---
title: "Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon - Poetry SMS - SMS4Smile"
description: "Zindagi hai nadaan isliyay chup hoon, Dard hi dard subah-o-shaam isliyay chup hoon, Keh doun zamanay say dastaan apni, Usmain ayega tera naam isliyay chup…"
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/) » **Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon**

# Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon

[Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/poetry-sms/us-main-ayega-tera-naam-is-liyay-chup-hoon.html&media=&description=Usmain%20ayega%20tera%20naam%20isliyay%20chup%20hoon)

Zindagi hai nadaan isliyay chup hoon,
Dard hi dard subah-o-shaam isliyay chup hoon,
Keh doun zamanay say dastaan apni,
Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon.

### Related SMS

1. [Mubarak naam hai tera](https://sms4smile.com/poetry-sms/mubarak-naam-hai-tera.html)

Mubarak naam hai tera, mubarak Eid ho tujhko, jise tu dekhna chahe usi ki deed ho tujko EID MUBARAK.

3. [Phir aaj koi ghazal teray naam na ho jayai](https://sms4smile.com/poetry-sms/phir-aaj-koi-ghazal-teray-naam-na-ho-jayai.html)

Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye, Aaj kahin likhte likhte shaam na ho jaye, ker raha hon intezar tere izhar-e-mohabbat ka, Isi intezar mei zindagi tamam na ho jaye, ab to nahi leta tera naam sar-e-aam is darr say, kahin naam tera badnaam na ho jaye, Mangta hoon dua jab tu yaad \[…\]

5. [Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do](https://sms4smile.com/love-sms/ek-be-naam-si-mohabbat-mere-naam-kar-do.html)

Is dil ka kaha maano ek kaam kar do, Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat par faqat itna ehsan kar do, Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.

7. [Iss baar kuch aisa mein chahta hoon](https://sms4smile.com/ghazal-sms/iss-baar-kuch-aisa-mein-chahta-hoon.html)

Iss baar kuch aisa mein chahta hoon Tum ko apna banaana chahta hoon Bhula kar apne sab gham Tumhe dilse apnana chahta hoon Tumhe tumhari ijazaat se Apne dil mein basana chahta hoon Apne naam k saath joar kar tumhara naam Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane Tumhe \[…\]

9. [beetay howay khud pay sitam likh raha hoon](https://sms4smile.com/poetry-sms/beetay-howay-khud-pay-sitam-likh-raha-hoon.html)

Dil ki dastaan dard-e-qalam say likh raha hoon beetay howay khud pay sitam likh raha hoon, Dil ka qatal ho gia meray aur janazay ka lutf utha raha koi matam ki jaga khushi ki ghazal ga raha koi.

11. [Zindagi younhi teri chahat k naam kardi,](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-younhi-teri-chahat-k-naam-kardi.html)

Spent the whole life in your love like an evening under a shady tree — every dusk became yours. Zindagi younhi teri chahat k naam kardi, Jaisay ghanay darakht k neeche sham kardi, Laut jate hainparinde shaam hote hi, Hamne to har shaam hi tere naam kardi

13. [Phool jaisa tera anjaam na honay doon ga](https://sms4smile.com/poetry-sms/phool-jaisa-tera-anjaam-na-honay-doon-ga.html)

shaam say pahlay teri shaam na honay doon ga zindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhi phool jaisa tera anjaam na honay doon ga

15. [Mujhe yaad kar beshak mera naam na ley](https://sms4smile.com/poetry-sms/mujhe-yaad-kar-beshak-mera-naam-na-ley.html)

apne dil ki awaz sun afwaon se kaam na ley mujhe yaad kar beshak mera naam na ley tera weham hai ke hum bhool gaye tujhe meri koi sans aisi nahi jo tera naam na ley.

17. [Dil ghulam hai tera](https://sms4smile.com/poetry-sms/dil-ghulam-hai-tera.html)

tere siva nahi jachta koi nigahoon mai jo to kahe to bikhar jaaon teri raahon mai nazar kaneez teri, dil ghulaam hai tera likha hua mere chehre pe naam hai tera.

19. [Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon](https://sms4smile.com/love-sms/qasam-tumhari-tumhain-itna-piyar-karta-hoon.html)

A Roman Urdu love message swearing every moment to one person. For when Urdu says what English cannot quite manage. Main apna aj apna kal thumara nam karta hoon, main apne javen ka her aik pal tumharay naam karta hoon, Samait sako gay na jisay tum ta qayamat, Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon.

