---
title: "Pyar chupta nahi chupanay say - Ghazal SMS - SMS4Smile"
description: "Laakh miltay hain hum bahanay say Pyar chupta nahi chupanay say Ummar guzari hay dar-badar apni Hum hillay thay zara thikanay say Aik jadu sa kar gaye mujh…"
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Ghazal SMS](https://sms4smile.com/category/ghazal-sms/) » **Pyar chupta nahi chupanay say**

# Pyar chupta nahi chupanay say

[Ghazal SMS](https://sms4smile.com/category/ghazal-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/ghazal-sms/pyar-chupta-nahi-chupanay-say.html&media=&description=Pyar%20chupta%20nahi%20chupanay%20say)

Laakh miltay hain hum bahanay say
Pyar chupta nahi chupanay say

Ummar guzari hay dar-badar apni
Hum hillay thay zara thikanay say

Aik jadu sa kar gaye mujh par
Kuch makaan thay puranay say

Baat karta raha main us say magar
Baat banti nahi bana'nay say

Ho jo mumkin to yeh bhi kar dekho
Tum nikalo humain fasanay say

Meri chahat main bhi woh baat na thi
Woh bhi rukhsat hua bahanay say

Yeh bhi rakha hay dhiyaan main hum nay
Teer palta agar nishanay say...!!!

### Related SMS

1. [Pyar chupta nahi ankhen chupane se](https://sms4smile.com/poetry-sms/pyar-chupta-nahi-ankhen-chupane-se.html)

Arz hai pyar chupta nahi ankhen chupane se, dil rukta nahi kisi k samjane se. Ruk jati hai dhadkan tujhe bhul jane se, hum tujhe yaad karte hai jeene k bahane se.

3. [badalta nahi pyar kabhi magar...](https://sms4smile.com/poetry-sms/badalta-nahi-pyar-kabhi-magar.html)

waqt ki andhi mein tufan badal jaty hain zindagi ki rahoon mein insan badal jatay hain badalta nahi pyar kabhi magar... pyar karny walay insan badal jatay hain

5. [Shaam k saaye, jo sooraj ko chupanay niklay,](https://sms4smile.com/ghazal-sms/shaam-k-saaye-jo-sooraj-ko-chupanay-niklay.html)

Shaam k saaye, jo sooraj ko chupanay niklay, Hum di'iye lay kay, andhairon ko mitanay niklay, Aur to koi na tha, jo jurm-e-baghawat karta, aik hum hi thay, jo yeh rasm nibhanay niklay, Shehar mein, dasht mein, Sehra mein bhi tujh ko paaya, Aay gham-e-yaar, teray kitnay thikanay niklay

7. [Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi](https://sms4smile.com/ghazal-sms/yehi-wafaa-ka-silaah-hai-to-koi-baat-nahi.html)

Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se Safeena doob raha hai, to koi baat nahi Rakha tha aashiyana-e-dil main chhupa ke tumko Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi Tum hi \[…\]

9. [Tum nahi, ghum nahi, sharab nahi](https://sms4smile.com/poetry-sms/tum-nahi-ghum-nahi-sharab-nahi.html)

Tum nahi ,ghum nahi,sharab nahi Aisi tanhai ka jawab nahi Jane kis kis ki maut aayi hai Aaj rukh par koi naqab nahi Woh karam ungiiyo pe ginte hai Jurm kay jin k kuch hisaab nahi

11. [Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna](https://sms4smile.com/poetry-sms/wafa-ruswa-nahi-kerna-suno-aisa-nahi-kerna.html)

Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna Main pehlay hi akaila hon Mujhey tanha nahi kerna Meri in ankhon ko Kabhi sehra nahi kerna Judai bhi jo aa jayai To dil choota nahi kerna Bharoosa bhi zarori hay Magar sab ka nahi kerna Muqaddar phir muqadder hay Kabhi da'awa nahi kerna Jo likha hay \[…\]

13. [Main Roi To Nahi Hoon......](https://sms4smile.com/ghazal-sms/main-roi-to-nahi-hoon.html)

