Judai Quotes
- Zindgi mohtaj nahi manzilon ki, Waqt har manzil dikha deta hai.. Marta anhi koi kisi ki judai me, Waqt sabko jeena sikha deta hai.. — Babloo
- Apko paakar ab khona nahi chahate.Itna khush ho ker ab rona nahi chahate.Yeh aalam hai hamara aapki judai se.Aankho mein neend hai magar sona nahi… — Tinku Razoria