Dekhna Quotes
- Bheegte Rehte hai baarish mein Aksar, Kabhi Maangi kisi Se Panaah Nahi.Hasrate Puri Na ho to Na Sahi, Khwaab dekhna to koi Gunaah Nhi. — Tinku Razoria
- Kya hoon main aur kya samajhte hai, Sab raaz nahi hote batane wale, Kabhi tanhaiyo mein aakar dekhna, Kaise rote hai sabko hasane wale. — Vikesh Pandey