---
title: "Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye - Ghazal SMS - SMS4Smile"
description: "Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye Badi Chot Khai Javani Peh Roye Javani Peh Roye Na Socha Na Samajha, Na Dekha Na Bhala Teri Aarzoo Ne, Hume Mar Dala Tere…"
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Ghazal SMS](https://sms4smile.com/category/ghazal-sms/) » **Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye**

# Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye

[Ghazal SMS](https://sms4smile.com/category/ghazal-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/ghazal-sms/muhabbat-ki-jhuthi-kahani-pe-roye.html&media=&description=Muhabbat%20Ki%20Jhuthi%20Kahani%20Pe%20Roye)

Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye
Badi Chot Khai Javani Peh Roye

Javani Peh Roye

Na Socha Na Samajha, Na Dekha Na Bhala
Teri Aarzoo Ne, Hume Mar Dala
Tere Pyar Ki Meherbani Peh Roye
Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye
Badi Chot Khai Javani Peh Roye

Javani Peh Roye

Khabar Kya Thi Honto Ko Seena Padega
Mohabbat Chupa Kar Bhi, Jeena Padega
Jiye To Magar Zindagani Pe Roye

Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye
Badi Chot Khai Javani Peh Roye

Javani Peh Roye

### Related SMS

1. [Kabhi zindagi sey gilla ker k roye](https://sms4smile.com/poetry-sms/kabhi-zindagi-sey-gilla-ker-k-roye.html)

Kabhi zindagi sey gilla ker k roye, Kabhi mout ki hum dua ker k roye, Ajab silsila haiNamaz-e-Mohabbat ka, Qaza ker k bhi roye,ada ker k bhi roye

3. [Muhabbat zinda rehti hai](https://sms4smile.com/ghazal-sms/muhabbat-zinda-rehti-hai.html)

Musafir to bichertay hain rifakat kab badlti hai.. Muhabbat zinda rehti hai Muhabbat kab badlti hai kali ka phool ban'na aur bikhar jana mukaddar hai.. Yehi qanoon-e-fitrat hai aur fitrat kab badlti hai Jo DiL me bas jaye aur aankhon me simat aye Alamat hai ye Chahat ki aur Chahat kab badlti hai Tumhi ko \[…\]

5. [Ye ishq-o-muhabbat mehr-o-wafa](https://sms4smile.com/ghazal-sms/ye-ishq-o-muhabbat-mehr-o-wafa.html)

Alfaz kay jhootay bandhan mein Aghraz kay gehray pardon mein Har shakhs muhabbat kerta hai Hala kay muhabbat kuch bhi nahi Sab jhotay rishtay naatay hain Sab dil rakhnay ke batain hain Sab asli roop chupatay hain Ehsas se khali loog yahan Lafzon kay teer chalatay hain Ik bar nazar mein aa kar wo Phir \[…\]

7. [Izhar e muhabbat](https://sms4smile.com/ghazal-sms/izhar-e-muhabbat.html)

Tujhay izhar-e-mohabbat say agar nafrat hai, Tu nay hontoo ko larznay say too roka hota, bay niazi say, magar kanptey awaz k sath, Tu nay gabhra k mera naam na pocha hota, younhi be wajha bhataknay ki zarorat kiya thi, Dam-e-rukhsat mai, agar yaad na aaya hota, Hosla tujh ko na tha mujh say juda \[…\]

9. [Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai](https://sms4smile.com/ghazal-sms/roye-hain-buhat-tab-zara-qaraar-mila-hai.html)

Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya \[…\]

11. [Woh Mile Humko Kahani Bankar](https://sms4smile.com/poetry-sms/woh-mile-humko-kahani-bankar.html)

Woh Mile Humko Kahani Bankar, Dil Me Rahe Pyar Ki Nishani Bankar, Hum Jinhe Jagah Dete Hain Aakhon K Andar, Wo Aksar Nikal Jate Hai Pani Bankar

13. [Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai.](https://sms4smile.com/poetry-sms/roye-hain-buhat-tab-zara-qaraar-mila-hai-2.html)

Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai. Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai. Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se. Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai.

