---
title: "Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay - Poetry SMS - SMS4Smile"
description: "Aap k shahar ka har housam suhana lagay, Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay, Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Aapko bhulanay main…"
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/) » **Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay**

# Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay

[Poetry SMS](https://sms4smile.com/category/poetry-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/poetry-sms/aapko-bhulanay-main-shayud-hamain-zamana-lagay.html&media=&description=Aapko%20bhulanay%20main%20shayud%20hamain%20zamana%20lagay)

Aap k shahar ka har housam suhana lagay,
Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay,

Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi,
Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay...

### Related SMS

1. [Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...](https://sms4smile.com/poetry-sms/shayud-hamain-hi-dosti-nibhana-nahin-aata.html)

Na janay Q hamain ansu bahana nahin aata, Na janay kion haal-e-dil batana nahin aata, Kion sathi bichar jatay hain hamaisha hum se, Shayud hamain hi dosti nibhana nahin aata...

3. [Tu zindagi main sabse azeez hai hamain](https://sms4smile.com/love-sms/tu-zindagi-main-sabse-azeez-hai-hamain.html)

Tere Bina hum jeena bhool jaate hain‚¦ Zakhmon ko seena bhool jate hain.. Tu zindagi main sabse azeez hai hamain.. Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain.

5. [Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga](https://sms4smile.com/ghazal-sms/bun-jaon-agar-tum-sa-tumhain-kaisa-lagay-ga.html)

Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga Her pal rahon mein yadoon mein kaisa lagay ga? Dartey ho jo tum narazgi say meri ho jaon agar tum say khafa kaisa lagay ga? Tum pyar mein khud ko ho mitanay pay raazi Ban jayai agar pyar saza kaisa lagay ga ? Khud se bhi \[…\]

7. [Daman bhi chota lagnay lagay](https://sms4smile.com/poetry-sms/daman-bhi-chota-lagnay-lagay.html)

Wishing someone a future full of smiles and love — so many good things that their arms can't hold them all. Muskurahaton say bhari ho zindagi, Chahaton say bhara ho har pal, Daman bhi chota lagnay lagay, itni khushian day aapko her aanay wala kal..

9. [Kya zamana tha hum roz mila karte thay](https://sms4smile.com/poetry-sms/kya-zamana-tha-hum-roz-mila-karte-thay.html)

Kya zamana tha hum roz mila karte thay, Raat bhar chand k hamrah chala karte the, Dekh k jo hamain chup chap guzar jata hai, Kabhi is shakhs sey hum pyar kiya karte the.

11. [Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain](https://sms4smile.com/poetry-sms/jab-duniya-chor-k-hum-janay-lagay-hain.html)

Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...

13. [Bachpan Ka Zamana Hota Tha](https://sms4smile.com/ghazal-sms/bachpan-ka-zamana-hota-tha.html)

Bachpan Ka Zamana Hota Tha, Khushio.N Ka Khazana Hota Tha. Chahat Chaand Ko Paane Ki, Dil Titli Ka Deewana Hota Tha. Rone Ki Wajha Na Hoti Thi, Hasne Ka Bahana Hota Tha. Khaber Na Thai Kuch Subho Ki, Na Shamo Ka Thikana Hota Tha. Daadi Ki Kahani Hoti Thi, Pariuon Ka Fasana Hota Tha. Daadi \[…\]

15. [khilta hua phool khusbo de aapko](https://sms4smile.com/poetry-sms/khilta-hua-phool-khusbo-de-aapko.html)

Ugta hua suraj dua de aapko, khilta hua phool khusbo de aapko hum to kuch dene ke kabil nahi hain, dene wala hazar khushiyan de aapko..!!

17. [Hasnay ko zamana hay](https://sms4smile.com/poetry-sms/hasnay-ko-zamana-hay.html)

Hum ishq k Maaron Ka Baas itna hi fasana hay, Ronay ko koi nahi, Hasnay ko zamana hay.

