---
title: "mere zindagi kya dosra naam hoo tum, - Poetry SMS - SMS4Smile"
description: "mere zindagi kya dosra naam hoo tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum…"
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/) » **mere zindagi kya dosra naam hoo tum,**

# mere zindagi kya dosra naam hoo tum,

[Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-zindagi-kya-dosra-naam-hoo-tum.html&media=&description=mere%20zindagi%20kya%20dosra%20naam%20hoo%20tum,)

mere zindagi kya dosra naam hoo tum,
hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar ,
tere laab pe khilenge muskan ban kar ,
kabhi apne se juda maat samaj na ,
hum tera saat chale ge asman ban kar.

### Related SMS

1. [Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do](https://sms4smile.com/love-sms/ek-be-naam-si-mohabbat-mere-naam-kar-do.html)

Is dil ka kaha maano ek kaam kar do, Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat par faqat itna ehsan kar do, Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.

3. [Zindagi younhi teri chahat k naam kardi,](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-younhi-teri-chahat-k-naam-kardi.html)

Spent the whole life in your love like an evening under a shady tree — every dusk became yours. Zindagi younhi teri chahat k naam kardi, Jaisay ghanay darakht k neeche sham kardi, Laut jate hainparinde shaam hote hi, Hamne to har shaam hi tere naam kardi

5. [Mujhe yaad kar beshak mera naam na ley](https://sms4smile.com/poetry-sms/mujhe-yaad-kar-beshak-mera-naam-na-ley.html)

apne dil ki awaz sun afwaon se kaam na ley mujhe yaad kar beshak mera naam na ley tera weham hai ke hum bhool gaye tujhe meri koi sans aisi nahi jo tera naam na ley.

7. [Phir aaj koi ghazal teray naam na ho jayai](https://sms4smile.com/poetry-sms/phir-aaj-koi-ghazal-teray-naam-na-ho-jayai.html)

Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye, Aaj kahin likhte likhte shaam na ho jaye, ker raha hon intezar tere izhar-e-mohabbat ka, Isi intezar mei zindagi tamam na ho jaye, ab to nahi leta tera naam sar-e-aam is darr say, kahin naam tera badnaam na ho jaye, Mangta hoon dua jab tu yaad \[…\]

9. [Tere naam](https://sms4smile.com/ghazal-sms/tere-naam.html)

Surkh gulab k sare mausam tere naam, Har subha ka pehla ujala tere naam, Teri yaad ka behta darya mere liye, Behti jheel main phool KANWAL ka tere naam, Jitnay khawab Khuda ne mere naam likhay, Un khawabon ka resha resha tere naam, Tere bina jo umr betai beet gai, Ab is umr ka baqi \[…\]

11. [Kya kia tere naam likhon](https://sms4smile.com/poetry-sms/kya-kia-tere-naam-likhon.html)

Kya kya Tere Naam likhon. . .? "DIL" likhoon k "JAAN" likhoon? Aansu chura k Teri Pyari Aankhon se. . . ! Apni har Khushi Tere Naam Likhoon

13. [Meri her khushi tere naam hogi](https://sms4smile.com/poetry-sms/meri-her-khushi-tere-naam-hogi.html)

Kahin andhaira to kahin shaam hogi, Meri her khushi tere naam hogi, Kuch mang k to daikh humse, Bijli, pani k bill or qarz main dubi, Property tere naam ho gi..

15. [mere hamsafar](https://sms4smile.com/ghazal-sms/mere-hamsafar.html)

Mere Humsafer, mere Hum-nasheen Main ne Rab se manga to kuch nahi Per jub bhi mangi koi dua! Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa" Ye talab kya k mera Khuda! Naye ehad ki Sabhi rahtain, Sabhi chahtain, Wo ata kre tujhe manzlain, Ye talab kya k mera Khuda! Tujhe Bakht de, Tujhe Taj de Tujhe \[…\]

17. [Kyu dil k mere tukray kar diye](https://sms4smile.com/poetry-sms/kyu-dil-k-mere-tukray-kar-diye.html)

Kyu dil k mere tukray kar diye, kyu mere aansu ko apni muskan sey baha diye, gunah kya tha mera bus chahna tumhain, kyu meri zindagi me tune dard bhar diye

19. [Hasrat-e-Zindagi Thi Woh Shart-e-Zindagi To Nahi.](https://sms4smile.com/poetry-sms/hasrat-e-zindagi-thi-woh-shart-e-zindagi-to-nahi.html)

Woh Jo Badli To Rubaro Badal Gaye Hum Bhi. Mohabbat Ki Thi Usey Bandagi To Nahi.. Faqt Zindagi To Hai Kat Jaye Gi Us k bagher.. Hasrat-e-Zindagi Thi Woh Shart-e-Zindagi To Nahi.

