---
title: "Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai - Poetry SMS - SMS4Smile"
description: "Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai,tu sitam kar le teri takat jahan tak hai,wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,hume to dekhna hai tu bewafa kahan tak…"
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/) » **Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai**

# Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai

[Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/poetry-sms/na-puch-mere-sabar-ki-inteha-kaha-tak-hai.html&media=&description=Na%20puch%20mere%20sabar%20ki%20inteha%20kaha%20tak%20hai)

Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai,tu sitam kar le teri takat jahan tak hai,wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,hume to dekhna hai tu bewafa kahan tak hai.

### Related SMS

1. [Kisne kaha judai hogi](https://sms4smile.com/poetry-sms/kisne-kaha-judai-hogi.html)

Who said we'd be separated — we've already made a home inside your heart, with room and pride. Kisne kaha judai hogi, Kisi ghair ney yeh khabar urai hogi, Barey shaan sey rahenge hum aap k dil mein, Itne dino me kuch to jagah banai hogi..!

3. [Us nay kaha kon ho Tum?](https://sms4smile.com/funny-sms/us-nay-kaha-kon-ho-tum.html)

Us nay kaha kon ho Tum? Main nay kaha Hasrat Tumari Us nay kaha Taktey ho kya? Main nay kaha Surat Tumhari Us ne kaha kartey ho kya? Main nay kaha Pooja Tumhari Us nay kaha Kaafir ho kya? Main nay kaha aisa hi sahi Us nay kaha chatey ho kya? Main nay kaha Mohabbat \[…\]

5. [us ne poocha kon ho tum main nay kaha hasrat tumhari](https://sms4smile.com/poetry-sms/us-ne-poocha-kon-ho-tum-main-nay-kaha-hasrat-tumhari.html)

us ne poocha kon ho tum main nay kaha hasrat tumhari us ne kaha dekhtay kia ho main nay kaha soorat tumhari us ne kaha karte ho kia main nay kaha ibadat tumhari us ne kaha kafir ho kia main nay kaha ye hi sahi us ne kaha chahtey ho kia main nay kaha muhabbat \[…\]

7. [Merey sabar ka na ley Imtehaan](https://sms4smile.com/ghazal-sms/merey-sabar-ka-na-ley-imtehaan.html)

Merey sabar ka na ley Imtehaan Meri khaamoshi ko sada na dey Jo terey baghair na jee sakey Usey jeeney ki to duaa na dey Tu azeez Dil-o-nazar sey hai Tu qareeb Rag-o-jaan sey hai Merey Jissm-o-jaan ka yeh faisla Kaheen waqat aur barha na dey Tujhe bool ke bhi na bulaa sakoon Tujhe chah \[…\]

9. [Pal pal ne kaha 1 pal se ...](https://sms4smile.com/poetry-sms/pal-pal-ne-kaha-1-pal-se.html)

Pal pal ne kaha 1 pal se... Pal bhar ke liye tum mere sath raho...... Pal bhar ka sath kuch aisa ho, k har pal tum hi tum yaad Raho.

11. [Mere alfazon ko juth mat samajhna,](https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-alfazon-ko-juth-mat-samajhna.html)

Mere alfazon ko juth mat samajhna, yaad aati hai bahut jaldi milne ki dua karna, ji raha tha tumhare naam par, mar jau toh bewafa mat samajhna

13. [Aaj Tak Nahin Kaha Aapse](https://sms4smile.com/poetry-sms/aaj-tak-nahi-kaha-aapse.html)

Teri Tishnagi Mein Choor Hain Hum, Aaj Tak Nahin Kaha Aapse To Ye Mat Samajhna Maghroor Hain Hum, Ho Na Jao Aap Door Humse Bas Isi Baat Ko Lekar Majboor Hain Hum

15. [Dil main he mere Dard-e-bhutto](https://sms4smile.com/funny-sms/dil-main-he-mere-dard-e-bhutto.html)

Dil main he mere Dard-e-bhutto "Dard-e-bhutto" "Dard-e-bhutto" Wo hasina wo nilam pari,, hui thi wo election main khari,, na jane kahan se goli chal pari,, hamare lia ho gayi mushkil khari,, Dil main hay mere ""Dard-e-Bhutto"" ""Dard-e-Bhutto"" ha koi muqabla karne wala

17. [Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete](https://sms4smile.com/poetry-sms/kaha-koi-aisa-mila-jispe-dil-luta-dete.html)

Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete, har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete, apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain, karte bayan to mehfil ko rula dete.