15. [Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna](https://sms4smile.com/poetry-sms/baad-marne-k-mere-tum-jo-kahani-likhna.html)

Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna Kaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna. Yeh Bhi Likhna K Mere Hoont Hansi Ko Tarse, Umer Bhar Ankh Se Behta Raha Pani Likhna.

17. [Qissa Meri Muhabbat Ka!](https://sms4smile.com/poetry-sms/qissa-meri-muhabbat-ka.html)

Me Apne Aap Se Barh Ker Kissi Ko Kio Chahon ga! Mujhhi Pe Khatam Hai Kissa Meri Muhabbat Ka!

19. [Muhabbat Mar Nahi Sakti](https://sms4smile.com/poetry-sms/muhabbat-mar-nahi-sakti.html)

Puranay Raabton Ko Phir, Naye Waaday Ki Khwaish Hai Zara Ek Baar Phir Keh Do, K Muhabbat Mar Nahi Sakti

21. [Ai muhabbat tere anjam pey rona aaya](https://sms4smile.com/poetry-sms/ai-muhabbat-tere-anjam-pey-rona-aaya.html)

Ai muhabbat tere anjam pey rona aaya, Jane kyu aaj tere naam pe rona aaya, Kabhi taqdir ka matam kabhi duniya ka gham, Manzile ishq mein har gaam pe rona aaya...

23. [Kaisay kahon dil ki kahani ...](https://sms4smile.com/poetry-sms/kasay-khao.html)

Tujhau kaisay kahon mera dil ki khani meray hamdam is main kuch pardanashinon kay bhi nam atay hain

25. [Marna ka maza to tab hai yaro](https://sms4smile.com/poetry-sms/marna-ka-maza-to-tab-hai-yaro.html)

Dark humor about dying — the real satisfaction would be if the one who made you cry showed up at your funeral and cried too. Koi dikha k roye, Koi chupa k roye, Humain rulanay walay, Humain rula k royee, Marna ka maza to tab hai yaro, Jab qatil bhi Janazay per aa ker roye

27. [Ghazab ki thi...](https://sms4smile.com/ghazal-sms/ghazab-ki-thi.html)

Us k labon pe raat kahani ghazab ki thi, Jazbat beh rahe they rawani ghazab ki thi, Raja bhi la jwab tha wadi-e-ishq ka, Lekin dayar-e-husn ki rani ghazab ki thi, Kya kya na shaam i meri umar main magar, Guzri jo tere sath sohani ghazab ki thi, Dekhi hay main ne shaher main charti \[…\]

29. [ye hasrath har jati hai](https://sms4smile.com/ghazal-sms/ye-hasrath-har-jati-hai.html)

Zamane se sona tha mohabbat har jati hai, Jo chahat ik tarafa ho wo chahat har jati hai, Kahi par bhi duao ka ik lafz asar kar jata hai, Kahi par barso ki ebadat har jati hai, Mohabbat kab kisi ko doshmani ka dars day, Ek arzoo see hai ke un ko bhol jai hum, \[…\]

31. [Kisi ki aas ban kar phir usay tanha nahi kartay](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kisi-ki-aas-ban-kar-phir-usay-tanha-nahi-kartay.html)

Kisi ki aas ban kar phir usay tanha nahi kartay bhalay kitni bhi mushkil ho magar aisa nahi kartay mohabbat mein shikayat ka kahin dastoor hota hay gila kar kay mohabbat ko kabhi ruswa nahi kartay wafa'ain dar haqiqat mein bari anmol hoti hain kabhi apni wafa'aon ka sila maanga nahi kartay

33. [Bari asaani se dil lagaye jaate hain,](https://sms4smile.com/poetry-sms/bari-asaani-se-dil-lagaye-jaate-hain.html)

Bari asaani se dil lagaye jaate hain, par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain, le jaati hai mohabbat un raaho par, jaha diye nahi dil jalaye jaate hain

35. [Maana hasna hai Aada Gham Chupanay ki](https://sms4smile.com/poetry-sms/mana-hasna-hai-aada-gham-chhupane-ki.html)

Par haste haste Kabhi woh bhi roye honge... Yadon me hamari woh bhi khoye honge, khuli aankhon se kabhi woh bhi soye honge, Maana hasna hai Aada Gham Chupanay ki, par haste haste Kabhi woh bhi roye honge...