21. [Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai](https://sms4smile.com/ghazal-sms/bohat-hi-yaad-aata-hai-mere-dil-ko-tarpaata-hai.html)

Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon k samander main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz k sehar se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha \[…\]

23. [Mubarak naam hai tera](https://sms4smile.com/poetry-sms/mubarak-naam-hai-tera.html)

Mubarak naam hai tera, mubarak Eid ho tujhko, jise tu dekhna chahe usi ki deed ho tujko EID MUBARAK.

25. [Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo](https://sms4smile.com/funny-sms/mere-dost-tanhai-me-na-waqt-bitaya-karo.html)

Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..

27. [Mohabbat Baraye Naam](https://sms4smile.com/ghazal-sms/mohabbat-baraye-naam.html)

Baray-e-naam sahi koi meharbaan to he, Hamare sar pe Bhi hone ko Aasamaan to he Teri faraakhdili ko duaen deta hun, Mere labon pe tere lams ka nishaan to he Ye aur bat k vo ab yahan nahi rahta, Magr ye us ka basaya hua makaan to he Alavaa is k na kuch aur parda \[…\]

29. [Mere dil ki talashiyaan](https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-dil-ki-talashiyaan.html)

Apne Siwa batao tumhein Kuch MiLa Hai FARAZ .. Hazar bar leen hain tumne mere dil ki talashiyaan

31. [Mere ashqon ka har qatraa,](https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-ashqon-ka-har-qatraa.html)

Mere ashqon ka har qatraa, Tere Mohabbat ki nishaani hai, Jo tu samjhe to moti hai, Tu na samjhe to paani hai

33. [Zubaan se naam lete hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/zubaan-se-naam-lete-hain.html)

Zubaan se naam lete hain, Aankhon se aansu chalak jaate hain. Kabhi hazaro baatein kiya karte the, Aaj ek baat ke liye taras jaate hai.

35. [Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon](https://sms4smile.com/poetry-sms/us-main-ayega-tera-naam-is-liyay-chup-hoon.html)

Zindagi hai nadaan isliyay chup hoon, Dard hi dard subah-o-shaam isliyay chup hoon, Keh doun zamanay say dastaan apni, Usmain ayega tera naam isliyay chup hoon.

37. [Suna hai mere baad...](https://sms4smile.com/poetry-sms/suna-hai-mere-baad.html)

Suna hai mere baad ab wo Hansta b nahi hai Badal geya hai ab wo Pehle jaisa Bhi nahi hai Sab keh rahe hain Mujh se lout aao or usay sambhalo K tere baad wo kisi ki Sunta bhi nahi hai

39. [Zindagi ka asli mukam abhi baki hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-ka-asli-mukam-abhi-baki-hai.html)

zindagi ka asli mukam abhi baki hai, hamare iradon ki imtihan abhi baqi hai, abhi to naapi hai muthi bhar zameen, aage sara asman baki hai...

41. [Kabhi zindagi sey gilla ker k roye](https://sms4smile.com/poetry-sms/kabhi-zindagi-sey-gilla-ker-k-roye.html)

Kabhi zindagi sey gilla ker k roye, Kabhi mout ki hum dua ker k roye, Ajab silsila haiNamaz-e-Mohabbat ka, Qaza ker k bhi roye,ada ker k bhi roye

43. [Kisi ke naam se pahle](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kisi-ke-naam-se-pahle.html)

Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle hui hai \[…\]

45. [log misaal mere chand ki dete hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/log-misaal-mere-chand-ki-dete-hain.html)

Ae chand, apni chandni per itna guroor na ker, ek chand sa dost hum bhi rakhtay hain, Jab taarif tere chand ki hoti hai, log misaal mere chand ki dete hain.

