Uss k honton ka tabassum rahay qayaim “YA RUB”
posted in Ghazal SMS, Poetry SMS |
Uss k honton ka tabassum rahay qayaim “YA RUB”
Uss k jeevan main khushiyon ka basaira ker day…
Tu meri “KARB” ki raaton ko bhalay khatam na ker,
Uss ke her shaam k aakhir mai “SAWAIRA” ker day.
Uss k “DIL” k kisi konay main jaga day mujh ko…
Uss ki “AANKHON” ko meray sapnon say khaira ker day
Yeh meray dil ki dua hay “MERA MOLA SUN LAY”…
Saaaari duniya say chupa ker “USSAY MERA KER DAY”
Similar SMS:
- Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay Phool khiltay hain baharon ka sama hota hay, Aisay mousam main tou pyaar javaan hota...
- Sirf mera rahay! Meri dunya me beshak andhra rahe, Tere lab pe hansi ka basera rahe, Phol khilte...
- Har subah, teri muskurati rahay Har subah teri muskurati rahay har shaam teri gungunati rahay tu jise bhi mile is...
- Khushiyon say bhara rahay daman tumhara Duaa hai meri rab se khush rahoo tum… Milay na koi ghum jahan bhi raho...
- Meri aankhon main raho, meri aankhon main raho Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni ban k meray ghar k chiraghon...
- Haath us ney Mera Thama Ho ga Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga...
- Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa Deh Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa Deh Mujh Ko Ungliyaan phair Ke BAloon Main Sulla Deh...
- Aankhon aankhon main Guzar gaee raat aankhon aankhon main Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main Sadiyoun say piyaasi...
- Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh ko Phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko Kiya saza di hay mohabat...
- Duniya jalti hay Agar kisi k pass sub kuch ho to duniya jalti hay, Agar kuch na ho...