Main Aur Quotes
- Shrt ye thha ke tum dedo apna dil hamare hathon main,aur tum ho ke ek kaanch ka tukda rakh diya. — Arif Katki
- Kya hoon main aur kya samajhte hai, Sab raaz nahi hote batane wale, Kabhi tanhaiyo mein aakar dekhna, Kaise rote hai sabko hasane wale. — Vikesh Pandey