Main Roi To Nahi Hoon...... Najaney Kiyoon Mera Kajal Jab Bhi Dalo Ankhon Main Ab Aksar Phail Jata Hai Tum To Jantey Ho In Dino Bohat Hi Thand Hoti Hai Tab Hi Hai Surkh Meri Naak Main Roi To Nahi Hoon...... Kaha To Hai Yunhi Buss Bheega Hai Aanchal Ka Kona Choro Tum Fiker Mat \[…\]

15. [Maana hasna hai Aada Gham Chupanay ki](https://sms4smile.com/poetry-sms/mana-hasna-hai-aada-gham-chhupane-ki.html)

Par haste haste Kabhi woh bhi roye honge... Yadon me hamari woh bhi khoye honge, khuli aankhon se kabhi woh bhi soye honge, Maana hasna hai Aada Gham Chupanay ki, par haste haste Kabhi woh bhi roye honge...

17. [Hum Nahi Chahatay](https://sms4smile.com/ghazal-sms/hum-nahi-chahatay.html)

Shaam-e-Fursat Dhalay, Hum Nahi Chahatay, Ghum Say Fursat Milay, Hum Nahi Chahatay..... Phir Naya Waar Sehne Ko taiyyar Hain, Tu Parayshan Rahay, Hum Nahi Chahate..... Aaj Aansoo Bahanay say, Mut Roko, Aaj Barish Thumay, Hum Nahi Chahatay..... Hum Teray Baad Ujray Hon, To bhi Theek Hai, Ab Kahin Dil Lagay, Hum Nahi Chahate..... . Teray \[…\]

19. [Wastay nahi chaltay](https://sms4smile.com/ghazal-sms/wastay-nahi-chaltay.html)

Sochnay samajhnay say, sath sath chalnay say, doriyan simat ti hain, faslay nahi chaltay, khawab khawab ankhon main, ratjagay nahi chaltay, darguzar k halqay main, maslay nahi chaltay, dosti k raston ki, parwarish zarori hai, dosti k rastay main, khafgiyan nahi chalti, do dilon ki qurbat main, Teesra nahi hota, wastay nahi chaltay.

21. [Neend Nahi aati](https://sms4smile.com/ghazal-sms/neend-nahi-aati-2.html)

Rahte hain unke khayalon me, ab neend mujhe aati nahi, hanste hai ab jab bhi hum, bas yaad unhi ki aati hai, wo uski meethi muskan, humara dil dhadkati hai, jagte sote har pal hi, unki yaad hume tadpati hai, bas ek jhalak unki paakar, hum khush ho jaaya karte hain, jab bhi wo aate \[…\]

23. [Iqrar-e-wafa tum ne nahi karna](https://sms4smile.com/ghazal-sms/iqrar-e-wafa-tum-ne-nahi-karna.html)

Tumhe zid hy k iqrar-e-wafa tum ne nahi karna Meri taqdeer mein rang-e-HinA tum ne nahi bharna Tumhe manzoor he shayad mera ghut ghut k he marna Tumhare faisaly per ab,sar-e-tasleem kham hoga Main apny hont see loon ga Yu he bekaif gee loon ga Tumhare hijer ki tasveer ko dil main saja loon ga \[…\]

25. [Men CHAAND Hoon Insaan Nahi](https://sms4smile.com/poetry-sms/men-chaand-hoon-insaan-nahi.html)

Raat Ka Aakhri Pehar Tha...! MuJh Se Chaand Ne Kaha' Humnasheen Alvida' MuJh Ko Neend Aa Rahi Hai' Kal Milain Ge isi Jagah' Men Sun Kar Muskura Diya' Us Ko Batla Diya' Jaanay walay Lout'tay Nhi' Tum Nhi aao Ge' MuJhe Hai Yaqeen' Meri Baat Sun Ke Woh Ruk Gaya' Aur Kehnay Laga' Tum Se \[…\]

