SMS4Smile

by sms4smile


Advertisement

Izhar e muhabbat

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (2 votes, average: 3.00 out of 5)
Loading ... Loading ...
posted in Ghazal SMS |

Tujhay izhar-e-mohabbat say agar nafrat hai,
Tu nay hontoo ko larznay say too roka hota,

bay niazi say, magar kanptey awaz k sath,
Tu nay gabhra k mera naam na pocha hota,

younhi be wajha bhataknay ki zarorat kiya thi,
Dam-e-rukhsat mai, agar yaad na aaya hota,

Hosla tujh ko na tha mujh say juda honay ka,
Warna kajol teri ankhon ka na phela hota

Tujhay izhar-e-mohabbat say agar nafrat hai,
Tu nay hontoo ko larznay say too roka hota,

Meri har aik shab taza azab main guzree
Tumharay baadh tumharay he khawab main guzri

Main aik phool thi jisay woh rakh ker bhool gaya
Phir tamam umr usee ke kitab main guzri.

Similar SMS:

  1. Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye Badi Chot Khai Javani Peh Roye Javani Peh Roye...
  2. Muhabbat zinda rehti hai Musafir to bichertay hain rifakat kab badlti hai.. Muhabbat zinda rehti hai Muhabbat kab badlti...
  3. Qissa Meri Muhabbat Ka! Me Apne Aap Se Barh Ker Kissi Ko Kio Chahon ga! Mujhhi Pe Khatam Hai...
  4. Ai muhabbat tere anjam pey rona aaya Ai muhabbat tere anjam pey rona aaya, Jane kyu aaj tere naam pe rona aaya,...
  5. Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay In ankhon main aansu ayai na hotay, Agar tum pichay mur ker muskuraye na hotay,...
  6. Kaisay kahon k apna bana lo mujhey Kaisay kahon k apna bana lo mujhey, Bahoun main apni sama lo mujhey, Bin tumharay...
  7. Kash banane wale ne mujhe kitab banaya hota. Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota. Woh parhty parhty so jati mujhy seenay...
  8. Meri aankhon main raho, meri aankhon main raho Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni ban k meray ghar k chiraghon...
  9. Ya koi patthar dil insan na hota Kaash k usay chahnay ka Arman na hota, Main hosh main hote howay anjaan na...
  10. Na Neend Aai Na Khwaab Koi Bohat Khushnuma Ek Raat Guzri Hy Kuch Tanha Per Kuch Khaas Guzri Hy Na Neend...
  11. Na neend ayai na khuwab koi Bohat khushnuma kal ki raat guzri hai, Kuch tanha, per kuch khaas guzri hai, Na...
  12. Bohut khush naseeb kal ki rat guzri Bohat "Khush Naseeb"kal ki "RAAT"Guzri, Kuch"Tanha" par kuch"Khaas" Guzri, Na"Neend"aaie na "Khuwab"koi, Bas"Tere" "Khayalon"ke saath...

Advertisement