Hindi Islamic SMS / Text Messages

Hazrat Ali [R.A] Ka Farman Hy K

"Saza Dene Main Der Karo Yahan Tak K
Tumhara Ghussa Thanda Ho Jaye..."

Beautiful name

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (74 votes, average: 4.11 out of 5)
Loading...

"Muhammad"

Kitna piyaara naam hai moo
Se pura nikalta nahi
Aur
Hont ek dosre ko 2 dafa
Chum laite hain.

(try it)!

Agar rizq...

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (48 votes, average: 4.02 out of 5)
Loading...

Agar rizq
aqal-o-danish se milta
tou jaanwar aur
bewaqoof zinda hii na
rehte ...

(Hazrat Ali r.a.)

INSAN ka IMTEHAN

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (71 votes, average: 3.66 out of 5)
Loading...

Rasool-Allah (Salallaho_Aleihe Wasalam) Ne Farmaya:
"INSAN ka IMTEHAN is k EMAAN aur TAQWAY k mutabiq hota hay,
Agar wo apne TAQWAY mai MAZBOOT hota hai,
To uski AZMAISH bhi sakhti hoti hai,
Yehi waja hai k sab sai ziyadah SAKHT AAZMAISH aur IMTEHAN NABIYON K HOWAY,
Phir NAIK LOGON K,
phir in say kum DARJAY walon k."
(Ibne_Majah,H:4023)

Jis ka rabta ALLAH k sath ho

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (67 votes, average: 4.16 out of 5)
Loading...

Jis ka rabta ALLAH k sath ho
wo nakam nahin hota,

Nakaam wo hota hai jis ki umidain
duniya walon se wabista hon.
.....Think....

Shaitan ki kamzori

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (76 votes, average: 3.99 out of 5)
Loading...

1 din
Rasool (S.A.W) ny Shaitan ko kmzori ki halat mai dekha or wja pochi,
Usny kaha Ae RASOOL E KHUDA Ap (s.a.w) ki umat sy sakht ranj uthata hon,

Ap (S.A.W) ki umat ki 6 khaslaten mujse brdasht nhi,

1-jb milen tu Salam krte hain

2-musafah krte hain

3-jb koi kam krna chahty hain tu INSHALLAH kehte hain

4-Astaghfar krte hain

5- Ap (S.A.W) ka nam sunty hi Salawat behjte hain

6- hr kam ki ibtida BISMILLAH se krte hain

What is QURAN?

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (122 votes, average: 4.11 out of 5)
Loading...

*What is"QURAN"*
"Allah ki kitab"Jo poori dunya ki sardar"
Kitab ko Laane Walay "JIBRAIL"(A.S) jo "Farishton" ka Sardar,
"Jis par utra wo Nabiyon ka sardar "MOHAMMAD" (S.A)
"jis "Ummat" par Utra wo ummaton ki sardar, Musalman
"Jis shehar mein Utra wo"shahron" k sardar "MAKKAH, MADINA"
"Jis Maheene mein utra wo Maheenon ka sardar" Ramzan
aur jis Rat Mukammal hua wo Raton ki sardar "Shab-e-Qadar"
Ye hai wirasat hamari