---
title: "Waqt apna mujhy sara day do - Ghazal SMS - SMS4Smile"
description: "Mujhy jeenay ki umeed dobara day do, Meri doobti kashti ki kinara dy do, Main dard k sahil pay tanha khara hun, Phir aa k apni baahon ka sahara day do, Tera…"
---

You are here: [SMS4Smile](https://sms4smile.com/) » [Ghazal SMS](https://sms4smile.com/category/ghazal-sms/) » **Waqt apna mujhy sara day do**

# Waqt apna mujhy sara day do

[Ghazal SMS](https://sms4smile.com/category/ghazal-sms/)

[Tweet](https://twitter.com/share)

[Pin It](http://pinterest.com/pin/create/button/?url=https://sms4smile.com/ghazal-sms/ghazal.html&media=&description=Waqt%20apna%20mujhy%20sara%20day%20do)

Mujhy jeenay ki umeed dobara day do,
Meri doobti kashti ki kinara dy do,

Main dard k sahil pay tanha khara hun,
Phir aa k apni baahon ka sahara day do,

Tera daaman to bhara hay sitaron say,
Mujhy sadqay may ik sitara day do,

Mery aangan my aj andhera ha bohat,
Meri dehleez ko phir apna nazara dy do,

Chund lamhy tujhy dekhnay ki hasrat hay bas,
My nay kab kaha waqt apna mujhy sara day do....!

### Related SMS

1. [Kaisay kahon k apna bana lo mujhey](https://sms4smile.com/ghazal-sms/kaisay-kahon-k-apna-bana-lo-mujhey.html)

A ghazal asking to be held, claimed, and rescued from the world — just come and take me away. Kaisay kahon k apna bana lo mujhey, Bahoun main apni sama lo mujhey, Bin tumharay ek pal bhi kat-ta nahin, Tum aa ker mujh se chura lo mujhey, Zindagi to wo hai sang tumharay jo guzray, \[…\]

3. [Patharon say tha apna rishtaa](https://sms4smile.com/poetry-sms/patharon-say-tha-apna-rishtaa.html)

Apnay dushman say hi dil laga baithay, Unki saadgi say faraib kha baithay, Patharon say tha apna rishtaa, Phir bhi sheeshay k ghar bana baithe..

5. [Dosti, pyar, zindage ya apna saaya](https://sms4smile.com/poetry-sms/dosti-pyar-zindage-ya-apna-saaya.html)

Qarib se tumhe dekha to apna paya, Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya, Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya, Dosti, pyar, zindage ya apna saaya...

7. [Band aankhon main sab apna nazar aata hai.](https://sms4smile.com/poetry-sms/band-aankhon-main-sab-apna-nazar-aata-hai.html)

Band aankhon main sab apna nazar aata hai. Kholta hu aankhain to sab praya nazar aata hai. Tum he batao kisko apna samjhu kisko praya. Raat ke andhero me mera sath chorne walo me, Mera apna saya nazar aata hai.

9. [Apna Ehsas mar na jaye kahin](https://sms4smile.com/ghazal-sms/apna-ehsas-mar-na-jaye-kahin.html)

Apna Ehsas mar na jaye kahin Dard had se Guzar na jaye kahin Un ko dekhey hoye hoi Sadyan Un ka Chehra bikhar na jaye kahin Ab k Awaz doon to aa jana Dil Deewana Sudhar na jaye kahin Un ka Wada to hai magar Dil ko Darr hai k kafir mukar na jaye kahin \[…\]

11. [Apna Ho Kar Bhi](https://sms4smile.com/poetry-sms/apna-ho-kar-bhi.html)

kisi ki Awaaz k liye Dil tarasta hai kisi k Intzaar men Dil Tarapta hai Kya kahein is Dil\_E\_NADAN ko Jo apna ho kar b kisi or k liye Dharkta hai..

