Mujhe yaad kar beshak mera naam na ley

apne dil ki awaz sun afwaon se kaam na ley
mujhe yaad kar beshak mera naam na ley

tera weham hai ke hum bhool gaye tujhe
meri koi sans aisi nahi jo tera naam na ley.