Poetry SMS / Text Messages

Salon bad najane kia sama hoga,
Hm sb doston me se najane kon kha hoga,

Phr milna hua to milenge khuwabo me
Jese sukhe gulab milte hain kitabon me!

Tum JAN sakty is MOHABAT Ko.....Kaaash

Kash tum DEKH sakty...
Tuty huy dil ko
Behty huy ansuon ko
Is adhury mƒösam ko
Kash Tum PARH sakty...
Mery hathon ki lakeron ko
Khawabon ki taberon ko
Dil k afsanon ko
Kash Tum Sƒ€¦MJH Sakty...
Mery lafzon ki gehrai ko
Honton ki sachai ko
Mehfil ki tanhai ko
Kash tum Jƒ€“RR sakty...
Iss DIL ko.. ..
Iss RISHTY ko.. ..
Iss WADY ko.. ..
Lekin ye soch kr khamosh ho jata hun.. ..

KASH .. .. Tum JAN sakty is MOHABAT Ko..........KASH
KAASH

Hum To Pehle Se Hi Ap K Hain

~Hum To Pehle Se Hi Ap K Hain.. .
~Kiya Zarorat Ha Humein Aazmane Ki. ..

~Yaad Na Kro To Koi Gham Nahi..
~Par Khawahish Na Karna Kabhi Bhool Jane Ki.. .. .!

Bohut khush naseeb kal ki rat guzri

Bohat "Khush Naseeb"kal ki "RAAT"Guzri,
Kuch"Tanha" par kuch"Khaas" Guzri,

Na"Neend"aaie na "Khuwab"koi,
Bas"Tere" "Khayalon"ke saath Guzri,

Shama kehti hai muje banaya kisne

Shama kehti hai muje banaya kisne,
jis jis ke hath lagi muje jalaya usne,
wo shama kya jise koi jalane wala na ho,
wo insan hi kya jise koi chahne wala na ho...

Khamosh se rehne lage ho

Khamosh se rehne lage ho,
intezar kisika karne lage ho,
yakinan kisise hui hai mohabbat,
tabhi bina baat muskurane lage ho...

Raat kya dhali sitare chala gayay,

Raat kya dhali sitare chala gayay,
Gairo sa kya gila jab aapna chalay gayay,
Jeet to saktay thay ishq bi bazi ham bhi,
Magar tumhe jitanay ka liya hartay chalay gayay

bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte.

bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte.
jaam dusron se cheen kar hum piya nahi karte.
agar unko mohabbat hai toh hum se akar izaar kare.
peecha hum bhi kissi ka kiya nahi karte

Zamane se nahin hum tanhai se darte hain

Zamane se nahin hum tanhai se darte hain,
Pyar se nahin hum rusvayee se darte hain,
Dil mein umang hai tujhse milne ki,
Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain.

Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon

Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon Rang Jis ka Hina Say Milta hay Rangat Main Dilfarareb Hum Bhi Nahi LAKIN Saonwali si is jori say Zamana jalta hay