Safaid libas use bohut pasand tha
safed libas use bohot pasand ta mere jism par " Faraz "
aaj me kafan me lipta hon to phir wo roti kyon he .
safed libas use bohot pasand ta mere jism par " Faraz "
aaj me kafan me lipta hon to phir wo roti kyon he .
Qudurat ho to sachi baat bhi mani nahi jati
Ke chashme toor tak suraj ki tabaani nahi jati
Ab itna bhi na apne ko bigaro bugze haider me
Ke khud tumse tumhari shakal hi pehchani nahi jati
Me Apne Aap Se Barh Ker Kissi Ko Kio Chahon ga!
Mujhhi Pe Khatam Hai Kissa Meri Muhabbat Ka!
Haseen Yadoon K Kuch mausam Ussey Arsaal Karney Hein FARAZ!
Suna Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti
Kitno ki taqdeer badalni hai tumhein
Kitno ko rasto pey lana hai tumhein
Apni hath ki lakeron ko mat dekho
In lakeron say agay jana hai tumehin
Tere Hijra'n Se Ta'aluq Nibhane K Liye
Humney is Saal Bhi Jeenay Ki Kasam Khai Hy ...
'Sapurd-e-Khaak Kar Dala Teri Aankho'n Ki Masti Ny FARAZ ...'
'Hazaro'n Saal g Letey Agar Tera Deedar Na Hota ...'
Ankh Masruf e Nazara thi to Hm khush thy Faraz
Tum ney Kia Zulm Kia Dil mein Thikana Ker K
Chalo Us Ka Nahi To KHUDA Ka Ehsan Laitay Hai FRAZ
Wo Minnat Se Nahi Mana To Mannat Se Mang Laty Hain
Dafnane Se pehlay Mere Dil Ko Nikaal Lena "FARAZ"
Kahin Khaak Main Na Mill Jaye Mere Dil Main Rehnay Wala
apane sivaa hamaare na hone kaa Gam kise
apani talaash mein to ham hi ham hain dosto
sab kuchh sahi 'Faraz' par itanaa zaruur hai
duniyaa main aise log bahut kam hain dosto
Daikhna mujhe aur dair talak daikhty rehna,
Phir tasawur main khud se sharmaty rehna,
Her ada aus ki pasad thi apni,
Sharmana ghabrana khud ko chupaty rehna,
Aaj taqdeer ke zulm ki intaha hai nashtar,
Bichar gaya, socha jisy apnaaye rehna