19. [Kyu dil k mere tukray kar diye](https://sms4smile.com/poetry-sms/kyu-dil-k-mere-tukray-kar-diye.html)

Kyu dil k mere tukray kar diye, kyu mere aansu ko apni muskan sey baha diye, gunah kya tha mera bus chahna tumhain, kyu meri zindagi me tune dard bhar diye

21. [Mere dil ko nikal laina Faraz](https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-dil-ko-nikal-laina-faraz.html)

Dafnane Se pehlay Mere Dil Ko Nikaal Lena "FARAZ" Kahin Khaak Main Na Mill Jaye Mere Dil Main Rehnay Wala

23. [Jo mere dil main aise samaya hy](https://sms4smile.com/misc-sms-jokes/jo-mere-dil-main-aise-samaya-hy.html)

Banany wale ne ek DOST mere lia banaya hy, Jise aap k roop mein mainey paaya hay, Jo mere dil main aise samaya hy, Jaise purani haeli main "BHOOT" ka saaya hay

25. [mere hamsafar](https://sms4smile.com/ghazal-sms/mere-hamsafar.html)

Mere Humsafer, mere Hum-nasheen Main ne Rab se manga to kuch nahi Per jub bhi mangi koi dua! Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa" Ye talab kya k mera Khuda! Naye ehad ki Sabhi rahtain, Sabhi chahtain, Wo ata kre tujhe manzlain, Ye talab kya k mera Khuda! Tujhe Bakht de, Tujhe Taj de Tujhe \[…\]

27. [Woh nadiyan nahi thi, mere aansu thay](https://sms4smile.com/poetry-sms/woh-nadiyan-nahi-thi-mere-aansu-thay.html)

Woh nadiyan nahi thi mere aansu thay, Jis per mere dost kashtiyan chalatay rahay, Manzil milay unhain ye chahat thi meri, Isliya hum ansu pe ansu bahatay rahay...

29. [Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna](https://sms4smile.com/poetry-sms/baad-marne-k-mere-tum-jo-kahani-likhna.html)

Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna Kaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna. Yeh Bhi Likhna K Mere Hoont Hansi Ko Tarse, Umer Bhar Ankh Se Behta Raha Pani Likhna.

31. [Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein..](https://sms4smile.com/poetry-sms/raat-si-tanha-khamoshi-hai-mere-dil-mein.html)

Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein.. Shayad kuch jazbaat ki kami hai iss dil mein.. Pehle to hum harr baat par haste ya rote the.. Par ab shayad koi ehsaas hi nahi hai mere dil mein!!

33. [Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do](https://sms4smile.com/love-sms/ek-be-naam-si-mohabbat-mere-naam-kar-do.html)

Is dil ka kaha maano ek kaam kar do, Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat par faqat itna ehsan kar do, Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.

35. [Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena](https://sms4smile.com/love-sms/mere-hisse-ki-har-khushi-apne-haathon-pe-saja-lena.html)

Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, Bhool aaye hum apni takdeeren kahin, Agar mile tumko kahin to utha lena, Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.

37. [Mujeh Ye Zid nahi mere Galay ka Haar ho jao](https://sms4smile.com/ghazal-sms/mujeh-ye-zid-nahi-mere-galay-ka-haar-ho-jao.html)

Mujeh Ye Zid nahi mere Gally ka Haar ho jao Akhela Chor dena , tum jahaan Be-zaar ho jao Bhot Jaldi Samajh mein aany lagty ho Zamane ki Bhot Aasaan ho, thory Bhot dushwaar ho jao Mulaqakto mein wafa ls liye hona zaroori hai Ke tum ik Din Judaaee ke liye Tayaar ho jao Main \[…\]

39. [Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai](https://sms4smile.com/ghazal-sms/bohat-hi-yaad-aata-hai-mere-dil-ko-tarpaata-hai.html)

Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz k sehar se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha \[…\]

41. [Mere dil ki talashiyaan](https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-dil-ki-talashiyaan.html)

Apne Siwa batao tumhein Kuch MiLa Hai FARAZ .. Hazar bar leen hain tumne mere dil ki talashiyaan

43. [Mere ashqon ka har qatraa,](https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-ashqon-ka-har-qatraa.html)

Mere ashqon ka har qatraa, Tere Mohabbat ki nishaani hai, Jo tu samjhe to moti hai, Tu na samjhe to paani hai

45. [mere zindagi kya dosra naam hoo tum,](https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-zindagi-kya-dosra-naam-hoo-tum.html)

mere zindagi kya dosra naam hoo tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum tera saat chale ge asman ban kar.