21. [Khareed skta hoon](https://sms4smile.com/romantic-sms/khreed-skta-hoon.html)

cheshem-e-purnam khreed skta hoon zulf-e-berhem khreed skta hoon tu jo ger apna bna le much ko tera her gham khreed skta hoon.

23. [Chup raho Khuda key liye](https://sms4smile.com/poetry-sms/chup-raho-khuda-key-liye.html)

Bara maza ho jo mehsher meim hum karen shikwa Woh minnaton sey kahen chup raho Khuda key liye.

25. [Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye](https://sms4smile.com/poetry-sms/chup-rehte-hai-k-koi-khafa-na-ho-jaye.html)

Chup rehte hai k koi khafa na ho jaye, hamse koi rusva na ho jaye, badi mushkil se koi apna bana hai, darte hai ki milne se pehle hi koi juda na ho jaye.

27. [mere zindagi kya dosra naam hoo tum,](https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-zindagi-kya-dosra-naam-hoo-tum.html)

mere zindagi kya dosra naam hoo tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum tera saat chale ge asman ban kar.

29. [Meri chup se naraz na hua karo](https://sms4smile.com/poetry-sms/meri-chup-se-naraz-na-hua-karo.html)

Baray hi sarfrosh hua kartay hain, Haqiqaton ki aaghosh huwa karty hain, Meri chup se naraz na hua karo, Gehray samunder hamesha khamosh howa kartay hain

31. [uske labhon pe mera naam to aaya.](https://sms4smile.com/poetry-sms/uske-labhon-pe-mera-naam-to-aaya.html)

Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usne Yun hi sahi, uske labhon pe mera naam to aaya.

33. [Bolti hai dosti chup rehta hai pyar](https://sms4smile.com/poetry-sms/bolti-hai-dosti-chup-rehta-hai-pyar.html)

Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chor kar log karte hain pyar

35. [Meri her khushi tere naam hogi](https://sms4smile.com/poetry-sms/meri-her-khushi-tere-naam-hogi.html)

Kahin andhaira to kahin shaam hogi, Meri her khushi tere naam hogi, Kuch mang k to daikh humse, Bijli, pani k bill or qarz main dubi, Property tere naam ho gi..

37. [Kya kia tere naam likhon](https://sms4smile.com/poetry-sms/kya-kia-tere-naam-likhon.html)

Kya kya Tere Naam likhon. . .? "DIL" likhoon k "JAAN" likhoon? Aansu chura k Teri Pyari Aankhon se. . . ! Apni har Khushi Tere Naam Likhoon

39. [Main Roi To Nahi Hoon......](https://sms4smile.com/ghazal-sms/main-roi-to-nahi-hoon.html)

Main Roi To Nahi Hoon...... Najaney Kiyoon Mera Kajal Jab Bhi Dalo Ankhon Main Ab Aksar Phail Jata Hai Tum To Jantey Ho In Dino Bohat Hi Thand Hoti Hai Tab Hi Hai Surkh Meri Naak Main Roi To Nahi Hoon...... Kaha To Hai Yunhi Buss Bheega Hai Aanchal Ka Kona Choro Tum Fiker Mat \[…\]

41. [Juda honay se darta hoon](https://sms4smile.com/ghazal-sms/juda-honay-se-darta-hoon.html)

Lahoo ronay se darta hoon , juda honay se darta hoon , Meri aankhain batati hain k main sonay se darta hoon .. Meri unggli pakar laina mujhe tanha nahi karna, Ye dunya aik maila hai tumhain khonay se darta hoon... Jo hansti ho tu kyun palkoon k goshay bheeg jatay hain , Tumhain maloom \[…\]

43. [Kisi ke naam se pahle](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kisi-ke-naam-se-pahle.html)

Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle hui hai \[…\]

45. [Teri qurbat mili.. Magar tera sahara na milaa..](https://sms4smile.com/poetry-sms/teri-qurbat-mili-magar-tera-sahara-na-milaa.html)

Teri qurbat mili ..Magar tera sahara na milaa.. Qareeb pohunch kar bhi sahil ka kinara na mila.. Dekhta raha ghoor se main hatheli apniii Magar mujhay apni qismat ka sitara na mila...

