoo selaab aagya.....
  11. Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya...
  12. Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay In ankhon main aansu ayai na hotay, Agar tum pichay mur ker muskuraye na hotay,...

Advertisement