13. [Keh sakain jise hum dil se apna](https://sms4smile.com/poetry-sms/keh-sakain-jise-hum-dil-se-apna.html)

Kab maine kaha ki Chandi aur Sona chahiye, Bas aap ke dil mein ek chota sa kona chahiye, Keh sakain jise hum dil se apna, Aisa bhi to koi dost hona chahiye.

15. [Pyaar apna aakhir chupao ge kab tak](https://sms4smile.com/poetry-sms/pyaar-apna-aakhir-chupao-ge-kab-tak.html)

Nazaro se nazar tum churao ge kab tak, Pyaar apna aakhir chupao ge kab tak, Mere paigam aapko milte rahainge yuhi sada, Message meray mitao gey kab tak...

17. [Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nhi,](https://sms4smile.com/poetry-sms/unhone-apna-kabhi-banaya-hi-nhi.html)

Never made you theirs, never showed real love — and never even bothered to explain what you did wrong. Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nahi, Jootha Hi Sahi Pyar Dikhaya Hi Nahi. Galtiyan Apni Hum Maan Bhi Jaatey, Par Kya Kare Kasoor Hamara Hume Bataya Hi Nahi.

19. [Jitna bhi kisi ko apna bana lo](https://sms4smile.com/poetry-sms/jitna-bhi-kisi-ko-apna-bana-lo.html)

Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi, Wafa kar lo chahe jitni,behwafai hi milegi Jitna bhi kisi ko apna bana lo, Jab aankh khulegi tanhai hi milegi

21. [Aap apna Inbox khali rakhna](https://sms4smile.com/poetry-sms/aap-apna-inbox-khali-rakhna.html)

Kadam kadam pe hawao se talukh rakhna, Dosti ke naam pe dosti ka asra rakhna. Hamari dosti ki khusbu zarur aayegi. Aap apna INBOX khali rakhna.

23. [Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata](https://sms4smile.com/poetry-sms/kisiko-keh-kar-apna-banaya-nahi-jata.html)

Ghamo Mein Rone Walo Ko Hasaya Nahi Jata, ‚ Lehroon Say Pani Ko Hataya Nahi Jata, Banne waley Ban Jate Hai Apne, Kisiko Keh kar apna Banaya Nahi Jata

25. [Zaan warta logi kra spelano sara.](https://sms4smile.com/pashto-sms/zaan-warta-logi-kra-spelano-sara-2.html)

Pira muhabat chi di sok na mani, Maa garza bya dasi lewano sara, Sook chi darta gori pa khuwago strgo, Zaan warta logi kra spelano sara.

27. [Maana waqt ney ki hai bewafai tujhse](https://sms4smile.com/poetry-sms/maana-waqt-ney-ki-hai-bewafai-tujhse.html)

Wo laut aayega teri zindagi mein, jiska intzaar tujhe aaj bhi hai, maana waqt ney ki hai bewafai tujhse lekin meri duaon me asar aaj bhi hai

29. [Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina](https://sms4smile.com/poetry-sms/mujhse-apna-payar-kabhi-wapas-mat-laina.html)

Please don't take back your love — keep saying you're mine, don't ever unsay it. Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Laina Kehte Rehna Har Pal Main Tumra Hon Mujh Sai ye izhar Kabhi Wapas Mat Laina...

31. [Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,](https://sms4smile.com/funny-sms/jis-waqt-khuda-ne-tumhe-banaya-hoga.html)

A Roman Urdu poem where God's excitement about creation ends with a zoo comparison. Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...

33. [Chandni raat main jab sara jahan sota hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/chandni-raat-main-jab-sara-jahan-sota-hai.html)

Chandni raat main jab sara jahan sota hai kisi ki yaad main koi badnaseeb rota hai

35. [Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo](https://sms4smile.com/funny-sms/mere-dost-tanhai-me-na-waqt-bitaya-karo.html)

Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..