27. [jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta](https://sms4smile.com/ghazal-sms/jane-kiun-woh-sansoo-ki-dor-totne-nahi-deta.html)

jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta bas qadam aur chalne kawasta dekar mujhe rokne nahi deta bat kehta hai woh mujh se hans hans kar je lene ki ajeeb shakhs hai mujh ko chain se rone nahi deta ajj hosla deta hai mujhe chand sitaron ko cho lene ka woh piar se \[…\]

29. [Aatay nahi loat k beetay howe zamanay](https://sms4smile.com/ghazal-sms/aatay-nahi-loat-k-beetay-howe-zamanay.html)

Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay Kaash aisi koi rut koi moosam aaye khushiyon bhare geet hum lagein gungunanay Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia \[…\]

31. [Shakal pehchani nahi jati](https://sms4smile.com/poetry-sms/shakal-pehchani-nahi-jati.html)

Qudurat ho to sachi baat bhi mani nahi jati Ke chashme toor tak suraj ki tabaani nahi jati Ab itna bhi na apne ko bigaro bugze haider me Ke khud tumse tumhari shakal hi pehchani nahi jati

33. [Pyar to pal bhar main ho jaata hay](https://sms4smile.com/poetry-sms/pyar-to-pal-bhar-main-ho-jaata-hay.html)

Kisi ko apna bananay main dair lagti hay, Aik wada nibhanay main dair lagti hay, Pyar to pal bhar main ho jaata hay, Magar usay bhulanay main dai lagti hay....

35. [Sirf chahne se mulakat nahi hoti](https://sms4smile.com/poetry-sms/sirf-chahne-se-mulakat-nahi-hoti.html)

Wanting alone doesn't make you meet — the sun never shares its sky with the night. Sirf chahne se mulakat nahi hoti, Suraj k saath kabhi raat nahi hoti, Hum jise chahete hai jaan se bhi ziyadah, Saamne hote hain, par baat nahi hoti.

37. [Kisi se pyar kertay ho](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kisi-se-pyar-kertay-ho.html)

Kahan dil chor aye ho, bohut chup chap se rehtay ho, Na bante ho na sanwarte ho na koi bat karta ho Bhari mehfil main bhi aksar hamesha khoay rehtay ho Udasi aankho main le kay her ek chehre ko takte ho Koi jab yaad aata hai to Thundi aah bharte ho To khul kar \[…\]

39. [KOI NAAM NAHI AY GA](https://sms4smile.com/ghazal-sms/koi-naam-nahi-ay-ga.html)

Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga, Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj, Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga, Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay, Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga, Uski galyon mein hamay koi nahi \[…\]

41. [Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha](https://sms4smile.com/poetry-sms/main-nay-bhi-kisi-say-pyar-kiya-tha-mazak-kia-tha.html)

Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha

43. [Zindagi kisi ki amanat nahi hoti](https://sms4smile.com/poetry-sms/zindagi-kisi-ki-amanat-nahi-hoti.html)

Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Amanat main kabhi kayamat nahi hoti, Dil ko sambhal kar rakhna, Meri dosti ki qaid main zamanat nahi hoti.

45. [Pyar se tab tak pyar na karo](https://sms4smile.com/poetry-sms/pyar-se-tab-tak-pyar-na-karo.html)

Pyar se tab tak pyar na karo Jab tak pyar aap se pyar na karey Jab pyar aap se pyar kare Tab pyar se itna pyar karo k Pyar kisi or se pyar na kare

47. [Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta](https://sms4smile.com/poetry-sms/duniya-mein-koi-kisi-ke-liye-kuch-nahi-karta.html)

Nobody truly does anything for anyone else — not even the living stand by the living half as much as they claim. Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke saath har koi nahi marta Arey‚¦ Marne ki baat to door rahi Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi \[…\]

49. [Pyar ke ujalon main ghum ka andhaira hion aata hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/pyar-ke-ujalon-main-ghum-ka-andhaira-hion-aata-hai.html)

Pyar ke ujalon main ghum ka andhaira hion aata hai, Jisko hum chahtey hain wohi kion rulata hay? Merey khuda agar wo mera naseeb nahi to aisay logon say phir mujhey kion milata hay?

