---
title: "Ye jis ka ho wo nishani bata kar lai jai - Poetry SMS - SMS4Smile"
description: "Khulle paare hain meri zindagi kay saare warq Najane kab koi aandhi ura kar lai jaii Kisi ka dard kahan tak apnay pass rakhon Ye jis ka ho wo nishani bata…"
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/) » **Ye jis ka ho wo nishani bata kar lai jai**

# Ye jis ka ho wo nishani bata kar lai jai

[Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/poetry-sms/ye-jis-ka-ho-wo-nishani-bata-kar-lai-jai.html&media=&description=Ye%20jis%20ka%20ho%20wo%20nishani%20bata%20kar%20lai%20jai)

Khulle paare hain meri zindagi kay saare warq
Najane kab koi aandhi ura kar lai jaii

Kisi ka dard kahan tak apnay pass rakhon
Ye jis ka ho wo nishani bata kar lai jai

### Related SMS

1. [Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki](https://sms4smile.com/poetry-sms/ye-to-nishani-hai-kisi-ke-pyaar-ki.html)

Maat roko iss behte dard ko, Saza hai ye kisi ke intzar ki, Keh lo inhe ashk ya diwangi, Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki.

3. [Zindagi me apki ahmiat bata nahi sakte](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-me-apki-ahmiat-bata-nahi-sakte.html)

Zindagi me apki ahmiat bata nahi sakte, dil me apki jaga dikha nahi sakte Kuch rishtay anmol hote hain Kitne, ye hum apko samjha nahi Sakte.

5. [Udas logon ki nishani](https://sms4smile.com/poetry-sms/udas-logon-ki-nishani.html)

Sad people smile the loudest — look closely at whoever's laughing the most. Chalo Bataon Tumhen Ek Nishani Udaas Logon Ki,, . Kabhi Ghor Karna, Ye Hanstey Bohat Hain..

7. [Bojh lagay sath to bata daina](https://sms4smile.com/poetry-sms/bojh-lagay-sath-to-bata-daina.html)

Tum ko jub bojh lagay saath to bata daina Hum chup chaap mohabbat se mukar jayengay!

9. [Nikhar Gaye Hain Ghulab Saare](https://sms4smile.com/ghazal-sms/nikhar-gaye-hain-ghulab-saare.html)

Udaas Dil Ki Veeraniyon Mein Bikhar Gaye Hain Ghulab Saare, Yeh Meri Basti Se Kon Guzra Nikhar Gaye Hain Ghulab Saare, Woh Door Ho To Haqeeqaton Par Saraab Ka Ek Gumaan Sa Ho, Woh Pass Ho To Gumaan Ho Ke Haqeeqatein Hain Saraab Saare, Na Jane Kitni Shikayatein Hain Na Jane Kitne Gile Hain Dil \[…\]

11. [Meri hasrat k janazay ko....](https://sms4smile.com/ghazal-sms/meri-hasrat-k-janazay-ko.html)

meri hasrat k janazy ko uthany waly, kitny bedard hain yeh loag zamany waly, koi apna nahi matlab ki hai yeh dunya sari, ab kahan milty hain woh yar purany waly, main dua go hon sada nendain mubarik tum ko, hijar ka dard dy k muj ko jagany waly, bus yeh he soch kar har \[…\]

13. [Dard jitna hai meri nigaho me](https://sms4smile.com/poetry-sms/dard-jitna-hai-meri-nigaho-me.html)

Dard jitna hai meri nigaho me, paoge na utna kisi ki raho me, bitani chahte the zindagi jiski bahon me, maut b na mil payi unki panaho me.

15. [To jo rooth gia to azab hai](https://sms4smile.com/ghazal-sms/to-jo-rooth-gia-to-azab-hai.html)

Na jo thum sakay kisi aur say, Main bujhta aik chiragh hoon, Mera room room dard dard, Meray dukh ka sira nahin, Meri laghzishon main pali barhi, Koi khoi kahani bhi hai, To jo sath hai to sukoon naheen, To jo rooth gia to azab hai, meri zindagi hai aik goo mago, mujhay roshni milti \[…\]

17. [Phr milna hua to milenge khwabo me](https://sms4smile.com/poetry-sms/phr-milna-hua-to-milenge-khwabo-me.html)

Old friends drifting apart, wondering who'll still be around years from now — meeting again only in dreams, like dried roses pressed in old books. Salon bad najane kia sama hoga, Hm sb doston me se najane kon kha hoga, Phr milna hua to milenge khuwabo me Jese sukhe gulab milte hain kitabon me!

