---
title: "Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain - Poetry SMS - SMS4Smile"
description: "Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain..."
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/) » **Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain**

# Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain

[Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/poetry-sms/jab-duniya-chor-k-hum-janay-lagay-hain.html&media=&description=Jab%20Duniya%20Chor%20k%20Hum%20Janay%20Lagay%20Hain)

Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain
Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain

Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi
Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...

### Related SMS

1. [duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/duniya-ki-to-humain-parvah-nahi-bas-tumhe-khone-say-dartay-hain.html)

The whole world can go — the only fear is losing you, the only prayer is for you to stay happy. Teray ishq me jeetay hain tere ishq me marte hain, tum khush raho sirf yehi dua hum kiya karte hain. duniya ki to humain parvah nahi bas tumhe khone say dartay hain.

3. [Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya](https://sms4smile.com/ghazal-sms/saza-pe-chor-diya-jaza-pe-chor-diya.html)

Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta Usi Ka Kaam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya Us Se \[…\]

5. [Palkon par aasoo chor jate hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/palkon-par-aasoo-chor-jate-hain.html)

Kuch meethe pal yaad aate hain, Palko par ansu chor jate hain, Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana, Dosti ke rishtey zindagi bhar kaam aate hain.

7. [Kitnay chehray hain is duniya mein,](https://sms4smile.com/poetry-sms/kitnay-chehray-hain-is-duniya-mein.html)

Kitnay chehray hain is duniya mein, Magar humko ek chehra hi nazar aata hai, Duniya ko hum ab kya dekhain, Ab uski yaadon me hi sara waqt guzar jata Hai. . . . !!

9. [Ek terey aanay say pehlay aik teray janay k baad](https://sms4smile.com/poetry-sms/ek-terey-aanay-say-pehlay-aik-teray-janay-k-baad.html)

La pila day saqi paymana paimanay k baad, Host ki batain karonga hosh main aanay k baad, Waqt do hi zindagi main guzray hain kathin, Ek terey aanay say pehlay aik teray janay k baad

11. [Hastay hain to sirf duniya kay liye](https://sms4smile.com/poetry-sms/hastay-hain-to-sirf-duniya-kay-liye.html)

Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay

13. [KOI KIYA JANAY](https://sms4smile.com/ghazal-sms/koi-kiya-janay.html)

Mosam-e-hijr k lamhat koi kiya janay, Kya guzarti hai meray sath ko kiya janay, Doriyon me bhi tere sath marasim hen woi, Roz hoti hai mulaqat koi kiya janay, Log hansti hui ankhon pe yaqeen rakhtay hain, Mere ansuu mere jazbat koi kiya janay, Ek tu hai jisay malum hen sari batain, Shab-e-hijran mere halat \[…\]

15. [Daman bhi chota lagnay lagay](https://sms4smile.com/poetry-sms/daman-bhi-chota-lagnay-lagay.html)

Wishing someone a future full of smiles and love — so many good things that their arms can't hold them all. Muskurahaton say bhari ho zindagi, Chahaton say bhara ho har pal, Daman bhi chota lagnay lagay, itni khushian day aapko her aanay wala kal..

17. [Bojh lagay sath to bata daina](https://sms4smile.com/poetry-sms/bojh-lagay-sath-to-bata-daina.html)

Tum ko jub bojh lagay saath to bata daina Hum chup chaap mohabbat se mukar jayengay!

19. [Mohabbat karnay walon ki ab talash chor di](https://sms4smile.com/poetry-sms/mohabbat-karnay-walon-ki-ab-talash-chor-di.html)

Mohabbat karnay walon ki ab talash karna chor di hum ne log to shayud waqt guzarnay aur dil jalanay k liye miltay hain

21. [Tum dilse pukar lena hum kafan chor denge](https://sms4smile.com/love-sms/tum-dilse-pukar-lena-hum-kafan-chor-denge.html)

Panchi keh rahey hain k hum chaman chor denge, aur sitare keh rahey hain ki hum gagan chor denge, Agar tere ishq mein main mar bhi jaun ae sanam, Tum dilse pukar lena hum kafan chor denge

23. [Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay](https://sms4smile.com/poetry-sms/aapko-bhulanay-main-shayud-hamain-zamana-lagay.html)

Aap k shahar ka har housam suhana lagay, Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay, Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay...

