---
title: "Ghum rahega ke zindagi kam hai - Poetry SMS - SMS4Smile"
description: "Chiraaghon ko aur teez kar lo, Kyun ki roshini kam hai, Tamaam umar kar lenge intzaar tera, phir bhi ghum rahega ke zindagi kam hai."
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/) » **Ghum rahega ke zindagi kam hai**

# Ghum rahega ke zindagi kam hai

[Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/poetry-sms/ghum-rahega-ke-zindagi-kam-hai.html&media=&description=Ghum%20rahega%20ke%20zindagi%20kam%20hai)

Chiraaghon ko aur teez kar lo,
Kyun ki roshini kam hai,
Tamaam umar kar lenge intzaar tera,
phir bhi ghum rahega ke zindagi kam hai.

### Related SMS

1. [Pyar ke ujalon main ghum ka andhaira hion aata hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/pyar-ke-ujalon-main-ghum-ka-andhaira-hion-aata-hai.html)

Pyar ke ujalon main ghum ka andhaira hion aata hai, Jisko hum chahtey hain wohi kion rulata hay? Merey khuda agar wo mera naseeb nahi to aisay logon say phir mujhey kion milata hay?

3. [Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai](https://sms4smile.com/ghazal-sms/mohhabat-ka-ghum-hota-bohut-hai.html)

Mohhabat Ka ghum hota bohut Hai, K ab Ye Lafz Bhi Ruswa bohut Hai, Udasi Ka Sabab Main Kiya Bataon? Gali Kochon Mein sannata bohut Hai, Na milne Ki qasam Kha K Bhi Main Ne, Tujhe Har Raah Mein dhunda bohut Hai, Ye Aankhein Aur Kiya Dekhein Kisi Ko, Inn Aankhon Ne tujhe Dekha bohut \[…\]

5. [Hasrat-e-Zindagi Thi Woh Shart-e-Zindagi To Nahi.](https://sms4smile.com/poetry-sms/hasrat-e-zindagi-thi-woh-shart-e-zindagi-to-nahi.html)

Woh Jo Badli To Rubaro Badal Gaye Hum Bhi. Mohabbat Ki Thi Usey Bandagi To Nahi.. Faqt Zindagi To Hai Kat Jaye Gi Us k bagher.. Hasrat-e-Zindagi Thi Woh Shart-e-Zindagi To Nahi.

7. [Ghum ki aahat na aaye tere dar par,](https://sms4smile.com/poetry-sms/ghum-ki-aahat-na-aaye-tere-dar-par.html)

Ghum ki aahat na aaye tere dar par, pyar ke samander ka tum bhi ek kinara ho, bhool se jo tapke teri aankhon say moti, thamay wohi jo tumhain sabse pyara ho..

9. [Jo judai mile to woh hai ghum](https://sms4smile.com/friendship-sms/jo-judai-mile-to-woh-hai-ghum.html)

Jo judai mile to woh hai ghum, Jo dair se mile to woh hai paisa, Jo kisi kisi ko mile woh hai pyar, Jo qismat se mile woh hain AAP

11. [Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay](https://sms4smile.com/poetry-sms/bina-milay-dosti-nibhana-bhi-zindagi-hay.html)

phool ban ker muskurana zindagi hay Musura k ghum bhulana zindagi hay, Mil ker log khush hotay hain to kia howa Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay

13. [shidat e ghum](https://sms4smile.com/poetry-sms/shidat-e-ghum-2.html)

ye keh kr mere dushman muje hansta chor gai k tere apne hi kafi ha tuje rulane k liye

15. [Hasna zindagi ki zarorut hai](https://sms4smile.com/cool-decent-sms/hasna-zindagi-ki-zarorut-hai.html)

Zindagi me her dum hastey raho, Hasna zindagi ki zarorut hai, Zindagi ko is andaz mei jiyo k, Aap ko dekh ker log kahen "wo dekho" zindagi kitni khubsoorut hai

17. [mere zindagi kya dosra naam hoo tum,](https://sms4smile.com/poetry-sms/mere-zindagi-kya-dosra-naam-hoo-tum.html)

mere zindagi kya dosra naam hoo tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum tera saat chale ge asman ban kar.

19. [Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay](https://sms4smile.com/poetry-sms/kaash-tum-zindagi-main-ayai-hi-na-hotay.html)

In ankhon main aansu ayai na hotay, Agar tum pichay mur ker muskuraye na hotay, Tumharay jaanay k baad yeh ghum hota hay, Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay....

