Hindi Ramadan SMS / Text Messages

YA ALLAH
Ramadan Mubarak
Ke Ibtida Hai
Hamay Ziada Se Ziada
Nekian Kamanay
Or buraiyon Se Dur
Hone Ki toufeeq Ata Farma¢â‚¬Â¦.
Ameen

Hamari taraf se ramadan mubarak

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (160 votes, average: 3.81 out of 5)
Loading...

Raat ko naya chand mubarak,
Chand ko chandni mubarak,

Falak ko sitare mubarak.
Sitaroon ko bulandi mubarak.

Aur aap ko hamari taraf se:-
RAMADAN MUBARAK

Mubarak Ho Aapko Ramadan Ka Mahina

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (147 votes, average: 3.61 out of 5)
Loading...

Gul Ne Gulshan Se Gul Faam Bheja Hai,
Sitaroon Ne Asmaan Se Salam Bheja Hai,

Mubarak Ho Aapko Ramadan Ka Mahina,
Ye Paigham Hamnain Sirf Apko Bheja Hai¢â‚¬Â¦..

Ramzan aaney wala hai

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (154 votes, average: 3.55 out of 5)
Loading...

Woh sehri ki noraneyat,
Woh iftaar ki rounaq,
Woh aasman se rehmat ka barasna,
Woh masjidun ka rooh parwar manzar,
Woh naikiyon ka jazba,
Woh tilawat ki dhoom,

Jee han rehmat wala maghfirat wala
or azab se nijaat wala mahena
"RAMZAN" aaney wala hai,
Duaon main yaad rakhna.

Blessed in the holy month of ramadan

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (165 votes, average: 3.75 out of 5)
Loading...

Ramadan ka chand daikha,
Rozay ki dua mangi,

Roshan sitara daikha,
Aap ki khairiat ki dua mangi,

May Almight Allah bless you with his
blessing in the holy month of Ramadan

Ameen