19. [Is dard-e-dil ko zamana kya jane,](https://sms4smile.com/poetry-sms/is-dard-e-dil-ko-zamana-kya-jane.html)

Is dard-e-dil ko zamana kya jane, Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane, Kabr ke ander hota hain kitna dard, Ye uper phul chadhane wala kya jane

21. [Dard seh ker bhi hamain muskurana para](https://sms4smile.com/poetry-sms/dard-seh-ker-bhi-hamain-muskurana-para.html)

Roshni say hamain apnay dil ko jalana para, Dard seh ker bhi hamain muskurana para, Aap log sada hastay rahay, Is liye hamain aanso'on ko chupana para.

23. [Ham pe sitam karnay ko zamana nikla](https://sms4smile.com/poetry-sms/ham-pe-sitam-karnay-ko-zamana-nikla.html)

jis ko apna samjha wo hi begana nikla, ham pe sitam karnay ko zamana nikla. zulm karnay ki jis nay intaha kar de, wo apna shinasa purana nikla.

25. [In jheel si gehri aankhoon main](https://sms4smile.com/ghazal-sms/in-jheel-si-gehri-aankhoon-main.html)

In jheel si gehri aankhoon main ik sham kahin aabad to ho is jheel kinaray pal do pal ik khawab ka neela phool khilay wo phol baha dain lehroon main ik rooz kabhi hum sham dhalay is phol k behtay rangoon main jis waqt larazta chand chalay us waqt kahin un aankhoon main is basray \[…\]

27. [Bojh lagay sath to bata daina](https://sms4smile.com/poetry-sms/bojh-lagay-sath-to-bata-daina.html)

Tum ko jub bojh lagay saath to bata daina Hum chup chaap mohabbat se mukar jayengay!

29. [Jab tak thokar na lagay bewafai ki](https://sms4smile.com/poetry-sms/jab-tak-thokar-na-lagay-bewafai-ki.html)

Har dharkan mein ek raz hota hay, har baat ko batane ka ek andaz hota hai, jab tak thokar na lagay bewafai ki, har kisi ko apne pyar par naz hota hai.

31. [Bhool jane ki adat hamain bhi nahin](https://sms4smile.com/poetry-sms/bhool-jane-ki-adat-hamain-bhi-nahin.html)

Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin, In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin, Agar yaad rakhna fitrat hai aapki, Bhool jane ki adat hamain bhi nahin

33. [Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain](https://sms4smile.com/poetry-sms/kisi-k-pyar-ko-bhulana-na-aya-hamain.html)

Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.

35. [Zindagi nahin hamain doston say pyari](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-nahin-hamain-doston-say-pyari.html)

Zindagi nahin hamain doston say pyari, Doston pay hazir hay jaan hammari, Ankhon main hamaray ansu hain to kia, Jaan say bhi pyaari hay muskaan tumhari..

37. [Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye](https://sms4smile.com/poetry-sms/aapko-chah-k-duniya-ki-chahat-bhul-gaye.html)

Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye

39. [Hamain bhula na dena](https://sms4smile.com/poetry-sms/hamain-bhula-na-dena.html)

Nazar Mila ker hum say nazar chura na lena, Dost bun ker hum ko gawan na daina, Mana k hum door hain aap say.., Is baat ko bahana bana ker humain bhula na dena...

41. [Dhondte phiro gay hamain 1 din](https://sms4smile.com/poetry-sms/dhondte-phiro-gay-hamain-1-din.html)

Dil mai intezar ki lakeer chor jaengay, Ankhon mai yadon ki nami chor jaingey, Dhondte phiro gay hamain 1 din, Zindagi mai eik aisi kami chor jayengay

43. [Hamain aap yun hi sharabi na kahiye](https://sms4smile.com/poetry-sms/hamain-aap-yun-hi-sharabi-na-kahiye.html)

Kuch nasha to aapki baat ka hai, kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kahiye, is dil par asar to aap se mulakat ka hai!

45. [Hamain aap yun hi sharabi na kehiye](https://sms4smile.com/poetry-sms/hamain-aap-yun-hi-sharabi-na-kehiye.html)

Kuch nasha to aap ki baat ka hai, Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kehiye, Yeh dil per asar to aap se mulaqat ka hai

47. [Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..](https://sms4smile.com/love-sms/shiddat-se-yaad-hamain-bhi-koi-aata-hai.html)

Based on the belief that hiccups mean someone is thinking of you. A soft Urdu verse for someone you are sure still misses you. Hichkion ka aana ye batata hy, Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay, Dil nahi samajhta magar ye tu such hay, Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..

