Baarisho’n k mausam main
posted in Ghazal SMS, Rainy day SMS |
Yaadai’n jaag jati hyn
Barisho’n k mausam main
Har ghari satati hyn
Barisho’n k mausam main
Shaambhi kisi surat
Chain se nahi kat’ti
Subhai’n bhi satati hyn
Barisho’n k mausam main
Zehen k jharokey main
Jab koi sada ubhrey
Aankhai’n bheeg jati hyn
Baarisho’n k mausam main
Similar SMS:
- Aankhain bheeg jati hain
- Titlee jo ek mujh ko mili thi kitaab main
- Zindagi chahiye mohabbat main
- Juda honay se darta hoon
- Mujhey tum yaad aatay ho