25. [Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga](https://sms4smile.com/ghazal-sms/bun-jaon-agar-tum-sa-tumhain-kaisa-lagay-ga.html)

Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga Her pal rahon mein yadoon mein kaisa lagay ga? Dartey ho jo tum narazgi say meri ho jaon agar tum say khafa kaisa lagay ga? Tum pyar mein khud ko ho mitanay pay raazi Ban jayai agar pyar saza kaisa lagay ga ? Khud se bhi \[…\]

27. [Koi Toot Gaya hai Teray Rooth janay sai...!!](https://sms4smile.com/poetry-sms/koi-toot-gaya-hai-teray-rooth-janay-sai.html)

Bohat Udas Hai KOi Shakhs Teray Janay sai, Ho Sakay To Lout aa Kisi Bahanay Sai, Tu Lakh Khafa sahi magar Ik Bar To Dekh, Koi Toot Gaya hai Teray Rooth janay sai...!!

29. [Dono aankho mein ashq liya karte hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/dono-aankho-mein-ashq-liya-karte-hain.html)

Dono aankho mein ashq liya karte hain, Hum apni neend mein tera naam liya karte hain. Jab bhi aayain Hichkiyaan tumhain, Samajh lena hum tumhain yaad kiya karte hain....

31. [Un se duur janay ka irada na tha](https://sms4smile.com/poetry-sms/un-se-duur-janay-ka-irada-na-tha.html)

Un se duur janay ka irada na tha, Sada sath rehnay ka bhi wada na tha, Wo yaad na karaingay yeh jantay thay hum, Par itni jaldi bhool jayengay, andaza na tha.

33. [Jab tak thokar na lagay bewafai ki](https://sms4smile.com/poetry-sms/jab-tak-thokar-na-lagay-bewafai-ki.html)

Har dharkan mein ek raz hota hay, har baat ko batane ka ek andaz hota hai, jab tak thokar na lagay bewafai ki, har kisi ko apne pyar par naz hota hai.

35. [Duniya jalti hay](https://sms4smile.com/cool-decent-sms/duniya-jalti-hay.html)

Agar kisi k pass sub kuch ho to duniya jalti hay, Agar kuch na ho to duniya hansti hay, Meray paas aap k liyay sirf "DUA" hai, Jis k liyay sari duniya tarasti hay,

37. [Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?](https://sms4smile.com/love-sms/is-anjaan-duniya-main-aap-kahan-say-aa-gayai.html)

Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai, Aaj her khushbo phiki, aur gumnaam her dua hai, Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai? Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai

39. [Jinhe nahi mili mohhobat duniya mein.](https://sms4smile.com/poetry-sms/hinhe-nahi-mili-mohhobat-duniya-mein.html)

Those who never found love in this world go searching for it in the next. Insano ke kandhay pe insaan ja rahay hain. kafan me liptay kuch armaan ja rahey hain. jinhe nahi mili mohhobat duniya mein. mohhobat pane woh shamshan ja rahay they.

41. [Is duniya mein dost kam milenge](https://sms4smile.com/poetry-sms/is-duniya-mein-dost-kam-milenge.html)

Is duniya mein dost kam milenge, is duniya mein gham hi gham milenge, jahan duniya nazar phair legi, us mod per dost tumhe hum milenge.

43. [Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/dil-mey-khuda-hainsub-mujh-per-fida-hain.html)

Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...

45. [Mera shehar hi chor do](https://sms4smile.com/poetry-sms/mera-shehar-hi-chor-do.html)

wo baat baat pay deta hai Parindoun ki misal Faraz saaf saaf nahi kehta mera sheher hi chor do

47. [Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/hum-wo-ishq-hain-jo-dil-bankar-dharaktay-hain.html)

Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!