47. [Suna hai mere baad...](https://sms4smile.com/poetry-sms/suna-hai-mere-baad.html)

Suna hai mere baad ab wo Hansta b nahi hai Badal geya hai ab wo Pehle jaisa Bhi nahi hai Sab keh rahe hain Mujh se lout aao or usay sambhalo K tere baad wo kisi ki Sunta bhi nahi hai

49. [Lipta hai Mere Dil se kisi Raaz ki Surat](https://sms4smile.com/poetry-sms/lipta-hai-mere-dil-se-kisi-raaz-ki-surat.html)

Lipta hai Mere Dil se kisi Raaz ki Surat, Woh shakhs k jis ko mera hona bhi nahi hai. Ye Ishq-e-Mohabbat ki Riwayat bhi Ajeeb hai, Pana bhi nahi hai Usey Or khoona bhi nahi hai

51. [log misaal mere chand ki dete hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/log-misaal-mere-chand-ki-dete-hain.html)

Ae chand, apni chandni per itna guroor na ker, ek chand sa dost hum bhi rakhtay hain, Jab taarif tere chand ki hoti hai, log misaal mere chand ki dete hain.

53. [Kal raat machar ne kata mere chehre par](https://sms4smile.com/funny-sms/kal-raat-machar-ne-kata-mere-chehre-par.html)

A Roman Urdu poem about wanting to kill a mosquito — then thinking twice. kal raat machar ne kata mere chehre par, dil mien junoon tha...aankhoon mien khoon tha, uthaya ussay masal dene k liye par khayal aya, kambakht mien bhi akhir apna hi khoon tha

55. [Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo](https://sms4smile.com/funny-sms/mere-dost-tanhai-me-na-waqt-bitaya-karo.html)

Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..

57. [tenu mere naal pyar ho gaya !!](https://sms4smile.com/punjabi-sms/tenu-mere-naal-pyar-ho-gaya.html)

Boy: "I Love U" ki hunda hai? Girl: Mein tere naal pyar kardi han. Boy: Bus English ca ik Question ki puchhya tenu mere naal pyar ho gaya !!

59. [Wafa dil ko dukahati hai.](https://sms4smile.com/poetry-sms/wafa-dil-ko-dukahati-hai.html)

Wafa ka naam na lo yaron, Wafa dil ko dukahati hai. Jub bhi Wafa ka naam lete hi, hume ek bewafa ki yaad Aati hai

61. [Aye mere hamnasheen chal kaheen aur chal](https://sms4smile.com/ghazal-sms/aye-mere-hamnasheen-chal-kaheen-aur-chal.html)

Aye mere hamnasheen chal kaheen aur chal, is chaman mein ab apna guzara nahin. baat hoti gulon tak to sehlete hum, ab to kaaton pe bhi haq hamara nahin. jab gulistan ko khoon ki zarorat padi sab se pehle hamari hee gardan katee, phir bhi kehte hain humse ye ahle chaman ye hamara chaman hai \[…\]

63. [Hazar rahen mud ke dekhien](https://sms4smile.com/ghazal-sms/hazar-rahen-mud-ke-dekhien.html)

Hazar rahen mud ke dekhien, Kahien se koi sada na ayie Badi wafa se nibhayie tum ne, Humari thodisi Bewafaie Jahan se tum mod mud gaye the, ye mod ab bhi yahie pade hain Hum apne pairon me jane kitne, Bhanwar lapete huwe khade hain Kahien kisi roz yun bhi hoga, humari halat tumhari hogi \[…\]

65. [Dewangi se kum na thi kuch apni justuju](https://sms4smile.com/poetry-sms/dewangi-se-kum-na-thi-kuch-apni-justuju.html)

Dewangi se kum na thi kuch apni justuju, Hum bewafa jahan mein wafa dhondte rahay, Mehromiyon k dor mein Kin hasraton k sath, Hum chulon ki BIRYANI mein BOTI dhondte rahay:-D

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/na-puch-mere-sabar-ki-inteha-kaha-tak-hai.html",
            "url": "https://sms4smile.com/poetry-sms/na-puch-mere-sabar-ki-inteha-kaha-tak-hai.html",
            "name": "Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai - Poetry SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-18T14:07:16+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130"
            },
            "description": "Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai,tu sitam kar le teri takat jahan tak hai,wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,hume to dekhna hai tu bewafa kahan tak…",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/na-puch-mere-sabar-ki-inteha-kaha-tak-hai.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/poetry-sms/na-puch-mere-sabar-ki-inteha-kaha-tak-hai.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/na-puch-mere-sabar-ki-inteha-kaha-tak-hai.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Poetry SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/poetry-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130",
            "name": "SMS Jokes",
            "sameAs": [
                "https://www.sms4smile.com"
            ]
        }
    ]
}
```