47. [Tere naam](https://sms4smile.com/ghazal-sms/tere-naam.html)

Surkh gulab k sare mausam tere naam, Har subha ka pehla ujala tere naam, Teri yaad ka behta darya mere liye, Behti jheel main phool KANWAL ka tere naam, Jitnay khawab Khuda ne mere naam likhay, Un khawabon ka resha resha tere naam, Tere bina jo umr betai beet gai, Ab is umr ka baqi \[…\]

49. [Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-bhar-ke-liye-tera-sath-nibhana-chahty-hai.html)

Wants to be with this person for life, to lose himself in those eyes, to die loving them. Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai Tumhaari in ankho mai sada ke liye bas jana chahty hai Chahty is dil ki, na jaane humse kaya kaya chahati hai Najar bhar tumhe dekh kar, Tum \[…\]

51. [Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/har-sham-sey-tera-izhaar-kiya-kartey-hain.html)

Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain, Har khuwab mein tera didar kiya kartey hain, deewanay hi to hai hum tere, Jo har waqt tere milnay ka intzaar kiya karte hain.

53. [Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein](https://sms4smile.com/poetry-sms/ghamon-mein-muskurana-chahta-hoon-mein.html)

Ghamon mein Muskurana chahta hoon mein, Tumhain bhula k ek Duniya basana chahta hoon mein, Magar naa jane kyun nikal aate hai Aansu, Jab bhi tumhe bhulana chahta hoon mein.

55. [Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon](https://sms4smile.com/poetry-sms/main-usay-dill-say-piyar-karti-hoon.html)

Loves him completely — dark-skinned and not conventionally pretty, but the world still burns with jealousy at their match. Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon Rang Jis ka Hina Say Milta hay Rangat Main Dilfarareb Hum Bhi Nahi LAKIN Saonwali si is jori say Zamana jalta hay

57. [Sochta hoon in sagar ki lehro ko dekh kar](https://sms4smile.com/poetry-sms/sochta-hoon-in-sagar-ki-lehro-ko-dekh-kar.html)

Sochta hoon in sagar ki lehro ko dekh kar, Kyon yeh kinaro se takra kar palat jati hain, Karti hain vo kinare se bewafai ya fir sagar se wafa nibhati hain.............?

59. [Men CHAAND Hoon Insaan Nahi](https://sms4smile.com/poetry-sms/men-chaand-hoon-insaan-nahi.html)

Raat Ka Aakhri Pehar Tha...! MuJh Se Chaand Ne Kaha' Humnasheen Alvida' MuJh Ko Neend Aa Rahi Hai' Kal Milain Ge isi Jagah' Men Sun Kar Muskura Diya' Us Ko Batla Diya' Jaanay walay Lout'tay Nhi' Tum Nhi aao Ge' MuJhe Hai Yaqeen' Meri Baat Sun Ke Woh Ruk Gaya' Aur Kehnay Laga' Tum Se \[…\]

61. [Wo naam tumhara hay](https://sms4smile.com/poetry-sms/wo-naam-tumhara-hay.html)

Koi chaand sitara hay Koi phool se pyara hay Koi khushi ka ishara hay Koi dil ka sahara hay Tumhai'n itna batana hay Wo naam tumhara hay

63. [Har kamyabi pay aap ka naam hoga,](https://sms4smile.com/poetry-sms/har-kamyabi-pay-aap-ka-naam-hoga.html)

Har kamyabi pay aap ka naam hoga, Apke har qadam pay duniya ka salam hoga, Mushkilon ka samna himmat sey karna, Dua hai ek din waqt bhi apka ghulam hoga.. Good Luck &amp; All the best

65. [Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/hum-to-bus-naam-sunte-aaye-hai.html)

Gam Ke Mare Jo Muskuraye Hain, Aansuoo Ko Bhi Pasine Aaye Hain, Kya Bala Hai Khushi Nahi Malum, Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/us-main-ayega-tera-naam-is-liyay-chup-hoon.html",
            "url": "https://sms4smile.com/poetry-sms/us-main-ayega-tera-naam-is-liyay-chup-hoon.html",
            "name": "Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon - Poetry SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-18T15:47:37+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130"
            },
            "description": "Zindagi hai nadaan isliyay chup hoon, Dard hi dard subah-o-shaam isliyay chup hoon, Keh doun zamanay say dastaan apni, Usmain ayega tera naam isliyay chup…",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/us-main-ayega-tera-naam-is-liyay-chup-hoon.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/poetry-sms/us-main-ayega-tera-naam-is-liyay-chup-hoon.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/us-main-ayega-tera-naam-is-liyay-chup-hoon.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Poetry SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/poetry-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130",
            "name": "SMS Jokes",
            "sameAs": [
                "https://www.sms4smile.com"
            ]
        }
    ]
}
```