47. [Zindagi mohtaj nahi manzilon ki](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-mohtaj-nahi-manzilon-ki.html)

Zindagi mohtaj nahi manzilon ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi koi kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.

49. [Ghum rahega ke zindagi kam hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/ghum-rahega-ke-zindagi-kam-hai.html)

Chiraaghon ko aur teez kar lo, Kyun ki roshini kam hai, Tamaam umar kar lenge intzaar tera, phir bhi ghum rahega ke zindagi kam hai.

51. [Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena](https://sms4smile.com/love-sms/mere-hisse-ki-har-khushi-apne-haathon-pe-saja-lena.html)

Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, Bhool aaye hum apni takdeeren kahin, Agar mile tumko kahin to utha lena, Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.

53. [tenu mere naal pyar ho gaya !!](https://sms4smile.com/punjabi-sms/tenu-mere-naal-pyar-ho-gaya.html)

Boy: "I Love U" ki hunda hai? Girl: Mein tere naal pyar kardi han. Boy: Bus English ca ik Question ki puchhya tenu mere naal pyar ho gaya !!

55. [Zindagi dene vale marta chod gye,](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-dene-vale-marta-chod-gye.html)

Zindagi dene vale marta chod gye, apnapan jitane vale tanha chod gye, jab padi zarurat hume apne humsafar ki vo saath chalne vale apna rasta hi mod gaye ...

57. [Tujh bin zindagi ka tasawar hi nahi hai](https://sms4smile.com/funny-sms/tujh-bin-zindagi-ka-tasawar-hi-nahi-hai.html)

Tujh bin zindagi ka tasawar hi nahi hai , Tere sang ho zindagi aisa bhi koi scene nahi hai, Iss dunya mein, tum he sab say haseen ho mein aur kahon jhot kitna, ke tum ko yaqeen ho

59. [Kuchh adhuri khuwahishon ka silsila hai zindagi](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kuchh-adhuri-khuwahishon-ka-silsila-hai-zindagi.html)

Kuchh adhuri khwahishon ka silsila hai zindagi, Manzilon se ek musalsal fasala hai zindagi ! Mere darwaze pe dastak de ke chhup Jane ka khel, Kab talak khelegi eh kya bachpana hai zindagi ! Tere afsane to mai sunta raha Hun baraha, Naam kya tune kabhi mera suna hai zindagi ! Zinda Hun doston ki \[…\]

61. [Bin tery meri zindagi baynaam si](https://sms4smile.com/poetry-sms/bin-tery-meri-zindagi-baynaam-si.html)

Mery wajood se lipti khushbo tere naam ki hai Meray dil me basi her ek dharken tery naam ki hai Itna yaqeen ker lay meray hamnasheen Bin tery meri zindagi baynaam si hai

63. [Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/apke-aane-se-zindagi-kitni-khubsoorat-hai.html)

Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai, Dil me basayi hai jo woh apki hi surat hai, Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi, Hume har kadam per aapki zarurat hai.

65. [Tu zindagi main sabse azeez hai hamain](https://sms4smile.com/love-sms/tu-zindagi-main-sabse-azeez-hai-hamain.html)

Tere Bina hum jeena bhool jaate hain‚¦ Zakhmon ko seena bhool jate hain.. Tu zindagi main sabse azeez hai hamain.. Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain.

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-zindagi-kya-dosra-naam-hoo-tum.html",
            "url": "https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-zindagi-kya-dosra-naam-hoo-tum.html",
            "name": "mere zindagi kya dosra naam hoo tum, - Poetry SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-18T14:20:01+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130"
            },
            "description": "mere zindagi kya dosra naam hoo tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum…",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-zindagi-kya-dosra-naam-hoo-tum.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-zindagi-kya-dosra-naam-hoo-tum.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-zindagi-kya-dosra-naam-hoo-tum.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Poetry SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/poetry-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "mere zindagi kya dosra naam hoo tum,"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130",
            "name": "SMS Jokes",
            "sameAs": [
                "https://www.sms4smile.com"
            ]
        }
    ]
}
```
