Raanjhanaa Movie Dhanush Quotes
- Mere piche bike mei baithna padega. Main break maarunga toh mujhpe girna padega. Mere saath naachna-gaana padega. Girlfriend na sahi..feel hi dede — Raanjhanaa
- Tumhara pyaar na ho gaya..UPSC ka exam ho gaya. 10 saal se paas hi nai ho raha — Raanjhanaa
- Kundan ke pyjama ka naada itna bhi dheela nahi ki tumhare blouse ke hook se khul jaye — Raanjhanaa
- Lanka dahan hona baaki tha kyunki hamara jawaan hona baaki tha — Unknown Author
- Hum khoon bahaein tum aanson bahao..saala aashiqui na ho gaya lathicharge ho gaya — Raanjhanaa