19. [Kisi ke naam se pahle](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kisi-ke-naam-se-pahle.html)

Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle hui hai \[…\]

21. [Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo](https://sms4smile.com/poetry-sms/hamari-mohabbat-k-saare-ehsaas-le-lo.html)

Hamari mohabbat k saare ehsaas le lo, Dilse pyaar k saare jazbaat le lo, Nahi chhodenge tufaan mein bhi akele tumhe, Is dost ki dosti ka chahey imtehaan le lo.!

23. [Dil main he mere Dard-e-bhutto](https://sms4smile.com/funny-sms/dil-main-he-mere-dard-e-bhutto.html)

Dil main he mere Dard-e-bhutto "Dard-e-bhutto" "Dard-e-bhutto" Wo hasina wo nilam pari,, hui thi wo election main khari,, na jane kahan se goli chal pari,, hamare lia ho gayi mushkil khari,, Dil main hay mere ""Dard-e-Bhutto"" ""Dard-e-Bhutto"" ha koi muqabla karne wala

25. [Kanch ka dil chupain kahan](https://sms4smile.com/poetry-sms/kanch-ka-dil-chupain-kahan.html)

Bojhal dil, bojhal qadam, Sochtay hain k jain kahan Jub sub derwazay hon band, Apni manzil pa'ain kahan Sang'raizon k dais main, Kanch ka dil chupain kahan

27. [Kisi ko meri yaad aye ek arsa hua](https://sms4smile.com/poetry-sms/kisi-ko-meri-yaad-aye-ek-arsa-hua.html)

No one has remembered him in a long time — the heart is quiet now, like a cloud that's already rained itself out. Kisi ko meri yaad aye ek arsa hua, koi hai hairan to koi tarsa hua. Is tarah khamosh hain ye dil ye aankhe meri, Jaise khamosh ho koi badal barsa hua.

29. [Kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye](https://sms4smile.com/poetry-sms/kisi-ki-sansain-kisi-ki-jaan-ban-jaye.html)

Kisi k sapnay kisi kay armaan ban jayen, Kisi ki hansi kisi ki muskaan ban jaye, Bay panah pyaar kehtay hain usey, Jab kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye,

31. [Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/hum-wo-ishq-hain-jo-dil-bankar-dharaktay-hain.html)

Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!

33. [Mushkilon ko karta Jo aasan hai](https://sms4smile.com/ghazal-sms/mushkilon-ko-karta-jo-aasan-hai.html)

Mushkilon ko karta Jo aasan hai, WO asal me hi to ek insan hai ! Gham se ghabara ke Jo himmat chhod de, Buzdili ki uski to pahchan hai ! Zindagi hai ek dariya dard ka, Dard se khele wahi insan hai ! Khushali me sab yaha jee lete hai, Ghum me jeena to alag \[…\]

35. [Meri chahatain tumse alag kab hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/meri-chahatain-tumse-alag-kab-hain.html)

My love was never separate from you — if you're in my heart where my heartbeat lives, I don't need anything else. Meri chahatain tumse alag kab hain, Dil ki batain tumse chupi kab hain, Tum sath raho dil main dharkan ki jaga, Phir zindagi ko sanson ki zarorat kab hai,

37. [Mansoob thay jo loog meri zindagi k saath](https://sms4smile.com/poetry-sms/mansoob-thay-jo-loog-meri-zindagi-k-saath.html)

Mansob thay jo log meri zindagi k sath Akser woh milay bari bayrukhi k sath Fursat milay tou apna graiban bhi daikh lay Aey dost youn na khail meri bay basi k sath Chehray badal badal k mujhey mil rahay hain log Itna Bura salook meri saadgi k saath.

39. [Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain](https://sms4smile.com/love-sms/kuch-rishtay-anjanay-mein-hi-ho-jatay-hain.html)

Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain, Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain, Kehtay hain us daur ko pyaar, Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain

41. [Khud ko khud say ham kalam kar k daikhna](https://sms4smile.com/poetry-sms/khud-ko-khud-say-ham-kalam-kar-k-daikhna.html)

Khud ko khud say ham kalam kar k daikhna, Kitna mushkil hai yeh kaam ker k daikhna, Kis qadar udas guzarti hain meri shamain, Yaad kisi ko kisi shaam kar k daikhna...

43. [Dost akser yunhi ban jatay hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/dost-akser-yunhi-ban-jatay-hain.html)

Dost akser yunhi ban jatay hain Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain. Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain. Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain

45. [Kisi Se Bhi Milna, Usay Jeet Lena](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kisi-se-bhi-milna-usay-jeet-lena.html)

Miley Har Qadam PAy Rafaqat Tmhari Kahan Hum Kahan Yeh Inayat TUmhari Humein Chahiye Bas Taluq Tumhara Muhabbat Miley Ya Adawat Tumhari Kisi Se Bhi Milna, Usay Jeet Lena Barri Dil Nasheen Hai Yeh Adat Tumhari NA Dekha Jahan Mein Aur Koi Tumsa Barri Munfarid Hai Tabiyat Tumhari Humein Zindagi K Kathan Raston Mein Hemesha \[…\]