51. [Woh zindagi kia jis main pyar na ho](https://sms4smile.com/poetry-sms/woh-zindagi-kia-jis-main-pyar-na-ho.html)

Woh zindagi kia jis main pyar na ho, Woh pyar hi kia jis main yadain na hon, Woh yadain hi kia kis main tum na ho, Woh tum hi kia jis main hum na hon,

53. [Umeed nahi fir bi jiye jate hai.](https://sms4smile.com/misc-sms-jokes/umeed-nahi-fir-bi-jiye-jate-hai.html)

Umeed nahi fir bi jiye jate hai.. khali hai bottle fir bi piye jate hai., Himmat to dekho hamari... Response aata nehi fir bhi sms kiye jate hai....

55. [Aadat nahi hay](https://sms4smile.com/ghazal-sms/aadat-nahi-hay.html)

Sir jhukaany ki aadat nahi hay, Aansoo bahaany ki aadat nhi h, Hm kho gaye to pachtao gay bohat, Hamaari Lout k Aany ki aadat nahi hay, Terey dar pay Muhabbat k sawali ban jaaty, Lekin Haath phelaany ki aadat nahi hay, Teri yaaden aziz hen bohat, Magar Waqt ganwaany ki aadat nahi hay, Tum \[…\]

57. [Khuda ki banai qudrat nahi dekhi](https://sms4smile.com/friendship-sms/khuda-ki-banai-qudrat-nahi-dekhi.html)

Khuda ki banai qudrat nahi dekhi, Dilon main chupi dolat nahi dekhi, Jo kehta hai doori se mit jati hai dosti, Us ney shayud hamari dosti nahi daikhi

59. [Phir laut kar college ke zamane nahi aate](https://sms4smile.com/poetry-sms/phir-laut-kar-college-ke-zamane-nahi-aate.html)

College friendships and that careless time don't come back — once those birds fly in the free wind, those days are gone. Hoton pe dosti ke fasaane nahi aate, Saahil pe samandar ke khazaane nahi aate. Udne do parindo ko abhi shokh hawa main, Phir laut kar college ke zamane nahi aate.

61. [Dosti kisi ki riasat nahi hoti](https://sms4smile.com/friendship-sms/dosti-kisi-ki-riasat-nahi-hoti.html)

Urdu friendship verse about a bond you can't enter without commitment and can't leave without a price. Dosti kisi ki riasat nahi hoti, Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Hamari saltanat main dekh ker qadam rakhna, Kion kay hamari dosti ki qaid main zamanat nahin hoti

63. [Woh nadiyan nahi thi, mere aansu thay](https://sms4smile.com/poetry-sms/woh-nadiyan-nahi-thi-mere-aansu-thay.html)

Woh nadiyan nahi thi mere aansu thay, Jis per mere dost kashtiyan chalatay rahay, Manzil milay unhain ye chahat thi meri, Isliya hum ansu pe ansu bahatay rahay...

65. [Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte](https://sms4smile.com/ghazal-sms/khuwab-jhoote-kisi-ko-dikhaya-nahi-karte.html)

Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte, Mere dost! Yun kisi ko satya nahi karte, Ek baar yun kisi ko keh ker apna, Daman phir uss se churaya nahi karte, Us ke intezaar se bhala kya ho ga haasil, Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte, Rakhte hon jo dard bhara dil apne \[…\]

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/pyar-chupta-nahi-chupanay-say.html",
            "url": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/pyar-chupta-nahi-chupanay-say.html",
            "name": "Pyar chupta nahi chupanay say - Ghazal SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-16T13:04:18+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130"
            },
            "description": "Laakh miltay hain hum bahanay say Pyar chupta nahi chupanay say Ummar guzari hay dar-badar apni Hum hillay thay zara thikanay say Aik jadu sa kar gaye mujh…",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/pyar-chupta-nahi-chupanay-say.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/ghazal-sms/pyar-chupta-nahi-chupanay-say.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/pyar-chupta-nahi-chupanay-say.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Ghazal SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/ghazal-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "Pyar chupta nahi chupanay say"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130",
            "name": "SMS Jokes",
            "sameAs": [
                "https://www.sms4smile.com"
            ]
        }
    ]
}
```
