SMS4Smile

by sms4smile


Advertisement

Warna wo meri udasi ka sabab janta hai

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (4 votes, average: 4.25 out of 5)
Loading ... Loading ...
posted in Ghazal SMS |

Jo bhi is dil pe guzarti hai wo sab janta hai,
Koi jaane ke na jane mera rab janta hai !

Jaaney kab usko faqiron pe taras aajye,
Kuchh milega e mera daste talab janta hai !

Hazaar bar usse tod ke aajaun mai rita,
Magar wo hamko bulane ka hunar janta hai !

Mai usko bhul ke zinda rahunga kaise "Saqi",
WO meri sanso ki talab ki wajah janta hai !

Mera hasna use achha nahi lagta shayad,
Warna wo meri udasi ka sabab janta hai !!

Similar SMS:

  1. har koi is dil ko churana nahi janta har koi in honton pe muskan lana nahi janta, har koi is dil ko churana...
  2. Ashkon ka sabab tanhai Har RAAT Gham-e-Tanhaai, Har SHAAM teri yaad aai, Laakh tujhey bhulana chaha, Us se barrh...
  3. Wo shakhs meri jaan bana rehta hy Wo shakhs meri jaan bana rehta hy, Uska pyar meri pehchan bana rehta hy, Koi...
  4. Sharafat se roz SMS kia karo warna Teri yaad dil se jane nahi denge, Tere jesa dost khone bhi nahi denge, Sharafat...
  5. Meri saadgi mera jurm hay Yahan chahton ka sila nahi, yahan dosti ka maza nahi, yahan janay kesi hawa chali,...
  6. 1 nafrat hi nahi dard ka sabab Aik nafrat hee nahi duniya mein dard ka sabab Faraz... MOHABBAT bhi sakoon walon ko...
  7. Meri aankhon main raho, meri aankhon main raho Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni ban k meray ghar k chiraghon...
  8. Meri Zinadagi Mujhy bekhudi ki hai arzoo Mujhe qurbaton ka kumar dey Mery ang ang mei youn...
  9. Baatein Meri yaad ayengi itni Tujhe Pyar Mera Satayega Aksar. Yaado ke toofa uthayega aksar. Zikar mera karne se pehle....
  10. Meri hasrat k janazay ko.... meri hasrat k janazy ko uthany waly, kitny bedard hain yeh loag zamany waly, koi...
  11. Meri seerat ko talaash ker Meri taqdeer se pooch meri qismat ka faisla. Meri muskurahat pe na ja mere dard...
  12. Kia koi meri tarah jeet k hara ho ga... Wo to is soch me sahil pe khara doob gia, Kitna gehra tere darya ka...

Advertisement