47. [Jo meri aankhon se Khuwab dekho](https://sms4smile.com/ghazal-sms/jo-meri-aankhon-se-khuwab-dekho.html)

Jo Meri aankhon se Khuwab dekho To Aik shab bhi na So sako Gay K Laakh Chaho Na Hans sako gay Hazaar chaho na Ro Sako gay' K Khuwab kya hain Azaab Hain yeh Mere Dukhon ki kitaab hain yeh Rifaqatain In main Chotti hain Mohabbatain in main Roothti hain Pinapti Hain In main Vahshatain \[…\]

49. [Kahan tak sochon](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kahan-tak-sochon.html)

A ghazal about endlessly thinking about someone — how far can you go in someone's thoughts before it just becomes waiting. Aik bay rang sa manzar hai kahan tak sochon zindagi main terey baray main kahan tak sochon Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay aur main sirf paroosi k makaan tak sochon Tera \[…\]

51. [Kyu dil k mere tukray kar diye](https://sms4smile.com/poetry-sms/kyu-dil-k-mere-tukray-kar-diye.html)

Kyu dil k mere tukray kar diye, kyu mere aansu ko apni muskan sey baha diye, gunah kya tha mera bus chahna tumhain, kyu meri zindagi me tune dard bhar diye

53. [maine chaha use... kya yehi meri bhool thi](https://sms4smile.com/poetry-sms/maine-chaha-use-kya-yehi-meri-bhool-thi.html)

dilon ki daastan usay kahan qabool thi meri wafayain uske liye fazool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use... kya yehi meri bhool thi

55. [Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay](https://sms4smile.com/poetry-sms/bina-milay-dosti-nibhana-bhi-zindagi-hay.html)

phool ban ker muskurana zindagi hay Musura k ghum bhulana zindagi hay, Mil ker log khush hotay hain to kia howa Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay

57. [Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin](https://sms4smile.com/ghazal-sms/dil-mein-ab-dard-e-mohabbat-k-siwa-kuch-bhi-nahin.html)

Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin zindagi meri ibadat k siwa kuch bhi nahin Mein teri baat bargah-e-naaz mein kia paish keron Meri jhooli mein mohabbat k siwa kuch bhi nahin Aey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin Woh tou mit \[…\]

59. [Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte](https://sms4smile.com/ghazal-sms/khuwab-jhoote-kisi-ko-dikhaya-nahi-karte.html)

Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte, Mere dost! Yun kisi ko satya nahi karte, Ek baar yun kisi ko keh ker apna, Daman phir uss se churaya nahi karte, Us ke intezaar se bhala kya ho ga haasil, Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte, Rakhte hon jo dard bhara dil apne \[…\]

61. [Na koi rishta hay tum se na koi talluk](https://sms4smile.com/ghazal-sms/na-koi-rishta-hay-tum-se-na-koi-talluk.html)

Najane q meri shairi ka unwan ban jate ho tum, Sub kuch jante howe bhi anjan ban jate ho tum, Na koi rishta hay tum se na koi talluk, phir bhi na jane q mera man ban jate ho tum, Me jo bhi likhta hon bat zara qarene se, Mera geet meri shaira mera deewan \[…\]

63. [Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain](https://sms4smile.com/friendship-sms/kuch-dost-pal-bhar-me-bhula-diye-jate-hain.html)

Urdu poem asking a fair question: among friends who are forgotten and friends who are remembered, where do you fall? Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain

65. [Is dard-e-dil ko zamana kya jane,](https://sms4smile.com/poetry-sms/is-dard-e-dil-ko-zamana-kya-jane.html)

Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/ye-jis-ka-ho-wo-nishani-bata-kar-lai-jai.html",
            "url": "https://sms4smile.com/poetry-sms/ye-jis-ka-ho-wo-nishani-bata-kar-lai-jai.html",
            "name": "Ye jis ka ho wo nishani bata kar lai jai - Poetry SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-18T12:43:24+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130"
            },
            "description": "Khulle paare hain meri zindagi kay saare warq Najane kab koi aandhi ura kar lai jaii Kisi ka dard kahan tak apnay pass rakhon Ye jis ka ho wo nishani bata…",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/ye-jis-ka-ho-wo-nishani-bata-kar-lai-jai.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/poetry-sms/ye-jis-ka-ho-wo-nishani-bata-kar-lai-jai.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/ye-jis-ka-ho-wo-nishani-bata-kar-lai-jai.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Poetry SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/poetry-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "Ye jis ka ho wo nishani bata kar lai jai"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130",
            "name": "SMS Jokes",
            "sameAs": [
                "https://www.sms4smile.com"
            ]
        }
    ]
}
```
