Sari umar ankhon main ik sapna yad raha

Sari umar ankhon main ik sapna yad raha,
sadiyan beet gayi jismain vo lamha yad raha,
na janey kya bat the un main,
sari mehfil bhul gayi hamein,
bas wohi chehra yad raha.