21. [Hans kar gum bholana zindagi hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/hans-kar-gum-bholana-zindagi-hai.html)

Hasna zindagi hai, has kar gum bholana zindagi hai, jeet kar hanse to kya hanse, haar kar khushiyan manaana zindagi hai

23. [Zindagi zakhmo se bhari hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-zakhmo-se-bhari-hai.html)

Life is full of wounds — let time be your medicine, because the only real defeat is death. Zindagi zakhmo se bhari hai, waqt ko marham banaana seekhlo! Haarna to hai hi maut ke saamnay, filhaal zindagi se jeetna seekh lo!

25. [Tum nahi, ghum nahi, sharab nahi](https://sms4smile.com/poetry-sms/tum-nahi-ghum-nahi-sharab-nahi.html)

Tum nahi ,ghum nahi,sharab nahi Aisi tanhai ka jawab nahi Jane kis kis ki maut aayi hai Aaj rukh par koi naqab nahi Woh karam ungiiyo pe ginte hai Jurm kay jin k kuch hisaab nahi

27. [Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-bhar-ke-liye-tera-sath-nibhana-chahty-hai.html)

Wants to be with this person for life, to lose himself in those eyes, to die loving them. Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai Tumhaari in ankho mai sada ke liye bas jana chahty hai Chahty is dil ki, na jaane humse kaya kaya chahati hai Najar bhar tumhe dekh kar, Tum \[…\]

29. [Kuchh adhuri khuwahishon ka silsila hai zindagi](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kuchh-adhuri-khuwahishon-ka-silsila-hai-zindagi.html)

Kuchh adhuri khwahishon ka silsila hai zindagi, Manzilon se ek musalsal fasala hai zindagi ! Mere darwaze pe dastak de ke chhup Jane ka khel, Kab talak khelegi eh kya bachpana hai zindagi ! Tere afsane to mai sunta raha Hun baraha, Naam kya tune kabhi mera suna hai zindagi ! Zinda Hun doston ki \[…\]

31. [Zindagi ko ek rangin kalpana samjho](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-ko-ek-rangin-kalpana-samjho.html)

Zindagi ko ek rangin kalpana samjho, Subah ko sach raat ko sapna samjho, Bhulana chahte ho sabhi ghamon ko to, Zindagi main mujhe apna samjho..

33. [Tujh bin zindagi ka tasawar hi nahi hai](https://sms4smile.com/funny-sms/tujh-bin-zindagi-ka-tasawar-hi-nahi-hai.html)

Tujh bin zindagi ka tasawar hi nahi hai , Tere sang ho zindagi aisa bhi koi scene nahi hai, Iss dunya mein, tum he sab say haseen ho mein aur kahon jhot kitna, ke tum ko yaqeen ho

35. [Zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-kuch-pal-ki-mehmaan-lagti-hai.html)

Without you life feels hollow and half-finished — come join your breath to mine before time runs out. Tum bin zindagi sooni si lagti hai, Har pal adhoori si lagti hai, Ab to in sansoon ko apni sansoon se jor do, Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai.

37. [Jeena chahte hai magar zindagi raas nahi Aati](https://sms4smile.com/poetry-sms/jeena-chahte-hai-magar-zindagi-raas-nahi-aati.html)

Jeena chahte hai magar zindagi raas nahi Aati, marna chahte hai magar maut paas nahi Aati. Bahut Udaas hain hum is zindagi se, Kismat bhi Tadpaney se Baaz nahi Aati...

39. [Zindagi qaid-e-musalsal ka siwa kuch bhi nahi](https://sms4smile.com/ghazal-sms/zindagi-qaid-e-musalsal-ka-siwa-kuch-bhi-nahi.html)

A ghazal about life as a prison — the only cure is your love, and even forgetting you feels like just another truth. Zindagi qad e musalsal ka siwa kuch bhi nahi Kiya tha‚  jurm- e -wafa‚  is‚  k siwa kuch bhi nahi ‚  Jeenay ki arzo ma roz mar rahey han Dawa teri muhabbat \[…\]

41. [Aye Zindagi tu mujh se dagha naa kar](https://sms4smile.com/love-sms/aye-zindagi-tu-mujh-se-dagha-naa-kar.html)

Aye Zindagi tu mujh se dagha naa kar, Mein Zinda rahu yeh dua naa kar, Koi dekhta hai meri jaan ko to hoti hai jalan, Aye Hawa tu bhi usse chua naa kar.