49. [Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana](https://sms4smile.com/poetry-sms/please-aap-hamain-kabhi-bhool-mat-jana.html)

Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.

51. [Pyar to pal bhar main ho jaata hay](https://sms4smile.com/poetry-sms/pyar-to-pal-bhar-main-ho-jaata-hay.html)

Kisi ko apna bananay main dair lagti hay, Aik wada nibhanay main dair lagti hay, Pyar to pal bhar main ho jaata hay, Magar usay bhulanay main dai lagti hay....

53. [Dabbay main dabba dabay main khargosh](https://sms4smile.com/funny-sms/dabbay-main-dabba-dabay-main-khargosh.html)

Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D

55. [Us ki yaadon main](https://sms4smile.com/poetry-sms/us-ki-yaadon-main.html)

Us ki yaadon main, Us ki baaton main, Kahin mera aqs bhi jhilmilata hoga, Lakh masroof hoga, Apnay kamoon main, Phir bhi hamain soch ker kabhi to muskurata ho ga.

57. [Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon](https://sms4smile.com/poetry-sms/main-usay-dill-say-piyar-karti-hoon.html)

Loves him completely — dark-skinned and not conventionally pretty, but the world still burns with jealousy at their match. Main usay Dill Say Piyar Karti Hoon Rang Jis ka Hina Say Milta hay Rangat Main Dilfarareb Hum Bhi Nahi LAKIN Saonwali si is jori say Zamana jalta hay

59. [Dost jo lagay jan se pyara](https://sms4smile.com/poetry-sms/dost-jo-lagay-jan-se-pyara.html)

A friend who feels closer than life itself — but gives you time like it's charity, not care. Kabhi tou miley pehli mulaqat ki terha bigra hi rehta hy kyun halaat ki terha wo ek dost jo lagy jaan say pyara mujhy waqt tou deta hy magar kheraat ki tarha

61. [Jayengay car main, aayengay akhbar main](https://sms4smile.com/funny-sms/jayengay-car-main-aayengay-akhbar-main.html)

Once a husband and wife were preparing to go office and the wife thought she would drive today for the office. Wife : Chalo na car me kahin ghumne chalte hai, aur car me drive karungi! Huband : “Agar tum car drive karogi to jayenge car mein, aayenge akhbaar mein‚!!

63. [Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay](https://sms4smile.com/poetry-sms/kaash-tum-zindagi-main-ayai-hi-na-hotay.html)

In ankhon main aansu ayai na hotay, Agar tum pichay mur ker muskuraye na hotay, Tumharay jaanay k baad yeh ghum hota hay, Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay....

65. [Na mila dil ka qadardaan is zamanay main](https://sms4smile.com/poetry-sms/na-mila-dil-ka-qadardaan-is-zamanay-main.html)

Na mila dil ka qadardaan is zamanay main, Yeh sheesha toot gaya hai daikhnay aur dekhanay main, Gii main aata hai ek roz shamma say pochoon, Maza kis main hai, jalnay main ya jalanay main...?

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/aapko-bhulanay-main-shayud-hamain-zamana-lagay.html",
            "url": "https://sms4smile.com/poetry-sms/aapko-bhulanay-main-shayud-hamain-zamana-lagay.html",
            "name": "Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay - Poetry SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-13T07:36:36+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130"
            },
            "description": "Aap k shahar ka har housam suhana lagay, Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay, Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Aapko bhulanay main…",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/aapko-bhulanay-main-shayud-hamain-zamana-lagay.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/poetry-sms/aapko-bhulanay-main-shayud-hamain-zamana-lagay.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/poetry-sms/aapko-bhulanay-main-shayud-hamain-zamana-lagay.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Poetry SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/poetry-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130",
            "name": "SMS Jokes",
            "sameAs": [
                "https://www.sms4smile.com"
            ]
        }
    ]
}
```