37. [Han yeh such hay...](https://sms4smile.com/cool-decent-sms/han-yeh-such-hay.html)

Han ye sach he k mujy tumse mohabbat he.. Ye b sach he k me tumhari chahat hun. Per meri zindgi me chahto ki kami to nahi.. Rishte or b hain sirf tum hi to nhi.. Apni zat k is pahlu sey aj milwaun tumhen.. Me kya hu kesi hu zara batlaun tumhen.. Me apni \[…\]

39. [KOI NAAM NAHI AY GA](https://sms4smile.com/ghazal-sms/koi-naam-nahi-ay-ga.html)

Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga, Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj, Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga, Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay, Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga, Uski galyon mein hamay koi nahi \[…\]

41. [Aadat nahi hay](https://sms4smile.com/ghazal-sms/aadat-nahi-hay.html)

Sir jhukaany ki aadat nahi hay, Aansoo bahaany ki aadat nhi h, Hm kho gaye to pachtao gay bohat, Hamaari Lout k Aany ki aadat nahi hay, Terey dar pay Muhabbat k sawali ban jaaty, Lekin Haath phelaany ki aadat nahi hay, Teri yaaden aziz hen bohat, Magar Waqt ganwaany ki aadat nahi hay, Tum \[…\]

43. [Kuch door hamare saath chalo](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kuch-door-hamare-saath-chalo.html)

Kuch door hamare saath chalo Hum dil ki kahani kehdein ge Samjhe na tum jisse aankhon se Woh baat zubaani kehdein ge Jo pyar karein ge jaanein ge Har baat hamari maanein ge Jo jaley na hon khudh ulfat mein Woh aag ko paani kehdein ge Jab pyaas jawan ho jaye gi Ehsaas ki manzil \[…\]

45. [Zindagi qaid-e-musalsal ka siwa kuch bhi nahi](https://sms4smile.com/ghazal-sms/zindagi-qaid-e-musalsal-ka-siwa-kuch-bhi-nahi.html)

A ghazal about life as a prison — the only cure is your love, and even forgetting you feels like just another truth. Zindagi qad e musalsal ka siwa kuch bhi nahi Kiya tha‚  jurm- e -wafa‚  is‚  k siwa kuch bhi nahi ‚  Jeenay ki arzo ma roz mar rahey han Dawa teri muhabbat \[…\]

47. [Mohabbat hum bhi kertay hain](https://sms4smile.com/love-sms/mohabbat-hum-bhi-kertay-hain.html)

Mohabbat hum bhi kertay hain magar shikwa nahi kertay hum apni mohabbat ko yun ruswa nahi kertay jo paas aa baithay usey dil se chahtey hain jo uth ker chala jaye usey roka nahi kertay

49. [Apna Ehsas mar na jaye kahin](https://sms4smile.com/ghazal-sms/apna-ehsas-mar-na-jaye-kahin.html)

Apna Ehsas mar na jaye kahin Dard had se Guzar na jaye kahin Un ko dekhey hoye hoi Sadyan Un ka Chehra bikhar na jaye kahin Ab k Awaz doon to aa jana Dil Deewana Sudhar na jaye kahin Un ka Wada to hai magar Dil ko Darr hai k kafir mukar na jaye kahin \[…\]

51. [Jeenay Ki Kasam Khai Hy ...](https://sms4smile.com/poetry-sms/jeenay-ki-kasam-khai-hy.html)

Tere Hijra'n Se Ta'aluq Nibhane K Liye Humney is Saal Bhi Jeenay Ki Kasam Khai Hy ...

