Wafa ruswa nahi karna…
posted in Ghazal SMS |
Wafa ruswa nahi karna…
Suno aisa nahi karna
Mai pehle hi akela hu
Muje tanha nhi karna,
Judai aa b jaye to
Ye dil chota nhi karna
Bohat musroof ho jana
Muje socha nhi karna,
Barosa b zarori hai
Magar sub ka nhi karna
Muqadar to muqadar hai
kabi shikwa nahi karna
Meri takmeel tum se hai
muje adha ni karna
suno asa soocha nahi kerna.
Similar SMS:
- Iqrar-e-wafa tum ne nahi karna
- Aisa kabhi na karna
- KOI NAAM NAHI AY GA
- Mohabbat ka izhaar na karna
- Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi …
Hindi Holi SMS