Zakham dainay ka andaz kuch aisa hai

Zakham dainay ka andaz kuch aisa hai,
Zakham day ker pochtay hain ab haal kaisa hai?

Kisi aik say gila kiya karna yaaro,
Saari duniya ka mizaaj aik jaisa hai