37. [Waqt-e-dua main ek dua karon](https://sms4smile.com/ghazal-sms/waqt-e-dua-main-ek-dua-karon.html)

Waqt-e-dua main ek dua karon, main rab se ek eltija karon, tu khush rahe, tu shaad rahe, teray dil ka angar abaad rahay, tu har pal yun hi hansa kare, tu phulon ki manind khila kare, teri zindagi main koi ghum na ho, teri aankh kabhi num na ho, tujhey kisi se koi gila na \[…\]

39. [Meri Zinadagi](https://sms4smile.com/ghazal-sms/meri-zinadagi.html)

Mujhy bekhudi ki hai arzoo Mujhe qurbaton ka kumar dey Mery ang ang mei youn uter K mujhi mein khud ko utar de Tu jo rug rug mein bus gea Tu hai dorion ka jawaz kiya Meri zindgi mery pass aa Meri bekhudi ko qarar de Hai nazar nazar teri joostaju Tu meri wafa ki \[…\]

41. [Rat ka waqt hai or masjid hai qareeb](https://sms4smile.com/poetry-sms/rat-ka-waqt-hai-or-masjid-hai-qareeb.html)

Rat ka waqt hai or masjid hai qareeb uthiye jaldi se ke peghame amal laya hoon ghar main hain filhal jitne bhi purane jote aap bhi jake badal lain main badal aya hoon

43. [Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan](https://sms4smile.com/poetry-sms/waqt-ki-ho-doop-ya-ho-tez-aandhiyan.html)

Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan, kuch kadmo k nishan kabhi nahi khotay. Jinhe yaad karke muskura de aankhainn, wo log door ho kar bhi door nahi hotay.

45. [Har waqt tum ko yaad karta hu](https://sms4smile.com/poetry-sms/har-waqt-tum-ko-yaad-karta-hu.html)

Har waqt tum ko yaad karta hu, Ha main tumsein pyaar karta hu, Kyun tum mujhse khafa ho, Main tumhi pai to marta hu. I love you

47. [Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai](https://sms4smile.com/friendship-sms/dosti-sachi-ho-to-waqt-ruk-jata-hai.html)

Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.

49. [Doston ki dastan jab waqt sunata hai](https://sms4smile.com/poetry-sms/doston-ki-dastan-jab-waqt-sunata-hai.html)

Doston ki dastan jab waqt sunata hai, to hame bhi koi dost yaad aata hai, Bhool jate hain hum zindgi k ghum ko, jab aapke saath bitaya waqt yaad aata hai.

51. [Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge](https://sms4smile.com/poetry-sms/waqt-guzrey-ga-hum-bikhar-jayenge.html)

Waqt guzrey ga hum bikhar jayenge, kaun jane ke hum kidhar jayenge, hum apki parchayi hain yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge

53. [Ye waqt lamhe guzar jayenge](https://sms4smile.com/poetry-sms/ye-waqt-lamhe-guzar-jayenge.html)

Ye waqt lamhe guzar jayenge, zindgi Me Kuch kho kar Kuch payenge. aaj hum qareeb hain kal dur ho jayenge, per vada raha roz apki yadon me zaroor ayenge.

55. [Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo](https://sms4smile.com/poetry-sms/abhi-waqt-hai-pal-do-pal-sath-guzar-lo.html)

Lamha lamha waqt guzar jayega, Rooh ka daman bhi sath chod jayega, Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo, Kal kya pata kon kiski zindgi se chala jayega.

57. [Milnay ka waqt maat nikalo par](https://sms4smile.com/poetry-sms/milnay-ka-waqt-maat-nikalo-par.html)

Too busy to meet is fine — but at least let your SMS reach, just a sound to show you remember. Har waqt kaam mein itne na ulajh jaya karo, Kabhi hamari yaad ko bhi dil mein laya karo, Milnay ka waqt maat nikalo par, Kabhi apne sms ki awaz to sunaya karo.