43. [Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai](https://sms4smile.com/ghazal-sms/tu-is-tarha-se-meri-zindagi-main-shamil-hai.html)

Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai jahan bhi jaoon yeh lagta hai, teri mehfil hai yeh aasmaan, yeh badaal, yeh raste, yeh hawaa har aik cheez hai apni jagha thikane pe kaii dino se shikayat nahi zamane se Yeh zindagi hai safar, tu safar ki manzil hai jahan bhi jaoon yeh lagta \[…\]

45. [Zindagi kehta hai mujhey...](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-kehta-hai-mujhey.html)

Zindagi kehta hai mujhey Mera chahne wala . . . Kya usay Mera aitbaar nahi hai . . . (KIRAN ASGHAR)

47. [Zindagi jee ker kia karain](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-jee-ker-kia-karain.html)

Lay k hum dosron ki hansi kia karain jo apni nahin woh khushi kia karain Tanha jeenay say behtar hay mar jayain hum, Jub saath tum nahin to zindagi jee ker kia karain

49. [Zindagi ki raho pe jab aage jaoge](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-ki-raho-pe-jab-aage-jaoge.html)

Zindagi ki raho pe jab aage jaoge, Peeche ek saya tum hardam paoge, Mud k dekhoge to tanhai hogi, Agar mahsoos karoge to humko paoge.

51. [Sooni zindagi me halchal mehsoos hui](https://sms4smile.com/poetry-sms/sooni-zindagi-me-halchal-mehsoos-hui.html)

Sooni zindagi me halchal mehsoos hui, bejan dil me dharkan mehsos hui, janey kion aaj aisa laga, shayad tumhari kami mehsoos hui.

53. [Ye bhi na socha kaise guzregi zindagi](https://sms4smile.com/love-sms/ye-bhi-na-socha-kaise-guzregi-zindagi.html)

Sahil per khare khare humne shaam kardi, Apna dil or duniya aap k naam kar di, Ye bhi na socha kaise guzregi zindagi, Bina soche samjhe her khushi aap k nam kar di

55. [teri ulfat ki rahoon mein loota de zindagi hum ne.](https://sms4smile.com/poetry-sms/teri-ulfat-ki-rahoon-mein-loota-de-zindagi-hum-ne.html)

teri ulfat ki rahoon mein loota de zindagi hum ne. dil-o-jaan lootne wale to kitna bewafa nikla.

57. [Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/apke-aane-se-zindagi-kitni-khubsoorat-hai.html)

Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai, Dil me basayi hai jo woh apki hi surat hai, Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi, Hume har kadam per aapki zarurat hai.

59. [Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do](https://sms4smile.com/funny-sms/meri-zindagi-per-faqat-itna-ehsan-ker-do.html)

Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do, ik benam si mohabbat mere nam ker do, ik subha ko milo aur shaam ker do, Aur sham tak mere ghar ka sara kaam ker do:p

61. [Zindagi mohtaj nahi manzilon ki](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-mohtaj-nahi-manzilon-ki.html)

Zindagi mohtaj nahi manzilon ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi koi kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.

63. [Geeley kaghaz ki tarhaan hai zindagi apni](https://sms4smile.com/poetry-sms/geeley-kaghaz-ki-tarhaan-hai-zindagi-apni.html)

Geeley kaghaz ki tarhaan hai zindagi apni Koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi Is qadar akele ho gai hain aaj kal Koi satata bhi nahi or koi manata bhi nahi

65. [Zindagi Roz Nayyi Raah Dikhaati Kiun Hai...](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-roz-nayyi-raah-dikhaati-kiun-hai.html)

Meri Qismat Main Andhere Hi Muqaddar Hain Agar Jane Hasrat Ki Shaam Aas Jalaati Kiun Hai Khatam Kar De Ye Safar Jab Koi Manzil Hi Nahi Zindagi Roz Nayyi Raah Dikhaati Kiun Hai...

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/ghum-rahega-ke-zindagi-kam-hai.html",
            "url": "https://sms4smile.com/poetry-sms/ghum-rahega-ke-zindagi-kam-hai.html",
            "name": "Ghum rahega ke zindagi kam hai - Poetry SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-18T17:49:52+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130"
            },
            "description": "Chiraaghon ko aur teez kar lo, Kyun ki roshini kam hai, Tamaam umar kar lenge intzaar tera, phir bhi ghum rahega ke zindagi kam hai.",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/ghum-rahega-ke-zindagi-kam-hai.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/poetry-sms/ghum-rahega-ke-zindagi-kam-hai.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/ghum-rahega-ke-zindagi-kam-hai.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Poetry SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/poetry-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "Ghum rahega ke zindagi kam hai"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130",
            "name": "SMS Jokes",
            "sameAs": [
                "https://www.sms4smile.com"
            ]
        }
    ]
}
```