53. [Bachpan Ka Zamana Hota Tha](https://sms4smile.com/ghazal-sms/bachpan-ka-zamana-hota-tha.html)

Bachpan Ka Zamana Hota Tha, Khushio.N Ka Khazana Hota Tha. Chahat Chaand Ko Paane Ki, Dil Titli Ka Deewana Hota Tha. Rone Ki Wajha Na Hoti Thi, Hasne Ka Bahana Hota Tha. Khaber Na Thai Kuch Subho Ki, Na Shamo Ka Thikana Hota Tha. Daadi Ki Kahani Hoti Thi, Pariuon Ka Fasana Hota Tha. Daadi \[…\]

55. [Mohabbat bhaar men jaye!](https://sms4smile.com/poetry-sms/mohabbat-bhaar-men-jaye.html)

Najanay kyun magar mera ye dil chahta hai, Wafa ko aag lag jaye, mohabbat bhaar men jaye!

57. [Too ne daikha](https://sms4smile.com/poetry-sms/too-ne-daikha.html)

too ne daikha hai kabi ghoor se chehray ko mere kitny gham tere muhabbat ne chupaey hain mere tere ik pal ki muhabbat ka ye asar hoa hai kitny jazbat jo soe thy jagae hain mere mai tu apnoo k hi dhokoon main gira rehta tha tujh ko paya hai to ab sare paraey hain \[…\]

59. [Ek rishta jo abhi ban raha tha](https://sms4smile.com/ghazal-sms/ek-rishta-jo-abhi-ban-raha-tha.html)

Ek rishta jo abhi ban raha tha , Tutne laga magar banne se pahle. Ek sahare se uthate the ham, Gir gaye magar sambhalne se pahle. Sikhane lage the aap se muskurana, Rula diya magar hasne se pahle. Kadam jo badhen aap ki disha me, Ruk gaye wahi chalne se pahle. Magne ke liye kuchh \[…\]

61. [Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai](https://sms4smile.com/ghazal-sms/meri-baat-aur-hai-mai-ne-to-mohabbat-ki-hai.html)

Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Tum agar aankh churao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Mere dil ki mere jazbaat ki qeemat kia hai Uljhe uljhe se khayalat ki qeemat kia \[…\]

63. [Anmol na thay..!](https://sms4smile.com/ghazal-sms/anmol-na-thay.html)

ankhon me jo tehreerain theen! honto pay vo bol na thay... Hum thay us k pyar k aashiq! Bas hathon mein kashkol na thay... Hum ne us ko toot k chaha! ye us ka haq tha lakin... Wo b hum ko toot k chahey! Hum itnay "ANMOL'' na thay....

65. [Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kaise-woh-lot-aye-ke-fursat-usse-nahin.html)

Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin duniya samajh rahi hai mohabbat usse nahin. lagta hai aa chuki hai kami us ki chah main kafi dinon se mujh se shikayet usse nahin. dil ki zameen us ki hai banjar issi liye jazbon ki barishon ki jo aadat usse nahin. her cheez ikhtiar main rakhta \[…\]

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/muhabbat-ki-jhuthi-kahani-pe-roye.html",
            "url": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/muhabbat-ki-jhuthi-kahani-pe-roye.html",
            "name": "Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye - Ghazal SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-16T13:14:12+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130"
            },
            "description": "Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye Badi Chot Khai Javani Peh Roye Javani Peh Roye Na Socha Na Samajha, Na Dekha Na Bhala Teri Aarzoo Ne, Hume Mar Dala Tere…",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/muhabbat-ki-jhuthi-kahani-pe-roye.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/ghazal-sms/muhabbat-ki-jhuthi-kahani-pe-roye.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/muhabbat-ki-jhuthi-kahani-pe-roye.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Ghazal SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/ghazal-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "Muhabbat Ki Jhuthi Kahani Pe Roye"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/a39bd9f0f518e31fff53fb6e3dcc4130",
            "name": "SMS Jokes",
            "sameAs": [
                "https://www.sms4smile.com"
            ]
        }
    ]
}
```