59. [Waqt guzarta raha par sanse thami si thi](https://sms4smile.com/poetry-sms/waqt-guzarta-raha-par-sanse-thami-si-thi.html)

Waqt guzarta raha par sanse thami si thi, muskura rahe they hum, par ankho me nami si thi, saath hamare ye jahan tha sara, par na jaane kyu tumhari kami si thi

61. [Waqt aane par wafadar badal jate hain.](https://sms4smile.com/poetry-sms/waqt-aane-par-wafadar-badal-jate-hain.html)

Yeh sach hai k Aa jata hai shohrat ka Asar.. insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hain.. Aur bewafa badle ya naa badle.. Waqt aane par wafadar badal jate hain.

63. [Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi](https://sms4smile.com/poetry-sms/mana-yeh-waqt-hame-yaad-karne-wala-nahi.html)

Fine, maybe now isn't the time to remember me — but remember me anyway, just briefly, out of nowhere. Mana yeh waqt hame yaad karne wala nahi, par bewaqt he yaad karliya karo, mana aapke aspas sari duniya hai, kabhi hamari kamika bhi ehsas karliya karo

65. [Wafa Ki Raah Mein,Main Aaj bhi Akaila Hoon](https://sms4smile.com/ghazal-sms/wafa-ki-raah-meinmain-aaj-bhi-akaila-hoon.html)

Karray Hain Hijar k Lamhaat,Uss Se Keh Dena Bikhar Rahi Hay Meri Zaat,Uss Se Keh Dena Hawa-e-Mousam- e-Gham Uss k Shehar Jaye To Mery Dukhoon Ki Koi Baat Uss Se Keh Dena Yeh WeHshatein,Yeh Udasi,Yeh RatJagoo k Azaab Ussi Ki Hain Yeh Inayaat,Uss Se Keh Dena Bohat Taweel Bohat KarabNaak Hoti Hain Judayion Ki Har \[…\]

```json
{
    "@context": "https://schema.org",
    "@graph": [
        {
            "@type": "WebPage",
            "@id": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/ghazal.html",
            "url": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/ghazal.html",
            "name": "Waqt apna mujhy sara day do - Ghazal SMS - SMS4Smile",
            "isPartOf": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#website"
            },
            "datePublished": "2024-06-16T15:06:02+00:00",
            "author": {
                "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/9f91f44c83abb1e02c3371974e8e52ba"
            },
            "description": "Mujhy jeenay ki umeed dobara day do, Meri doobti kashti ki kinara dy do, Main dard k sahil pay tanha khara hun, Phir aa k apni baahon ka sahara day do, Tera…",
            "breadcrumb": {
                "@id": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/ghazal.html#breadcrumb"
            },
            "inLanguage": "en-US",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "ReadAction",
                    "target": [
                        "https://sms4smile.com/ghazal-sms/ghazal.html"
                    ]
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "BreadcrumbList",
            "@id": "https://sms4smile.com/ghazal-sms/ghazal.html#breadcrumb",
            "itemListElement": [
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 1,
                    "name": "SMS4Smile",
                    "item": "https://sms4smile.com/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 2,
                    "name": "Ghazal SMS",
                    "item": "https://sms4smile.com/category/ghazal-sms/"
                },
                {
                    "@type": "ListItem",
                    "position": 3,
                    "name": "Waqt apna mujhy sara day do"
                }
            ]
        },
        {
            "@type": "WebSite",
            "@id": "https://sms4smile.com/#website",
            "url": "https://sms4smile.com/",
            "name": "SMS4Smile",
            "description": "Latest SMS / text messages &amp; jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday &amp; adult]",
            "potentialAction": [
                {
                    "@type": "SearchAction",
                    "target": {
                        "@type": "EntryPoint",
                        "urlTemplate": "https://sms4smile.com/?s={search_term_string}"
                    },
                    "query-input": {
                        "@type": "PropertyValueSpecification",
                        "valueRequired": true,
                        "valueName": "search_term_string"
                    }
                }
            ],
            "inLanguage": "en-US"
        },
        {
            "@type": "Person",
            "@id": "https://sms4smile.com/#/schema/person/9f91f44c83abb1e02c3371974e8e52ba",
            "name": "User_Submitted_SMS",
            "sameAs": [
                "http://"
            ]
        }
    ]
}
```