49. [Nakaam si koshish kiya karte hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/nakaam-si-koshish-kiya-karte-hain.html)

Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hai ke unse pyar kiya karte hain. Khuda ne taqdeer mein 1 tuta taara nahi likha, Aur ek hum hai ke chand ki aarzu kiya karte hain!

51. [Maut se pehle hamara sath na chor paoge](https://sms4smile.com/poetry-sms/maut-se-pehle-hamara-sath-na-chor-paoge.html)

Kia kahon tumhain? khuwab kahon to bikhar jaoge! dil kahon to toot jaoge! Lo, tumhara naam zindagi rakh deti hon..! Maut se pehle hamara sath na chor paoge...!!

53. [Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain](https://sms4smile.com/barish-rain-sms/aaj-badal-kalay-gehray-hainaaj-chand-pay-lakhon-pehray-hain.html)

A Roman Urdu rain poem — dark clouds, a hidden moon, and memories of someone not here. Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,

55. [Yaar nay dil ka haal batana chor diya](https://sms4smile.com/poetry-sms/yaar-nay-dil-ka-haal-batana-chor-diya.html)

Yaar nay dil ka haal batana chor diya, Humne bhi gaherayi mein jana chod diya, Jab usko hi duri ka ehsas nahi, Humne bhi ehsas dilana chod diya.

57. [Kaash k Duniya aisi ho…..](https://sms4smile.com/poetry-sms/kaash-k-duniya-aisi-ho%e2%80%a6.html)

Koi dukh na ho koi ghum na ho, Koi aankh kabhi num na ho, Koi dil kisi ka tore na, Koi sath kisi ka chore na, Bas piyar ki nadiyan behti ho, Kaash k Duniya aisi ho€¦..

59. [Dil ki duniya pe chha gaya koi](https://sms4smile.com/poetry-sms/dil-ki-duniya-pe-chha-gaya-koi.html)

Rasm-e-ulfat sikha gaya koi, Dil ki duniya pe chha gaya koi, Taa qayamat kisi tarah na bujhe, Aag aisi laga gaya koi...

61. [Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.](https://sms4smile.com/cool-decent-sms/yeh-duniya-1-chota-sa-khuwab-hai.html)

Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai. Jiyo apni zindagi aise, jaise ji raha gulab hai. Reh kar sath aap kaanto k bhi, muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai.

63. [Kuch khone ko pyar kehte hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/kuch-khone-ko-pyar-kehte-hain.html)

Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain, jhuki nigah ko iqrar kehte hain, sirf paane ka naam ishq nahin, kuch khone ko bhi pyar kehte hain

65. [Aankhain Khuwab Dekhti Hain](https://sms4smile.com/ghazal-sms/aankhain-khuwab-dekhti-hain.html)

Aankhain khuab dekhti hain Kisi say mil janey ka Ya khud ko kho denay ka Tanha reh janay ka Khud ko aar denay ka, Chahat haar denay ka Aankhain khuab dekhti hain Bichray huye lamhon ka Kisi raastay per mil janay ka Zakhmon kay sil janey ka Zamanay kay guzer janay ka Khuab kay hasil \[…\]

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/jab-duniya-chor-k-hum-janay-lagay-hain.html",
            "url": "https://sms4smile.com/poetry-sms/jab-duniya-chor-k-hum-janay-lagay-hain.html",
            "name": "Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain - Poetry SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-18T04:25:10+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130"
            },
            "description": "Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/jab-duniya-chor-k-hum-janay-lagay-hain.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/poetry-sms/jab-duniya-chor-k-hum-janay-lagay-hain.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/jab-duniya-chor-k-hum-janay-lagay-hain.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Poetry SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/poetry-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130",
            "name": "SMS Jokes",
            "sameAs": [
                "https://www.sms4smile.com"
            ]
        }
    ]
}
```
